Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
"Nahi raha mohabat ka aitbaar humey"
Old
  (#1)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
"Nahi raha mohabat ka aitbaar humey" - 17th August 2006, 11:40 AM

dosto phir ek kalaam lekar appke samney hu, umeed hai app sab ko pasand aayega, mujhe appke views ka intjaar raheyga.

Ek arsay se ankho mai need nahi thi aaye humey,
ishq ne kar diya tha es kadar bekarar humey………..

Ishq ne dosto dikha diye thy kai khaab humey,
acchey bhalley thy kar gaya tha bekarar humey…….

Usne pyar se appni mahfil mai tha bulla liya humey,
bin mangey patjad mai mil gaye thi bahar humey…..

Uske saath gujarney ko thy do pal miley humey,
zindgi bhar reheyga phir do pallo ka intjaar humey…

Kuch na tha yaad uski bahho mai khokar humey,
ajj bichad unse ankhy kar rahi hai ashkbaar humey…

Woh kahty thy ki jaan se jayada chatey hai humey,
ab samaaj ke rasmo mai ulaj nahi karty pyar humey…

Bhoolney wale kabhi royega tu bhi yaad karke humey,
tumne diye hai mohabat mai gum be-shumaar humey…

Tumne be-waffeai karke kar diya hai badnaam hamey,
Nahi raha hai “Sunita” ab mohabat ka aitbaar humey….

appki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: "Nahi raha mohabat ka aitbaar humey"
Old
  (#2)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
Re: "Nahi raha mohabat ka aitbaar humey" - 17th August 2006, 12:06 PM

Quote:
Originally posted by sunita virender
dosto phir ek kalaam lekar appke samney hu, umeed hai app sab ko pasand aayega, mujhe appke views ka intjaar raheyga.

Ek arsay se ankho mai need nahi thi aaye humey,
ishq ne kar diya tha es kadar bekarar humey………..

Ishq ne dosto dikha diye thy kai khaab humey,
acchey bhalley thy kar gaya tha bekarar humey…….

Usne pyar se appni mahfil mai tha bulla liya humey,
bin mangey patjad mai mil gaye thi bahar humey…..

Uske saath gujarney ko thy do pal miley humey,
zindgi bhar reheyga phir do pallo ka intjaar humey…

Kuch na tha yaad uski bahho mai khokar humey,
ajj bichad unse ankhy kar rahi hai ashkbaar humey…

Woh kahty thy ki jaan se jayada chatey hai humey,
ab samaaj ke rasmo mai ulaj nahi karty pyar humey…

Bhoolney wale kabhi royega tu bhi yaad karke humey,
tumne diye hai mohabat mai gum be-shumaar humey…

Tumne be-waffeai karke kar diya hai badnaam hamey,
Nahi raha hai “Sunita” ab mohabat ka aitbaar humey….

appki dost
didi ek arse baad aapka kalam padne ko mila
bahut accha laga padkar.............

aapki is kalam ko padkar maine turant kuchh likha hai gour farmaiye.

iskq me kisi ke saath guzare do pal bahut hain
ye wo pal hain jinse main jeena seekh gaya.

yaad aate hain wo shame manjar jo sath gujare the tere
bhoolne wale thujhko bhee kya kabhi hum yaad aate hai.n

esa koun hai jise pyar ke badle pyar mila
ye wo rasta hai jahan sada rona hi padta hai

iskq ke rasto pe na jane kitne fanaa ho gaye hai.n
sekdo.n mar chuke hai.n , hazzaro marne ko taiyar baithe hai.n


<<<<\Dilip\>>>>
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
hi
Old
  (#3)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 17th August 2006, 02:21 PM

Bhoolney wale kabhi royega tu bhi yaad karke humey,
tumne diye hai mohabat mai gum be-shumaar humey…

Tumne be-waffeai karke kar diya hai badnaam hamey,
Nahi raha hai “Sunita” ab mohabat ka aitbaar humey….


sunita appne kaya khub likha hai....mere dil ki kafiyat likh dee hai appne.....yeh dono share bhut ache lage......yu hee likhti raho or sabke dil pe raaz karti raho yahi meri duaa hai......kush kehta hoon...

sanso ko sanso ki garmi kaya mili dil sulagne lage,
wo humpe or hum unpe ek pal main marne lage.......

ishq ne jab dikhai apne saroor ki rangat,
wo mere qadmon ke nishano par chalne lage.......

mohabat ki aanch ne is qadar kiya unko bebas,
moom banke wo mere pehlu main pighlne lage.........

meri dil se daad kabool karna..........raj.........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
17th August 2006, 08:13 PM

khoob likha aapne sunita ji,bahut khoob.yeh ashaar bahut ache lage,

Uske saath gujarney ko thy do pal miley humey,
zindgi bhar reheyga phir do pallo ka intjaar humey…

Kuch na tha yaad uski bahho mai khokar humey,
ajj bichad unse ankhy kar rahi hai ashkbaar humey…

Woh kahty thy ki jaan se jayada chatey hai humey,
ab samaaj ke rasmo mai ulaj nahi karty pyar humey…

Bhoolney wale kabhi royega tu bhi yaad karke humey,
tumne diye hai mohabat mai gum be-shumaar humey

likhyi rahiye


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#5)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
17th August 2006, 08:47 PM

Bhoolney wale kabhi royega tu bhi yaad karke humey,
tumne diye hai mohabat mai gum be-shumaar humey…


Namaskar Sunita ji

Acha likha hay aapney...padhkar acha laga....keep writing

keep smiling
   
Reply With Quote
Re: Re: "Nahi raha mohabat ka aitbaar humey"
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Re: "Nahi raha mohabat ka aitbaar humey" - 18th August 2006, 11:37 AM

Quote:
Originally posted by dilip200
didi ek arse baad aapka kalam padne ko mila
bahut accha laga padkar.............

aapki is kalam ko padkar maine turant kuchh likha hai gour farmaiye.

iskq me kisi ke saath guzare do pal bahut hain
ye wo pal hain jinse main jeena seekh gaya.

yaad aate hain wo shame manjar jo sath gujare the tere
bhoolne wale thujhko bhee kya kabhi hum yaad aate hai.n

esa koun hai jise pyar ke badle pyar mila
ye wo rasta hai jahan sada rona hi padta hai

iskq ke rasto pe na jane kitne fanaa ho gaye hai.n
sekdo.n mar chuke hai.n , hazzaro marne ko taiyar baithe hai.n


<<<<\Dilip\>>>>
dilip tumne to bahut badiya share likhey hai, accha lagga tumara reply pad kar, yu hi aatey rahna meri post par. tumarey reply ke bina yeh jachti nahi.

tumari didi


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#7)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: hi - 18th August 2006, 11:40 AM

Quote:
Originally posted by rajveeer
Bhoolney wale kabhi royega tu bhi yaad karke humey,
tumne diye hai mohabat mai gum be-shumaar humey…

Tumne be-waffeai karke kar diya hai badnaam hamey,
Nahi raha hai “Sunita” ab mohabat ka aitbaar humey….


sunita appne kaya khub likha hai....mere dil ki kafiyat likh dee hai appne.....yeh dono share bhut ache lage......yu hee likhti raho or sabke dil pe raaz karti raho yahi meri duaa hai......kush kehta hoon...

sanso ko sanso ki garmi kaya mili dil sulagne lage,
wo humpe or hum unpe ek pal main marne lage.......

ishq ne jab dikhai apne saroor ki rangat,
wo mere qadmon ke nishano par chalne lage.......

mohabat ki aanch ne is qadar kiya unko bebas,
moom banke wo mere pehlu main pighlne lage.........

meri dil se daad kabool karna..........raj.........

raj ji appne mere kalaam ke saath aur share likh kar es ki khoobsurti aur badda di hai. bahut bahut shukriya meri post par aane ke liye.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th August 2006, 11:46 AM

Quote:
Originally posted by akelijaan
khoob likha aapne sunita ji,bahut khoob.yeh ashaar bahut ache lage,

Uske saath gujarney ko thy do pal miley humey,
zindgi bhar reheyga phir do pallo ka intjaar humey…

Kuch na tha yaad uski bahho mai khokar humey,
ajj bichad unse ankhy kar rahi hai ashkbaar humey…

Woh kahty thy ki jaan se jayada chatey hai humey,
ab samaaj ke rasmo mai ulaj nahi karty pyar humey…

Bhoolney wale kabhi royega tu bhi yaad karke humey,
tumne diye hai mohabat mai gum be-shumaar humey

likhyi rahiye
dost appka reply pad kar accha lagga ki appko mera kalaam pasand aaya, appko appni har post par dekh kar bahut accha lagta hai, yu aati raheyga.

appki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th August 2006, 11:49 AM

Quote:
Originally posted by sukanya
Bhoolney wale kabhi royega tu bhi yaad karke humey,
tumne diye hai mohabat mai gum be-shumaar humey…


Namaskar Sunita ji

Acha likha hay aapney...padhkar acha laga....keep writing

keep smiling
naamaskar sukanya ji,

bahut accha lag raha hai appko appni post par dekh kar, koshish karugi ki aagey se aur bhi behtar likh sakku. appka bahut bahut shukriya meri post par aane ke liye. umeed hai app yu hi aati rehygi.

thanks alot


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: "Nahi raha mohabat ka aitbaar humey"
Old
  (#10)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: "Nahi raha mohabat ka aitbaar humey" - 18th August 2006, 11:50 AM


Uske saath gujarney ko thy do pal miley humey,
zindgi bhar reheyga phir do pallo ka intjaar humey…

Kuch na tha yaad uski bahho mai khokar humey,
ajj bichad unse ankhy kar rahi hai ashkbaar humey…



Bohat badhiya.....2nd sher dil ko chhu gaya



Tumne be-waffeai karke kar diya hai badnaam hamey,
Nahi raha hai “Sunita” ab mohabat ka aitbaar humey….



Wah........behad khoobsurat


Sunita jee

Bohat acha likha hai..upar diye sher kaafi pasand aaye


Dil se daad kabool kijiyega..........shukriyah


APKA

Diggaj


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
bahut dino baad
Old
  (#11)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
bahut dino baad - 19th August 2006, 07:03 AM

bahut dino baad is site par aya hoon bas kcuh dil udas hai yoon laga parhne wale kaheen kho gaye hain. aaj aya to tumhara ye kalam miil gaya bahut achha laga aise hee likhtee rahana parh ke bahut tasallee hotee hai ki kcuh log dil se likhte hain
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: Re: "Nahi raha mohabat ka aitbaar humey"
Old
  (#12)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Re: "Nahi raha mohabat ka aitbaar humey" - 19th August 2006, 02:53 PM

Quote:
Originally posted by Diggaj_Dave

Uske saath gujarney ko thy do pal miley humey,
zindgi bhar reheyga phir do pallo ka intjaar humey…

Kuch na tha yaad uski bahho mai khokar humey,
ajj bichad unse ankhy kar rahi hai ashkbaar humey…



Bohat badhiya.....2nd sher dil ko chhu gaya



Tumne be-waffeai karke kar diya hai badnaam hamey,
Nahi raha hai “Sunita” ab mohabat ka aitbaar humey….



Wah........behad khoobsurat


Sunita jee

Bohat acha likha hai..upar diye sher kaafi pasand aaye


Dil se daad kabool kijiyega..........shukriyah


APKA

Diggaj
hi diggaj ji

bahut accha lagga appka reply padkar, jab app jaise shayer aakar tareef kartey hai, to lagta hai ki sach mai kuch accha likha hai, mere himmat badaney ke liye appka shukriya. umeed karti hu ki app yu hi meri post par aatey raheygey.

thanks alot


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: bahut dino baad
Old
  (#13)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: bahut dino baad - 19th August 2006, 03:11 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
bahut dino baad is site par aya hoon bas kcuh dil udas hai yoon laga parhne wale kaheen kho gaye hain. aaj aya to tumhara ye kalam miil gaya bahut achha laga aise hee likhtee rahana parh ke bahut tasallee hotee hai ki kcuh log dil se likhte hain
Anil
hello anil

appka msg padkar lag raha hai ki app bahut upset hai, aree koi padey na padey hum to padtey hai. appka jaha aaney ke liye bahut bahut shukriya. appki duaey saath hai to hum yu hi koshsih kartey raheygey likhney ki. aur app site par aatey rahiye.

take care and keep smiling :-)

appki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
bahut dard hai
Old
  (#14)
mittal011
Registered User
mittal011 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Aug 2006
Location: delhi
Rep Power: 0
bahut dard hai - 20th August 2006, 03:45 AM

bahut dard hai mere dil jo ki batana cahahata hoin lakin koi sunne wala nahi mittal011@yahoo.com
nitin


nitin
   
Reply With Quote
voo
Old
  (#15)
mittal011
Registered User
mittal011 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Aug 2006
Location: delhi
Rep Power: 0
voo - 20th August 2006, 03:50 AM

voo puchte hai(the) humse karte ho payar kitna
tere khwabon ko hakikat na kar do to khena..........

voo hamare pass se jujar gaye hamara haal bhi na pucha
hum kaise kayen kar lee ki voo dur ja ke roye....

sunita je pata nahi log unse kaise joot boolte hai jo log unse se sab se jayada payar karte hai....
mittal011@yahoo.com


nitin
   
Reply With Quote
Re: bahut dard hai
Old
  (#16)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: bahut dard hai - 21st August 2006, 09:53 AM

Quote:
Originally posted by mittal011
bahut dard hai mere dil jo ki batana cahahata hoin lakin koi sunne wala nahi mittal011@yahoo.com
nitin
hello nitin ji

yeh shayri-e-dard hai dard wallo ke liye, app jaha behichk appna dard bayaan kar saktey ho. aur jaha sab ek doosrey ke dard ko samjtey bhi hai.

take care and keep smiling :-)


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: Re: bahut dard hai
Old
  (#17)
mittal011
Registered User
mittal011 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Aug 2006
Location: delhi
Rep Power: 0
Re: Re: bahut dard hai - 22nd August 2006, 11:55 PM

[sunita ji
pata nahi log joot par joot kaise bolte hai jab ki unhe bhi pata hota hai ki samne wala sab janta hai lakin use us ki najaroo mai gerana nahi chahta...phir bhi..pata nahi..

pata nahi.....

kay ho gaya hai duniya ko
kyon bhool gayi hai vo payar ke rishte ko
kyon dikhate hai payar apno sa..
................

is ladki ne muje khatam kar diya ...
maine ise itna payar kiya phir bhi....
bewafa sabd ka sirf naam suna tha lakin bewafi kaya hote ab jane..

sazi hoe thi mahafil...
chal rahe the dor par dor...---2
pe kar ...
pe kar khoon mere armano ka
vo khay rahe the abhi or abhi or abhi or
abhi or abhi or abhi or abhi or abhi or abhi or

thank for ur reply sunita ji
pata nahi vo mujse joot kaise bool sakte hai...............


nitin
   
Reply With Quote
Re: Re: Re: bahut dard hai
Old
  (#18)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Re: Re: bahut dard hai - 23rd August 2006, 12:32 PM

Quote:
Originally posted by mittal011
[sunita ji
pata nahi log joot par joot kaise bolte hai jab ki unhe bhi pata hota hai ki samne wala sab janta hai lakin use us ki najaroo mai gerana nahi chahta...phir bhi..pata nahi..

pata nahi.....

kay ho gaya hai duniya ko
kyon bhool gayi hai vo payar ke rishte ko
kyon dikhate hai payar apno sa..
................

is ladki ne muje khatam kar diya ...
maine ise itna payar kiya phir bhi....
bewafa sabd ka sirf naam suna tha lakin bewafi kaya hote ab jane..

sazi hoe thi mahafil...
chal rahe the dor par dor...---2
pe kar ...
pe kar khoon mere armano ka
vo khay rahe the abhi or abhi or abhi or
abhi or abhi or abhi or abhi or abhi or abhi or

thank for ur reply sunita ji
pata nahi vo mujse joot kaise bool sakte hai...............
nitin ji,

mai appki baat se sahmat hu. yeh uska imman hai ki woh appse pyar mai jooth bolti rahi, jooth bolna to vaise bhi buri baat hai aur mohabat mai jooth, tauba tauba. yeh to kudha se jooth bolney ke barabar hai. bakki mai to yehi kahugi ki hamari koshish yehi honi chahiye ki hum jooth na boley, aur kisi par bhi ankhey moondh kar vishvaas na karey. en sab se kuch seekna jaroor.

take care and keep smilinggggggggggg :-)

appki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: "Nahi raha mohabat ka aitbaar humey"
Old
  (#19)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
Re: "Nahi raha mohabat ka aitbaar humey" - 24th August 2006, 02:15 AM

Quote:
Originally posted by sunita virender
dosto phir ek kalaam lekar appke samney hu, umeed hai app sab ko pasand aayega, mujhe appke views ka intjaar raheyga.

Ek arsay se ankho mai need nahi thi aaye humey,
ishq ne kar diya tha es kadar bekarar humey………..

Ishq ne dosto dikha diye thy kai khaab humey,
acchey bhalley thy kar gaya tha bekarar humey…….

Usne pyar se appni mahfil mai tha bulla liya humey,
bin mangey patjad mai mil gaye thi bahar humey…..

Uske saath gujarney ko thy do pal miley humey,
zindgi bhar reheyga phir do pallo ka intjaar humey…

Kuch na tha yaad uski bahho mai khokar humey,
ajj bichad unse ankhy kar rahi hai ashkbaar humey…

Woh kahty thy ki jaan se jayada chatey hai humey,
ab samaaj ke rasmo mai ulaj nahi karty pyar humey…

Bhoolney wale kabhi royega tu bhi yaad karke humey,
tumne diye hai mohabat mai gum be-shumaar humey…

Tumne be-waffeai karke kar diya hai badnaam hamey,
Nahi raha hai “Sunita” ab mohabat ka aitbaar humey….

appki dost
Di..

Sabse pehle to der se aane ke liye maafi chaahti hun.. par iska kaaran bhi aap jaanti hain...

Nazm to bahut khoobsoorat hai di.. Woh pyar... woh dard.. woh judaai... khoob jataaya har sher me...

Kuch likhne ki koshish

"Is kambakht dard se najaad paana itna bhi aasaan nahi..
Saat samndar paar hain.. phir bhi dhoond hi leta hai yeh humey..

Socha tha.. na mehsoos karenge bas aaj ke baad kuch bhi hum..
Yeh kahan pathar hone deta hai humey..

Aata hai jab bhi saaamne.. rooh ke tutkde kar jaata hai..
Phir khud baand ke bhi jaata hai ek naya josh humey.."


Umeed karti hun aapko pasand aayengi..

Apna khayal rakhiye di..

~Prii



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#20)
hara ashiq
broken heart
hara ashiq is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 48
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 0
24th August 2006, 04:39 AM

Uske saath gujarney ko thy do pal miley humey,
zindgi bhar reheyga phir do pallo ka intjaar humey

wah sunita ji kya baat hai bahoot hi accha likha hai apne khaskar yeh do panktiya dil main ghar kar kayi aur muzhe mere hi likhe ek get ki yad dila gayi

"woh beetein hue pal main lao wapas aab kaise
saath tere jo bitao woh zindgi lao kaise"

likhte rahiye

aapka dost
ek hara hua ashiq
hara ashiq
   
Reply With Quote
Re: Re: Re: Re: bahut dard hai
Old
  (#21)
mittal011
Registered User
mittal011 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Aug 2006
Location: delhi
Rep Power: 0
Re: Re: Re: Re: bahut dard hai - 25th August 2006, 02:22 AM

sinita ji

aaj uk ladki ne meri juti kasam kha le.....

sunita ji kay mai apka personal email id jaan sakata hoin mai ye batein sab ko nahi batana chahata nahi to mere payar ka majak ban jayega...

if u feel so then plz mail me at mittal011@yahoo.com
thanks 4 ur reply...
nitin


nitin
   
Reply With Quote
Re: Re: "Nahi raha mohabat ka aitbaar humey"
Old
  (#22)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Re: "Nahi raha mohabat ka aitbaar humey" - 25th August 2006, 04:10 PM

Quote:
Originally posted by chaahat123
Di..

Sabse pehle to der se aane ke liye maafi chaahti hun.. par iska kaaran bhi aap jaanti hain...

Nazm to bahut khoobsoorat hai di.. Woh pyar... woh dard.. woh judaai... khoob jataaya har sher me...

Kuch likhne ki koshish

"Is kambakht dard se najaad paana itna bhi aasaan nahi..
Saat samndar paar hain.. phir bhi dhoond hi leta hai yeh humey..

Socha tha.. na mehsoos karenge bas aaj ke baad kuch bhi hum..
Yeh kahan pathar hone deta hai humey..

Aata hai jab bhi saaamne.. rooh ke tutkde kar jaata hai..
Phir khud baand ke bhi jaata hai ek naya josh humey.."


Umeed karti hun aapko pasand aayengi..

Apna khayal rakhiye di..

~Prii
aree priya etna pyara aur khoobsurt jawaab bhalla kisey pasand nahi aayega. aur tumne time nikala meri post ke liye, thanks alot.

tumarey share bahut acchey lagey, meri gazal ki khoobsurti aur badda di.

tumari didi


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#23)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
25th August 2006, 04:12 PM

Quote:
Originally posted by hara ashiq
Uske saath gujarney ko thy do pal miley humey,
zindgi bhar reheyga phir do pallo ka intjaar humey

wah sunita ji kya baat hai bahoot hi accha likha hai apne khaskar yeh do panktiya dil main ghar kar kayi aur muzhe mere hi likhe ek get ki yad dila gayi

"woh beetein hue pal main lao wapas aab kaise
saath tere jo bitao woh zindgi lao kaise"

likhte rahiye

aapka dost
ek hara hua ashiq
hara ashiq
dost sabse phele appka shukriya meri post par aane ke liye, aap phele baar meri post par aaye hai, umeed hai yu aatey rahogey.

aur appka share bahut badiya lagga, thanks alot

appki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: Re: Re: "Nahi raha mohabat ka aitbaar humey"
Old
  (#24)
lovely_c
Registered User
lovely_c is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 21
Join Date: Jul 2006
Rep Power: 0
Re: Re: Re: "Nahi raha mohabat ka aitbaar humey" - 26th August 2006, 05:09 PM

namaste sunita ji,
appka andaze bayan bahut khub hai,kis khubsurati ke sath appne apne zajbaaton ko kaha hai uski dad deni padegi.
aese hi likhte rahiye. appki gazal padkar ek sher bana hai arz karti hun:

' jala di hain uske hone ki sab nishani maine,
bachi hai bas yaadon ki daulat; lekin,
woh kamjarf mujhse meri jindgani mange.'
appki dost
"lovely"
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd October 2006, 02:44 PM

Quote:
Originally Posted by lovely_c View Post
namaste sunita ji,
appka andaze bayan bahut khub hai,kis khubsurati ke sath appne apne zajbaaton ko kaha hai uski dad deni padegi.
aese hi likhte rahiye. appki gazal padkar ek sher bana hai arz karti hun:

' jala di hain uske hone ki sab nishani maine,
bachi hai bas yaadon ki daulat; lekin,
woh kamjarf mujhse meri jindgani mange.'
appki dost
"lovely"

lovely ji mere likha padney aur pasand karne ke liye bahut bahut shukriya. par aapne chand lines aur likh kar es ki shaan badda di.

thanks

aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#26)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
23rd October 2006, 03:04 PM

Tumne be-waffeai karke kar diya hai badnaam hamey,
Nahi raha hai “Sunita” ab mohabat ka aitbaar humey….

sister prannam,

siister ek bahot hi umda kalaam hai ye jo aapne likha hai iski har line dil ko chhu gayi
aapne jo dard ke ehsas ke sath likha hai

is peshkas ke liye dilse daad det a hu kubul kijiyenga

aapse mujhe abhi bahot kuch sikhna hai ......

apna kahyal rakhiye

khus rahiye

aapka shaitaan
aapka chhotasa bhaia ur dost
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
10th May 2007, 04:46 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
Tumne be-waffeai karke kar diya hai badnaam hamey,
Nahi raha hai “Sunita” ab mohabat ka aitbaar humey….

sister prannam,

siister ek bahot hi umda kalaam hai ye jo aapne likha hai iski har line dil ko chhu gayi
aapne jo dard ke ehsas ke sath likha hai

is peshkas ke liye dilse daad det a hu kubul kijiyenga

aapse mujhe abhi bahot kuch sikhna hai ......

apna kahyal rakhiye

khus rahiye

aapka shaitaan
aapka chhotasa bhaia ur dost
dhaval

mere chottu...aaj main aapne purane thread check kar rahi thi to dekha ki es gazal ke reply mein tumhey shukriya kahna bhool hi gaye hoon...to socha kyu na ab kah doon....

ek baar phir se purey pyar ke saath shukriya

shaitaan ki sister
hehehehehe


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#28)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
12th May 2007, 09:33 AM

Quote:
Bhoolney wale kabhi royega tu bhi yaad karke humey,
tumne diye hai mohabat mai gum be-shumaar humey…
Pukhtaa nazm di...aacha laga is qadr bkhre hue kuch khayaalon ko ek dhuuN mein baareki si khuub piroyaa hai aapne

likhte rahiYeGaa

aapka apnaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#29)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 36
12th May 2007, 11:58 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
dosto phir ek kalaam lekar appke samney hu, umeed hai app sab ko pasand aayega, mujhe appke views ka intjaar raheyga.

Ek arsay se ankho mai need nahi thi aaye humey,
ishq ne kar diya tha es kadar bekarar humey………..

Ishq ne dosto dikha diye thy kai khaab humey,
acchey bhalley thy kar gaya tha bekarar humey…….

Usne pyar se appni mahfil mai tha bulla liya humey,
bin mangey patjad mai mil gaye thi bahar humey…..

Uske saath gujarney ko thy do pal miley humey,
zindgi bhar reheyga phir do pallo ka intjaar humey…

Kuch na tha yaad uski bahho mai khokar humey,
ajj bichad unse ankhy kar rahi hai ashkbaar humey…

Woh kahty thy ki jaan se jayada chatey hai humey,
ab samaaj ke rasmo mai ulaj nahi karty pyar humey…

Bhoolney wale kabhi royega tu bhi yaad karke humey,
tumne diye hai mohabat mai gum be-shumaar humey…

Tumne be-waffeai karke kar diya hai badnaam hamey,
Nahi raha hai “Sunita” ab mohabat ka aitbaar humey….

appki dost

HI sunita ji es nazam men pyar ke jo gehrai aapne bayan ki hay bahut khoob lagi.kamal kardiya hay apne to wakei lajawa hay yeh humare paas alfaz nahi hay tarif ke liye.esi hi aur nazmo se hume lutfandoz karti rehiye.
DHANEYEWAD
aap ka dost


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#30)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
13th May 2007, 01:01 AM

namsakar didi,
kaise hain aap?

wow! great poem. all i can say that it was an "amazing read". bahut umda likha hai apne.
aise hi likte rahein

god bless u

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
it was gr8
Old
  (#31)
ritesh_nsd961
Registered User
ritesh_nsd961 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Mar 2007
Rep Power: 0
it was gr8 - 13th May 2007, 11:57 AM

humne bhi pyar kiya tha..............
thoda nahi beshumaar kiya tha...........
badal gayi hamari zindgi.......jab unhone kaha......
aree pagal maine to majak kiya tha............
   
Reply With Quote
Old
  (#32)
fakira
Registered User
fakira will become famous soon enough
 
fakira's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 0
Thumbs up 14th May 2007, 06:34 PM

that's good sunita ji , keep it up , write again a poem like this


SUN FAKIRA KI KAHNEE

USKA DARD OR SHERO. KI JUBANI.....
KUCH NHI IS DUNIYA MAI " DOSTI KA SIVA
NHI KOI DOST IS DUNIYA MAI MAUT KA SIVA
   
Reply With Quote
Old
  (#33)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th May 2007, 04:38 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Pukhtaa nazm di...aacha laga is qadr bkhre hue kuch khayaalon ko ek dhuuN mein baareki si khuub piroyaa hai aapne

likhte rahiYeGaa

aapka apnaa

namaskaar mast bhai, bahut accha lagga aapko aapni post par dekh kar....aapne humey padda aur saraha, tahe-dil se aapka shukriya adda karti hoon, yu hi aatey rahiyega.

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#34)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th May 2007, 04:40 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
HI sunita ji es nazam men pyar ke jo gehrai aapne bayan ki hay bahut khoob lagi.kamal kardiya hay apne to wakei lajawa hay yeh humare paas alfaz nahi hay tarif ke liye.esi hi aur nazmo se hume lutfandoz karti rehiye.
DHANEYEWAD
aap ka dost
kashif ji aapne etne pyarey lafzo.n mein hamari rachna ki tareef ki....bahut bahut shukriya.....yu hi aatey rahiyega.

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#35)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th May 2007, 04:41 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namsakar didi,
kaise hain aap?

wow! great poem. all i can say that it was an "amazing read". bahut umda likha hai apne.
aise hi likte rahein

god bless u

manish
manish......bahuuuttttttt bahut shukriya....aise hi aatey rahna...

aapki dii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#36)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th May 2007, 04:42 PM

Quote:
Originally Posted by ritesh_nsd961 View Post
humne bhi pyar kiya tha..............
thoda nahi beshumaar kiya tha...........
badal gayi hamari zindgi.......jab unhone kaha......
aree pagal maine to majak kiya tha............
ritesh ji shukriya aap hamari post par aaye, aapka sher bahut accha lagga.

thanks

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#37)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th May 2007, 04:44 PM

Quote:
Originally Posted by fakira View Post
that's good sunita ji , keep it up , write again a poem like this

namaskaar Fakira ji, aapne humey padda ur saraha...hum koshish kare.nge ki es se bhi accha likh sake.n, tahe-dil se shukriya.

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
"DEEPAK" KO DEKHA NAHI JO JALTA RAHA......Kavi Deepak Sharma -. 0aayush Ghazal Section 0 17th July 2010 07:48 PM
"DEEPAK" KO DEKHA NAHI JO JALTA RAHA......Kavi Deepak Sharma kavyadharateam Ghazal Section 0 3rd November 2008 07:27 PM
"MAIN TUMHE KABHI KHONA NAHI CHAHTA..............." a shayri for her....." Ateet... Dhaval Shayri-e-Ishq 10 22nd September 2006 11:21 AM
" DO KADAM BHI NAHI CHAL PAUNGA AB........." a shayri for her.........."sath"... Dhaval Shayri-e-Ishq 6 15th September 2006 07:30 PM
"TUMHARE SATH KE BINA......"a shayri for her "maut bhi naseeb nahi hogi" Dhaval Shayri-e-Ishq 4 12th September 2006 08:05 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com