Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..
Old
  (#1)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai.. - 7th November 2006, 04:58 PM

mere sabhi badon ko saadar pranaam aur doston ko namaskaar,
aaj mein fir ek kalaam lekar iss mehafil me haziir hu. mere dost dilip ji ne do line ka sher likha thha vo kuch yun thha...

mohabbat ki hawa chalati hai, har patte ko hawaa lagti hai,
inkar kare wo chaahe kitna, seene main aag to sulagti hai...

isi sher ko ek gazal ki shakal me mein apke samne pesh kar rahi hu...gazal ki shuruvaat dilip ji ke isi sher se hogi...ok ji
---------------------gaour kijiye ji

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

saaki hum tere dar pe ate hai, pine nahi use bhulne ate hai,
aur tu deke du'haai usi be'wffa yaar ki, har jaam bharti hai...

katl karna tha to khanjar se kiya hota, jaan nikalti ek hi bar,
til-til marta dekh hanske kahate hai log, lash bhi marti hai....

are bedardi!! chala to gaya magar khata kya hui ye batata,
kami thi meri wafa me? ye saval kar kar ke ruh pighalti hai..

sarmaya de gaya dukhon ka, khushiyan uu’dhaar le gaya,
na aana samne, tujhe dekhne se nazar bhi sharm karti hai…

tabaahii kaa aalam dekh dekh tuu muskuaata raha wahan,
sab jal gayaa “pooja”,rakh karke ab sirf dhunva utth'ti hai..

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
7th November 2006, 05:07 PM

pooja ji

pehle to main mere dost dilip ko mubarakbad deta hu k itna achha sher likha uspe se aapne puri gazal bana di

aapka jawab nahi maan gaye!!!!!!!

dard ko bayan karne me aap to badi mahir hai ..bina dard mile aap itna achha likh sakti ho bahot khub!!!
puri gazal kabile tarif hai

achha laga padhke aur khusi bhi hui mujhe bahot jab aap itna achha likhti ho achha lagta hai

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

sarmaya de gaya dukhon ka, khushiyan uu’dhaar le gaya,
na aana samne, tujhe dekhne se nazar bhi sharm karti hai…

ye do sher bahot hi pasand aaye mujhe

dil se nikali daad kubul kijiyenga
KHUS RAHO

aapka dost
dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
moon
Guest
 
Posts: n/a
7th November 2006, 08:42 PM

Quote:
Originally Posted by pooja4588 View Post

pooji buhut acha likha hai aur chunkey first sher dilip ji ka hai to unhain bhi daad doongi ke unhon ne tumhay raasta dikhaya yuhi likhti raho
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
8th November 2006, 12:35 AM

wow.... very nice

hiii Pooja,

bahut achha likha hai. khaas kar yeh sher

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

really excellent... you should have post in dard section, khair meri dher saari daad kubul karo aur yun hi likhti raho.

take care!
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
8th November 2006, 12:50 AM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
pooja ji

pehle to main mere dost dilip ko mubarakbad deta hu k itna achha sher likha uspe se aapne puri gazal bana di

aapka jawab nahi maan gaye!!!!!!!

dard ko bayan karne me aap to badi mahir hai ..bina dard mile aap itna achha likh sakti ho bahot khub!!!
puri gazal kabile tarif hai

achha laga padhke aur khusi bhi hui mujhe bahot jab aap itna achha likhti ho achha lagta hai

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

sarmaya de gaya dukhon ka, khushiyan uu’dhaar le gaya,
na aana samne, tujhe dekhne se nazar bhi sharm karti hai…

ye do sher bahot hi pasand aaye mujhe

dil se nikali daad kubul kijiyenga
KHUS RAHO

aapka dost
dhaval
dilip ji dhaval ki pahali daad apke liye.......haa dhaval mujhe yun to koi gam nahi fir bhi dard kalaam likhti hu.mein mahobbat ko aur khushiyon ko to bayan kar hi nahi sakti. isi liye....khaai apko ye do sher pasand aye meri khush nasibi...aapki daad mujhe kabuul hai dil se...........ok ji

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
8th November 2006, 12:52 AM

Quote:
Originally Posted by moon View Post
pooji buhut acha likha hai aur chunkey first sher dilip ji ka hai to unhain bhi daad doongi ke unhon ne tumhay raasta dikhaya yuhi likhti raho
shukriya moona di. apki daad sar'ankho par

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
8th November 2006, 12:53 AM

Quote:
Originally Posted by pooja4588 View Post
dilip ji dhaval ki pahali daad apke liye.......haa dhaval mujhe yun to koi gam nahi fir bhi dard kalaam likhti hu.mein mahobbat ko aur khushiyon ko to bayan kar hi nahi sakti. isi liye....khaai apko ye do sher pasand aye meri khush nasibi...aapki daad mujhe kabuul hai dil se...........ok ji

grazie

aapki dost
pooja

mohabbat aur khusiyo ko kyu bayan nahi kar sakti???????

kisine mana kiya hai kya?

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
8th November 2006, 12:55 AM

Quote:
Originally Posted by Parul View Post
wow.... very nice

hiii Pooja,

bahut achha likha hai. khaas kar yeh sher

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

really excellent... you should have post in dard section, khair meri dher saari daad kubul karo aur yun hi likhti raho.

take care!
kya soubhagya hai mera ki aaj aap meri post pe aai. apko yahan dekh ke bahot khushi hui. apne ise pasand kiya sukriya ji aur apko nahi pata mujhe to dard forum me shayri likhna mana hai. agar mujhe vahan dekh liya veer ji ne yaa sunita di ya dilip ji ya dhaval ne to meri shaamat kar denge vo

aapki dher saari daad mujhe dil se kabuul hai ji

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
8th November 2006, 09:54 AM

Quote:
Originally Posted by pooja4588 View Post
mere sabhi badon ko saadar pranaam aur doston ko namaskaar,
aaj mein fir ek kalaam lekar iss mehafil me haziir hu. mere dost dilip ji ne do line ka sher likha thha vo kuch yun thha...

mohabbat ki hawa chalati hai, har patte ko hawaa lagti hai,
inkar kare wo chaahe kitna, seene main aag to sulagti hai...

isi sher ko ek gazal ki shakal me mein apke samne pesh kar rahi hu...gazal ki shuruvaat dilip ji ke isi sher se hogi...ok ji
---------------------gaour kijiye ji

mohabbat ki hawa chalati hai, har patte ko hawaa lagti hai,
inkar kare wo chaahe kitna, seene main aag to sulagti hai...

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

saaki hum tere dar pe ate hai, pine nahi use bhulne ate hai,
aur tu deke du'haai usi be'wffa yaar ki, har jaam bharti hai...

katl karna tha to khanjar se kiya hota, jaan nikalti ek hi bar,
til-til marta dekh hanske kahate hai log, lash bhi marti hai....

are bedardi!! chala to gaya magar khata kya hui ye batata,
kami thi meri wafa me? ye saval kar kar ke ruh pighalti hai..

sarmaya de gaya dukhon ka, khushiyan uu’dhaar le gaya,
na aana samne, tujhe dekhne se nazar bhi sharm karti hai…

tabaahii kaa aalam dekh dekh tuu muskuaata raha wahan,
sab jal gayaa “pooja”,rakh karke ab sirf dhunva utth'ti hai..

grazie

aapki dost
pooja

dear pooja
main aapki is gazal per kyakahoon bus itna hi kahna chahta hoon
tumne is khamosh sher ko aawaz dedi. wakai shayad main bhi yadi isper gazal ikhane ki koshih karta to likh na pata.
bahut khoobsurat anjam diya hai tumne ise
daad hazir hai kabool farmaiye

dilip

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#10)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
8th November 2006, 10:43 AM

Quote:
Originally Posted by pooja4588 View Post
mere sabhi badon ko saadar pranaam aur doston ko namaskaar,
aaj mein fir ek kalaam lekar iss mehafil me haziir hu. mere dost dilip ji ne do line ka sher likha thha vo kuch yun thha...

mohabbat ki hawa chalati hai, har patte ko hawaa lagti hai,
inkar kare wo chaahe kitna, seene main aag to sulagti hai...

isi sher ko ek gazal ki shakal me mein apke samne pesh kar rahi hu...gazal ki shuruvaat dilip ji ke isi sher se hogi...ok ji
---------------------gaour kijiye ji

mohabbat ki hawa chalati hai, har patte ko hawaa lagti hai,
inkar kare wo chaahe kitna, seene main aag to sulagti hai...

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

saaki hum tere dar pe ate hai, pine nahi use bhulne ate hai,
aur tu deke du'haai usi be'wffa yaar ki, har jaam bharti hai...

katl karna tha to khanjar se kiya hota, jaan nikalti ek hi bar,
til-til marta dekh hanske kahate hai log, lash bhi marti hai....

are bedardi!! chala to gaya magar khata kya hui ye batata,
kami thi meri wafa me? ye saval kar kar ke ruh pighalti hai..

sarmaya de gaya dukhon ka, khushiyan uu’dhaar le gaya,
na aana samne, tujhe dekhne se nazar bhi sharm karti hai…

tabaahii kaa aalam dekh dekh tuu muskuaata raha wahan,
sab jal gayaa “pooja”,rakh karke ab sirf dhunva utth'ti hai..

grazie

aapki dost
pooja
dear dilip,

pooja ne yeh gazal bahut acchi tarah puri ki hai, par pooja se phele tumey mubarkbaad dena chahti hu ki tumne etne aachi shuruyaat ki aur pooja ne usko utni hi aachi tarah anzaam diya. mubarak ho.

tumhari didi

wowwwwwwww........!

great........................!

hey meri matko rani, yeh tumne likha hai, bahut pasand aaya mujhe, dekh pooja tu esko shayri-e-dard mai.n post kar, mai.n tujhe es liye manna karti hu jab tu aapne pyar se naraz hokar dard likhti hai. ha agar sirf as a shayri likhtey to mujhe koi eitraaj nahi hai. mai.n chati hu ki aapko sab padey to tumhari housla-afjaei karey. mujhe kushi hoti hai jab aap log accha likhtey ho. samji meri gudiya rani.

es ko sahyri-e-dard mai.n post kar abhi.

meri aur se tujhe pyar se galey lagga kar mubarakbaad aur mithi se parri bhi

kush raho aur yu hi accha accha likhti raho.

teri didi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Last edited by sunita thakur; 8th November 2006 at 10:46 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
8th November 2006, 02:29 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
dear dilip,

pooja ne yeh gazal bahut acchi tarah puri ki hai, par pooja se phele tumey mubarkbaad dena chahti hu ki tumne etne aachi shuruyaat ki aur pooja ne usko utni hi aachi tarah anzaam diya. mubarak ho.

tumhari didi

wowwwwwwww........!

great........................!

hey meri matko rani, yeh tumne likha hai, bahut pasand aaya mujhe, dekh pooja tu esko shayri-e-dard mai.n post kar, mai.n tujhe es liye manna karti hu jab tu aapne pyar se naraz hokar dard likhti hai. ha agar sirf as a shayri likhtey to mujhe koi eitraaj nahi hai. mai.n chati hu ki aapko sab padey to tumhari housla-afjaei karey. mujhe kushi hoti hai jab aap log accha likhtey ho. samji meri gudiya rani.

es ko sahyri-e-dard mai.n post kar abhi.

meri aur se tujhe pyar se galey lagga kar mubarakbaad aur mithi se parri bhi

kush raho aur yu hi accha accha likhti raho.

teri didi

hanji sister sahi kaha aapne

pooja is post ko shayri e dard me submit karo

izazat hai

aapka dost
dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
8th November 2006, 03:00 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
dear pooja
main aapki is gazal per kyakahoon bus itna hi kahna chahta hoon
tumne is khamosh sher ko aawaz dedi. wakai shayad main bhi yadi isper gazal ikhane ki koshih karta to likh na pata.
bahut khoobsurat anjam diya hai tumne ise
daad hazir hai kabool farmaiye

dilip
dilip ji sharminda na karo ji, aap to bahot achhe shayar hain aur mujhe bol rahe hai ki mein na likh pata, uff allaah kaisa jamanaa aa gaya ....MEIN AAPKO DAAD DETI HU.......aapne mujhe ise likhne ki ijaajat di, aur itni achhi shuruaat ki..........aur ab aapki daad bhi mujhe kabuul hai ji

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
8th November 2006, 09:44 PM

hmmm great pooja ji,yr title sayz it all.acha laga padhkar.likhti rahiye yunhun.
bye
tc

yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#14)
zahid sayyed
Registered User
zahid sayyed is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 13
Join Date: Oct 2006
Rep Power: 0
Thumbs up 8th November 2006, 10:27 PM

pooja ji aapne bahot achha likha hai

"tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..
saaki hum tere dar pe ate hai, pine nahi use bhulne ate hai,
aur tu deke du'haai usi be'wffa yaar ki, har jaam bharti hai..."
aapki urdu zuban ismai aur bhi khubsurti aur badhai daal deti hai bus uhi likte rahiye
aapka dost
zahid ali
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Sandhya1
Registered User
Sandhya1 will become famous soon enough
 
Sandhya1's Avatar
 
Offline
Posts: 458
Join Date: Oct 2006
Rep Power: 18
9th November 2006, 12:05 AM

poojaji bhoot acha likha hai
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
9th November 2006, 04:46 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
mohabbat aur khusiyo ko kyu bayan nahi kar sakti???????

kisine mana kiya hai kya?

mana to nahi kiya. lekin mujhe kisine itni mahobbat di aur usi ki mahobbat khushi bani hai mere liye use mein lafzo me bayan nahi kar sakti. shabd hi nahi hote fir kaise likhu. aur darti hu agar kuch likha to kisiki nazar na lag jaye meri khushiyon ko.

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Hey.......! My Soni Di
Old
  (#17)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
Hey.......! My Soni Di - 10th November 2006, 01:16 AM

dear dilip,

pooja ne yeh gazal bahut acchi tarah puri ki hai, par pooja se phele tumey mubarkbaad dena chahti hu ki tumne etne aachi shuruyaat ki aur pooja ne usko utni hi aachi tarah anzaam diya. mubarak ho.

tumhari didi

wowwwwwwww........!

great........................!

hey meri matko rani, yeh tumne likha hai, bahut pasand aaya mujhe, dekh pooja tu esko shayri-e-dard mai.n post kar, mai.n tujhe es liye manna karti hu jab tu aapne pyar se naraz hokar dard likhti hai. ha agar sirf as a shayri likhtey to mujhe koi eitraaj nahi hai. mai.n chati hu ki aapko sab padey to tumhari housla-afjaei karey. mujhe kushi hoti hai jab aap log accha likhtey ho. samji meri gudiya rani.

es ko sahyri-e-dard mai.n post kar abhi.

meri aur se tujhe pyar se galey lagga kar mubarakbaad aur mithi se parri bhi

kush raho aur yu hi accha accha likhti raho.

teri didi

di bilkul thik kaha aapne.dilip ji ne mujhe achhi shuruaat di aur meine gazal bana di.. thanku dilip ji

apke itne bade wowwwwwwww ke liye bada sa thankuuuuuuuuuuuuuuu.......!

ha ye meine likha. aur sahi kaha apne ye sirf ehasaas hai jo kagaz par utar ayen hai. pyaar me to USNE mujhe koi dukh nahi diya. mere pyaar se mujhe koi gila nahi hai.

hmm kar diya ji ise dard forum me bhi post kar diya.

aapki mubarakbaad mujhe dili se kabuul hai di.

grazie

aapki gudiya rani(matko)
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
shayri
Old
  (#18)
farhan qazi
Registered User
farhan qazi is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 7
Join Date: Nov 2006
Location: surat
Rep Power: 0
shayri - 10th November 2006, 11:47 AM

mohabat karna sikhaya ussne hume, par mohabat bhulna na sikhaya, hum kar baithe mohabat unse, par mohabat karke bhi unhe na paya.

Aapke aashiyana hum ne dil me basa rakha hai, aapki yaadon ko seene se laga rakha hai, pata nahi aap ki yaad aati hai kyon, dost toh humne auron ko bhi bana rakha hai.
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
10th November 2006, 05:53 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
hanji sister sahi kaha aapne

pooja is post ko shayri e dard me submit karo

izazat hai

aapka dost
dhaval
sacchiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii........ ...................!!!!!!!!!!!!????????????

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
10th November 2006, 05:56 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
hmmm great pooja ji,yr title sayz it all.acha laga padhkar.likhti rahiye yunhun.
bye
tc
thanku ji

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
10th November 2006, 05:58 PM

Quote:
Originally Posted by zahid sayyed View Post
pooja ji aapne bahot achha likha hai

"tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..
saaki hum tere dar pe ate hai, pine nahi use bhulne ate hai,
aur tu deke du'haai usi be'wffa yaar ki, har jaam bharti hai..."
aapki urdu zuban ismai aur bhi khubsurti aur badhai daal deti hai bus uhi likte rahiye
aapka dost
zahid ali
ji meri urdu achhi nahi hai lekin fir bhi koshish ki aur apko pasand aya shukriya ji....

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
10th November 2006, 06:01 PM

Quote:
Originally Posted by Sandhya1 View Post
poojaji bhoot acha likha hai
thanku sandhya ji

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
10th November 2006, 06:04 PM

Quote:
Originally Posted by farhan qazi View Post
mohabat karna sikhaya ussne hume, par mohabat bhulna na sikhaya, hum kar baithe mohabat unse, par mohabat karke bhi unhe na paya.

Aapke aashiyana hum ne dil me basa rakha hai, aapki yaadon ko seene se laga rakha hai, pata nahi aap ki yaad aati hai kyon, dost toh humne auron ko bhi bana rakha hai.
ronak aagai apki in do sher se..................thanku ji

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
4th January 2009, 07:20 PM

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

are bedardi!! chala to gaya magar khata kya hui ye batata,
kami thi meri wafa me? ye saval kar kar ke ruh pighalti hai..

BEHAD ACCHI LAGI HAME AAPKI YE GHAZAL POOJA JI.....KHAAS TAUR PER YE DO SHER DIL KO CHU GAYE...YUHI LIKHTI RAHIYE.....

ZAINY

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Kabhi Kabhi ye zindagi aise halatoon mai fans jati hai samyasar1 Ghazal Section 3 19th August 2008 01:00 AM
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai.. pooja_d Shayri-e-Dard 32 21st May 2007 05:07 PM
Kabhi abr, kabhi pohar, kabhi badal ... hayabaji Aapki Shayri 1 3rd December 2005 05:44 PM
Ye Kahani Phir Kabhi,Kisike Bhi Saath,Kabhi Bhi Nahii roothi_pari Shayri-e-Dard 2 16th July 2005 12:25 PM
jigar mein aik aah si hai utthi kabhi kabhi maikasH Shayri-e-Dard 2 27th October 2001 07:03 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com