Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kya yahi hai Ishq ka dastur jaanam?
Old
  (#1)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
Kya yahi hai Ishq ka dastur jaanam? - 3rd October 2009, 03:04 PM

Pyaare Dosto.N

Namaskaar / AAdab

Apni ek taza koshish aap sab ke saath share kar rahi hoon. Ummid karti hoon aap sab ki raa'ye zarur milegi



Kya yahi hai Ishq ka dastur jaanam?
KyuN Dil tod ke jaate ho dur jaanam?

Nahi hai ilm tumNe apne - paraaye ka
Kya ho abhi bhi nashe meiN chur jaanam?

Paya hum ne jo kismat meiN tha likha
Milta nahi sabhi ko kohinur jaanam

Chahkar bhi bhool nahi pati hoon tujhe
Na hoga koi itna bhi majbur jaanam

Bayan karke "Ghazal" dard-e-dastaN
Mahefil meiN ho gayi mashhur jaanam


~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
3rd October 2009, 03:38 PM

Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal View Post
Kya yahi hai Ishq ka dastur jaanam?
KyuN Dil tod ke jaate ho dur jaanam?

Nahi hai ilm tumNe apne - paraaye ka
Kya ho abhi bhi nashe meiN chur jaanam?

Paya hum ne jo kismat meiN tha likha
Milta nahi sabhi ko kohinur jaanam

Chahkar bhi bhool nahi pati hoon tujhe
Na hoga koi itna bhi majbur jaanam

Bayan karke "Ghazal" dard-e-dastaN
Mahefil meiN ho gayi mashhur jaanam
Purvi ji...Namashkar....
Kaisi hai aap....
Bahut khubsurat ehsaason ka guldasta banati lagi aapki yeh ghazal....har sher mai dil ko chhu jaane ki taasir bhi dikhti hai....jise maine khud mehsus bhi kiyaa....aise hi likhte rahiye....khush rahiye.....nice creation....

maqta mujhe dil ke bahut kareeb laga....

dil se daad...kabul kare....

aap apna khayal rakhiye...
duaaon ke saath...





YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
3rd October 2009, 06:36 PM

Dii .......................

Wah kya baat hai ek master stroke hai aapki yeh gazal bahut khoob sabhi sher achche behad achche lage....

Ab lag raha hai ke meri Gazal Dii ki gazal, Aab aap ki kalam mein Dhar lag gayi hai
aise hi likhate rahaiye.... Khush rahiye..

Mehfil ki ronak bane rakhiey.... Is gazla ke maqte ki tarha....
Yeh sher behad khoob laga mujhe...

Chahkar bhi bhool nahi pati hoon tujhe
Na hoga koi itna bhi majbur jaanam


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
3rd October 2009, 07:23 PM

Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal View Post
Pyaare Dosto.N

Namaskaar / AAdab

Apni ek taza koshish aap sab ke saath share kar rahi hoon. Ummid karti hoon aap sab ki raa'ye zarur milegi


Kya yahi hai Ishq ka dastur jaanam?
KyuN Dil tod ke jaate ho dur jaanam?

Nahi hai ilm tumNe apne - paraaye ka
Kya ho abhi bhi nashe meiN chur jaanam?

Paya hum ne jo kismat meiN tha likha
Milta nahi sabhi ko kohinur jaanam

Chahkar bhi bhool nahi pati hoon tujhe
Na hoga koi itna bhi majbur jaanam

Bayan karke "Ghazal" dard-e-dastaN
Mahefil meiN ho gayi mashhur jaanam
Hamein bhi to acchi lagi aap ki shaayri ( hameshaa ki tarah )

2nd sher ke pehle misre main kuch ulajh se gaye hum...! Samajhne main hum galti kar rahe honge ya likhne main aap ne ki hogi...!

Nahi hai ilm tumhein apne- paraaye ka

Aur haan, Purvi Ji...! Maqta kuch khaas lagaa...!

Kuch jyaada bol gaya to gustaaki maaf...!

Duaaon ke saath



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#5)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
3rd October 2009, 07:43 PM

Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal View Post
Pyaare Dosto.N

Namaskaar / AAdab

Apni ek taza koshish aap sab ke saath share kar rahi hoon. Ummid karti hoon aap sab ki raa'ye zarur milegi



Kya yahi hai Ishq ka dastur jaanam?
KyuN Dil tod ke jaate ho dur jaanam?

Nahi hai ilm tumNe apne - paraaye ka
Kya ho abhi bhi nashe meiN chur jaanam?

Paya hum ne jo kismat meiN tha likha
Milta nahi sabhi ko kohinur jaanam

Chahkar bhi bhool nahi pati hoon tujhe
Na hoga koi itna bhi majbur jaanam

Bayan karke "Ghazal" dard-e-dastaN
Mahefil meiN ho gayi mashhur jaanam
wakai ek ghazal hai ye...............
bahut acche,,,,,,,,,,,

uu hi likhte rahiye


   
Reply With Quote
Old
  (#6)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
4th October 2009, 02:43 AM

Dearest Purvi jii..

Kaise hain aap? aaj bahut dino baad aapko padhna naseeb hua ..

Ghazal behaat pasand aayiii...har sher Mah sha allah ....

aapki ghazal padh kar ek aziz dost ki baat yaad aagayii..
ek Jaanam ..ek Janam ka dukh dekar ****dkar chalejaate hain...

shayad tab samajh nahi paayi thi ab ..theek hain
agar aapko meri baat ka bura laga Im sorry

Aur ese likhtey rahey...

with lotz of love

Take a good care

aapki

Mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
4th October 2009, 04:55 AM

Subhaan-allah

Mujhe is ghazal ne loot liya .. alfaazoN ke saath jaise yaari nibha dee ha aapne .. aur har sher ek doosre ko dekh ke jal raha hoga ki iski chamak jiyadah hai ya uski...

bohat khoob mujhe behad pasand aayi

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#8)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 4th October 2009, 06:31 AM

Kya yahi hai Ishq ka dastur jaanam?
KyuN Dil tod ke jaate ho dur jaanam?
ishq mein aisa hi hota hai dost

Nahi hai ilm tumNe apne - paraaye ka
Kya ho abhi bhi nashe meiN chur jaanam?
kaash ki apne aur paraaye mein hum bhi farq samjhte toh aaj khush hote

Paya hum ne jo kismat meiN tha likha
Milta nahi sabhi ko kohinur jaanam
sach kismat mein jo likha hai wahi milega par kya hum kismat ko badal nahi sakte??

Chahkar bhi bhool nahi pati hoon tujhe
Na hoga koi itna bhi majbur jaanam
uff....yeh majburi

Bayan karke "Ghazal" dard-e-dastaN
Mahefil meiN ho gayi mashhur jaanam

jab pyar ne saath chhoda tab dard ne apnaya hai

bahot khub dost.................badi pyari ghazal hai tumhari tarah, dil ko chu gayi.
keep up

Warm Regards


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#9)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
4th October 2009, 11:58 AM

Nahi hai ilm tumNe apne - paraaye ka
Kya ho abhi bhi nashe meiN chur jaanam?


ghazal ji behad acha likha hai aapne tamam ashaar ache hain bas ye uper wala sher samajh nahi aya ismai tumne hai ya tumhe behar haal baqi ashaar bohat ache lage likhti rahain..................


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
5th October 2009, 03:30 PM

Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal View Post
Pyaare Dosto.N

Namaskaar / AAdab

Apni ek taza koshish aap sab ke saath share kar rahi hoon. Ummid karti hoon aap sab ki raa'ye zarur milegi


Kya yahi hai Ishq ka dastur jaanam?
KyuN Dil tod ke jaate ho dur jaanam?

Nahi hai ilm tumNe apne - paraaye ka
Kya ho abhi bhi nashe meiN chur jaanam?

Paya hum ne jo kismat meiN tha likha
Milta nahi sabhi ko kohinur jaanam

Chahkar bhi bhool nahi pati hoon tujhe
Na hoga koi itna bhi majbur jaanam

Bayan karke "Ghazal" dard-e-dastaN
Mahefil meiN ho gayi mashhur jaanam

bahot hi khub surat ghazal hai Di
har sher lajawab hai
tarif keliye alfaz kam pad rahe hain

apna khayal rakhiyega
aapki
Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
11th October 2009, 02:06 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Purvi ji...Namashkar....
Kaisi hai aap....
Bahut khubsurat ehsaason ka guldasta banati lagi aapki yeh ghazal....har sher mai dil ko chhu jaane ki taasir bhi dikhti hai....jise maine khud mehsus bhi kiyaa....aise hi likhte rahiye....khush rahiye.....nice creation....

maqta mujhe dil ke bahut kareeb laga....

dil se daad...kabul kare....

aap apna khayal rakhiye...
duaaon ke saath...
Naresh jee...

saath dene ka aur housala afzaayee ka bahot bahot shukriya...

aap ki dost

purvi


~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
11th October 2009, 02:19 PM

Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal View Post
Pyaare Dosto.N

Namaskaar / AAdab

Apni ek taza koshish aap sab ke saath share kar rahi hoon. Ummid karti hoon aap sab ki raa'ye zarur milegi



Kya yahi hai Ishq ka dastur jaanam?
KyuN Dil tod ke jaate ho dur jaanam?

Nahi hai ilm tumNe apne - paraaye ka
Kya ho abhi bhi nashe meiN chur jaanam?

Paya hum ne jo kismat meiN tha likha
Milta nahi sabhi ko kohinur jaanam

Chahkar bhi bhool nahi pati hoon tujhe
Na hoga koi itna bhi majbur jaanam

Bayan karke "Ghazal" dard-e-dastaN
Mahefil meiN ho gayi mashhur jaanam

hello purvi hows u

nice to read u after long time ...............!!

very nice write dear
kee p it
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
11th October 2009, 08:03 PM

Nahi hai ilm tumNe apne - paraaye ka
Kya ho abhi bhi nashe meiN chur jaanam?


Purvi Jii,,

Adaab!

Aik khobsoooorat kaawish rahi aap ki...
Oper quote kiya shair boht acha laga....

Aisay hi likhtay rahiye,,

Aur apna khiyaal rakhiye ga,,

GOD BLESS YOU,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Hassan; 11th October 2009 at 08:12 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
12th October 2009, 10:01 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Dii .......................

Wah kya baat hai ek master stroke hai aapki yeh gazal bahut khoob sabhi sher achche behad achche lage....

Ab lag raha hai ke meri Gazal Dii ki gazal, Aab aap ki kalam mein Dhar lag gayi hai
aise hi likhate rahaiye.... Khush rahiye..

Mehfil ki ronak bane rakhiey.... Is gazla ke maqte ki tarha....
Yeh sher behad khoob laga mujhe...

Chahkar bhi bhool nahi pati hoon tujhe
Na hoga koi itna bhi majbur jaanam
sameer....

agar aap sabhi dosto.N ka saath aise hee milta raha to, main bhi aise hee likha karungi...

kisi bhi shayar ke sirf likhna hee zaruri nahi hota na.... jab tak apno ka saath na ho kuch bhee cheez maaiine nahi rakhti

apna saath aise hee dete rahena

tumhari dii


~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 24
12th October 2009, 10:10 AM

Purvi ji, bahut pyare khayal h
ye sher kuch khaas rahe
Paya hum ne jo kismat meiN tha likha
Milta nahi sabhi ko kohinur jaanam

Chahkar bhi bhool nahi pati hoon tujhe
Na hoga koi itna bhi majbur jaanam
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
22nd October 2009, 03:04 PM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Hamein bhi to acchi lagi aap ki shaayri ( hameshaa ki tarah )

2nd sher ke pehle misre main kuch ulajh se gaye hum...! Samajhne main hum galti kar rahe honge ya likhne main aap ne ki hogi...!

Nahi hai ilm tumhein apne- paraaye ka

Aur haan, Purvi Ji...! Maqta kuch khaas lagaa...!

Kuch jyaada bol gaya to gustaaki maaf...!

Duaaon ke saath


Danny Jee,

Kaise hai aap??

Ghazal padhne aur housla afzaayee ka bahot bahot shukriya...

haan mujhse 2nd sher ke pehle misre meiN ek galati ho gayii hai..... aap ki samajhne meiN koii galati nahi huwii hai....

ghazal ko guar se padhne ka shukriya

ummid karti hoon aap ka saath aise hee milta rahega

aap ki dost

purvi


~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Thumbs up 22nd October 2009, 05:27 PM

Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal View Post
Danny Jee,

Kaise hai aap??

Ghazal padhne aur housla afzaayee ka bahot bahot shukriya...

haan mujhse 2nd sher ke pehle misre meiN ek galati ho gayii hai..... aap ki samajhne meiN koii galati nahi huwii hai....

ghazal ko guar se padhne ka shukriya

ummid karti hoon aap ka saath aise hee milta rahega

aap ki dost

purvi
Thanks for taking my remark positively, Ghazal Ji...!

With blessings



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#18)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
25th October 2009, 10:01 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
wakai ek ghazal hai ye...............
bahut acche,,,,,,,,,,,

uu hi likhte rahiye


Ziddi jee,

aap jaise umda shayro.N ki comment hee mere liye sab se baRi khushi ki baat hai...

housla afzaayee ka shukriya

aage bhi saath milta rahega isi ummid ke saath

aap ki dost

purvi


~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
25th October 2009, 10:03 AM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
Dearest Purvi jii..

Kaise hain aap? aaj bahut dino baad aapko padhna naseeb hua ..

Ghazal behaat pasand aayiii...har sher Mah sha allah ....

aapki ghazal padh kar ek aziz dost ki baat yaad aagayii..
ek Jaanam ..ek Janam ka dukh dekar ****dkar chalejaate hain...

shayad tab samajh nahi paayi thi ab ..theek hain
agar aapko meri baat ka bura laga Im sorry

Aur ese likhtey rahey...

with lotz of love

Take a good care

aapki

Mandeep

Hello Mann,

kaisi ho???

Apno ki koii baat ka bura lag sakta hai bhala???.. sorry kahenewali kyaa baat ho gayii dear??

hamesha muskurati raho....

tumhari dost

purvi


~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com