Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Bhool jana to ab nahi bas mai
Old
  (#1)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
Bhool jana to ab nahi bas mai - 4th June 2010, 12:12 AM

Haazreen e mehfil ek choti si koshish laikar hazir hua hun umeed karta hun ki aap log apni qeemti aara se nawaazenge

zindagi bat gayi do khaano mai
aapki nazro.N ke paymaano mai

jab se deewaangi samjh aayi
hum bhi shamil huway dewaano mai

dam jo bhrte they hum pe marne ka
aate hain ab nazar begaano mai

bhool jaana to ab nahi bas mai
teer e dil na raha kamaano mai

tay parindo ko musafat karke
lot jana hai aashiyaano mai

haar se keh do door hat jaaye
ab hai aslam teri amaano mai


aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
4th June 2010, 02:15 AM

Aslam Sahab As salam walekum

Bade lambe arse bad aapli koi kalaam nazar aayi hai......
Bhai itna lamba intezar na karwaya kijiye.... log bhool jate hia ke koi aisa shaks bhi hua karta tha......

Chaliye aapki gazal se ruberu ho jayen.....


[QUOTE=noor_noor;394393]Haazreen e mehfil ek choti si koshish laikar hazir hua hun umeed karta hun ki aap log apni qeemti aara se nawaazenge

zindagi bat gayi do khaano mai
aapki nazro.N ke paymaano mai

Kya shayrana andaaz mein bayan kiya hia sahab.... Bahut khoob Daad

jab se deewaangi samjh aayi
hum bhi shamil huway dewaano mai

Kya baat hia ishqiyaa hai achcha hai.....

dam jo bhrte they hum pe marne ka
aate hain ab nazar begaano mai

Bahut umda janab...... kya baat kahi hai waqt e nazakhat hakhekhat se ruberu karwa diya Masha Allah.....


bhool jaana to ab nahi bas mai
teer e dil na raha kamaano mai

Oye hoye.... behad gehra kaha hai janaab daad hi daad superb...


tay parindo ko musafat karke
lot jana hai aashiyaano mai

simple but effective....

haar se keh do door hat jaaye
ab hai aslam teri amaano mai

Kya baat hai....... Bahut khoob janab..... daad

Behad khoob rahi aapki yeh gazal janab......
Likhate rahiye.... Bazm mein aate rahiye......
Khush rahiye.....
Khuda Hafez.......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
4th June 2010, 08:35 AM

dam jo bhrte they hum pe marne ka
aate hain ab nazar begaano mai


bhool jaana to ab nahi bas mai
teer e dil na raha kamaano mai

Too Good..........Aslam Ji !

aur maqta bhi asardaar laga mujhe ....dil se daad hazir hai.........yunhi aur bhi behtar koshish ke saath aate rahen...khush rahen...

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
4th June 2010, 12:56 PM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
Haazreen e mehfil ek choti si koshish laikar hazir hua hun umeed karta hun ki aap log apni qeemti aara se nawaazenge

zindagi bat gayi do khaano mai
aapki nazro.N ke paymaano mai

jab se deewaangi samjh aayi
hum bhi shamil huway dewaano mai

dam jo bhrte they hum pe marne ka
aate hain ab nazar begaano mai

bhool jaana to ab nahi bas mai
teer e dil na raha kamaano mai

tay parindo ko musafat karke
lot jana hai aashiyaano mai

haar se keh do door hat jaaye
ab hai aslam teri amaano mai


aslam
ji very nice ....................



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Broken Heart
Registered User
Broken Heart has a spectacular aura aboutBroken Heart has a spectacular aura about
 
Broken Heart's Avatar
 
Offline
Posts: 82
Join Date: Jan 2009
Location: Muzaffarnagar
Rep Power: 17
6th June 2010, 09:52 PM

Bahut aacha aslam sahab
Bil kul hi Dil me uttar gaya. Bahut khoob



##@@ Jab hum na honge kaya rang-a-mahfil hogi &&&&
Or kisko dekh kar aap sarmaya karogi####

Last edited by Broken Heart; 6th June 2010 at 09:55 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
7th June 2010, 12:36 PM

Bohat khoob mere bhai............bohat pyaari ghazal thi isme koi shak nahi.......par kuch to hai jiska mujhe intezaar hai tumhari shayri me jo ab tak nahi mila mujhe, mere intezaar ki jhalak matle me to thi phir pooori ghazal me ghayeb rahi.


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#7)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
7th June 2010, 01:19 PM

================================================
Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
Haazreen e mehfil ek choti si koshish laikar hazir hua hun umeed karta hun ki aap log apni qeemti aara se nawaazenge

ab aapo kah rahe hai to aari chalate hai....ab qeemti to nahi hai
koi rais aaye tab tak ham se hi kaam chalaiye

zindagi bat gayi do khaano mai
aapki nazro.N ke paymaano mai


bilkul naya khayaal
maine kabhi nahi pada aisa qualification
dher saari daad

aur ek baat kahunga

apko beher ki asli pakad hai....in its true spirit


jab se deewaangi samjh aayi
hum bhi shamil huway dewaano mai

bahut zabardast
yaha apki aap asli ustaadi dikha gaye
bus aap zara galat mahfil me hai.....is sher ka mafhoom itna khubsurat hai ki dil bagh bagh hoi gaya
bilkul naya khayaal ye bhi



dam jo bhrte they hum pe marne ka
aate hain ab nazar begaano mai

dam aur marna.............
nice word play....chacha galib ke style me
very good
aur phir dam...marne aur uske baad nazar bhi aana
bahut class rabt kayam ki hai word play se
apka lafz baratne ka hunar khoob hai....
par bad luck ...ki total sher khila nahi....mafhoom common hone ki wajah se




bhool jaana to ab nahi bas mai
teer e dil na raha kamaano mai

hmmm....accha laga

tay parindo ko musafat karke
lot jana hai aashiyaano mai

'mu' lamba padna hoga........
tarannum me aa jaye magar shayad tahat me naa aaye

haar se keh do door hat jaaye
ab hai aslam teri amaano mai

haye.hame bhi koi mil jaaye.......
ab to shadi ho gayi varna aisa bank balance wali ladki dhundte jisse full security ho jaati life ki
apk fikr acchi hai( mujhe malum hai apka andaaz alag hai magar aap baat samajh gaye honge aaisa bhi hota hai...isliye soch samajh kar bhai....dunya daari bhi nibahaani hai

wazn to kareeb kareeb sahi hai
bayaani bhi bahut acchi hai hai
apko ab koi nahi rok sakta
you are easily one ot he best here






aslam
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 7th June 2010, 02:28 PM

bahot khub aslam sahab
daad qabul kare

Regards


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#9)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
12th July 2010, 05:48 AM

[QUOTE=kwahish;394400]Aslam Sahab As salam walekum

Bade lambe arse bad aapli koi kalaam nazar aayi hai......
Bhai itna lamba intezar na karwaya kijiye.... log bhool jate hia ke koi aisa shaks bhi hua karta tha......

Chaliye aapki gazal se ruberu ho jayen.....

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
Haazreen e mehfil ek choti si koshish laikar hazir hua hun umeed karta hun ki aap log apni qeemti aara se nawaazenge

zindagi bat gayi do khaano mai
aapki nazro.N ke paymaano mai

Kya shayrana andaaz mein bayan kiya hia sahab.... Bahut khoob Daad

jab se deewaangi samjh aayi
hum bhi shamil huway dewaano mai

Kya baat hia ishqiyaa hai achcha hai.....

dam jo bhrte they hum pe marne ka
aate hain ab nazar begaano mai

Bahut umda janab...... kya baat kahi hai waqt e nazakhat hakhekhat se ruberu karwa diya Masha Allah.....

bhool jaana to ab nahi bas mai
teer e dil na raha kamaano mai

Oye hoye.... behad gehra kaha hai janaab daad hi daad superb...

tay parindo ko musafat karke
lot jana hai aashiyaano mai

simple but effective....

haar se keh do door hat jaaye
ab hai aslam teri amaano mai

Kya baat hai....... Bahut khoob janab..... daad

Behad khoob rahi aapki yeh gazal janab......
Likhate rahiye.... Bazm mein aate rahiye......
Khush rahiye.....
Khuda Hafez.......

Sameer sahab aapka tahe dil se shukurguzar huN ke aapne itni tawajjo se meri ghazal ko na sirf pada balke apni mohabbat se bhi nawaaza is hosla afzaaii ka bhut bhut shukriya umeed karta huN ki aap yuN hi nawaazte rahenge



aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
12th July 2010, 05:50 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
dam jo bhrte they hum pe marne ka
aate hain ab nazar begaano mai

bhool jaana to ab nahi bas mai
teer e dil na raha kamaano mai

Too Good..........Aslam Ji !

aur maqta bhi asardaar laga mujhe ....dil se daad hazir hai.........yunhi aur bhi behtar koshish ke saath aate rahen...khush rahen...

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....
Naresh jii bhut bhut shukriya is hosla afzaii ka, aap jaise log ghazal ki thodi bhi tareef kar deiN to isse ziyada hame kya chahiye yaani koshish safal, yuN hi apni qeemti raaye se nawaazte rahiye


aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
12th July 2010, 05:51 AM

Quote:
Originally Posted by Radhika_2 View Post
ji very nice ....................

Bhut shurkya inaayat........................



aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
12th July 2010, 05:52 AM

Quote:
Originally Posted by Broken Heart View Post
Bahut aacha aslam sahab
Bil kul hi Dil me uttar gaya. Bahut khoob

Bhut nawaazish sahab ghazal ki pasndagi ke liyN tahe dil se shukrguzaar huN


aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
12th July 2010, 05:56 AM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Bohat khoob mere bhai............bohat pyaari ghazal thi isme koi shak nahi.......par kuch to hai jiska mujhe intezaar hai tumhari shayri me jo ab tak nahi mila mujhe, mere intezaar ki jhalak matle me to thi phir pooori ghazal me ghayeb rahi.

Sajid sahab bhut bhut shukriya ke aapni apni mohabbat se nawaaza, badi hi choti soch ka maalik huN sajid sahab meiN, ye aapka badakpan hai jo aap mujse isse bhi ziyada bhtar ki umeed rakhte haiN mere liyN bais e fakhr hai, koshish karunga ke aap ke mayaar ke mutabiq kuch keh sakuN, filhaal aapne jo kuch tooti phooti tehreer se kaam chala lia uske liyN aapka tahe dil se shukurguzzar huN aapni aara yuN hi nawaazte rahiye


aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
12th July 2010, 06:00 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
================================================

Mohtarm Zidd sahab Tasleem, aapka kis tarhN se shukriya ada karuN samjh se bahar hai aapne jis mohabbat se ghazal ko nawaaza hai wo mere liyN bhut fakhr ki baat hai aap jaise sukhn fehm log agr hum jaise adna kuch keh laine waaloN ki is tahaN se hosla afzaii karege to yaqeena ham mein aur behtr kehne ki khawaahisheiN jaagti rahengi, umeed hai ki aage bhi aap meri adna koshishoN ko yuN hi apni qeemti aara se nawaazte rahenge, bhut shukriya



aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
12th July 2010, 06:01 AM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
bahot khub aslam sahab
daad qabul kare

Regards

Hosla afzaaii ka bhut bhut shukriya praneeta jii yuN hi saath daiti rahiye


aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
12th July 2010, 10:40 AM

well written....................................keep posting.

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#17)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
30th July 2010, 07:14 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
well written....................................keep posting.

god bless u

Thnxxxxxxxxx so much Sunita jii


aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com