Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
' Iss Jahaan Main Apna Jahaannum Tumne Jee Liya Hai...! '
Old
  (#1)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
' Iss Jahaan Main Apna Jahaannum Tumne Jee Liya Hai...! ' - 2nd October 2009, 03:10 AM

Zindagi mein bhi musaafir houn teri kashti kaa
Tu jahaan mujhse kahegi mein utar jaauuNgaa

Moin Nazar Ji

Kudrat ne mujhe jo bhi diya meine wahi liya hai
Kismat ke haanthon gham mila issko bhi liya hai

Naya koyi ghaav dena ho to woh bhi dete jaana
Uss puraane zakhm ko kab ka meine see liya hai

Hichki jab bhi aati hai yaad ussi ki saath laati hai
Andaazah lagta naam usske labhon ne hi liya hai

Zubaani usski ‘Jaanu' sun.ne ko kaan tarse bahut
Bewafaa mujhe bulaakar naam ussne sahi liya hai

Sataane main Khudaa sa maahir hai meri dilrubaa
Maaf kijiyega Ya Rab misaal meine yunhi liya hai

Bhaag se milta hai Aab e hayaat jo mujhe na mila
Mere hisse main tha zehar jisse meine pee liya hai

Fanaa hone par jannat zaruur paayegaa ‘Amanush’
Iss jahaan main apna jahaannum tumne jee liya hai

Kudrat : Nature
Andaazah lagaana : To guess
Maahir : Expert
Aab e hayaat : Nectar



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai


Last edited by Amanush...; 2nd October 2009 at 03:39 AM..
  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#2)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
2nd October 2009, 05:59 AM

Dany bhayee katl kar diya aapne to ..... kya andaze byaan ......... sada sada se lafz padhte jao par jab kafiye pe pahuncho to ek dam jaise hairaani ki wah .... gahzab . Katl........

ye dekhe .....

Naya koyi ghaav dena ho to woh bhi dete jaana
Uss puraane zakhm ko kab ka meine see liya hai

katl ........... hugssssss


Sataane main Khudaa sa maahir hai meri dilrubaa
Maaf kijiyega Ya Rab misaal meine yunhi liya hai

kya baat hia tanz mara aur fir .... aisa rebuttal.. bhagwan se bhi chalaki woh bhi masoomiyat ke sath
Bhaag se milta hai Aab e hayaat jo mujhe na mila
Mere hisse main tha zehar jisse meine pee liya hai

impressive yar

Fanaa hone par jannat zaruur paayegaa ‘Amanush’
Iss jahaan main apna jahaannum tumne jee liya hai

hmmm baat gaur karne layak hai

maza aa gaya bhayee

likhte raho

reps added
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#3)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
2nd October 2009, 06:42 AM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Zindagi mein bhi musaafir houn teri kashti kaa
Tu jahaan mujhse kahegi mein utar jaauuNgaa

Moin Nazar Ji

Kudrat ne mujhe jo bhi diya meine wahi liya hai
Kismat ke haanthon gham mila issko bhi liya hai

Naya koyi ghaav dena ho to woh bhi dete jaana
Uss puraane zakhm ko kab ka meine see liya hai

Hichki jab bhi aati hai yaad ussi ki saath laati hai
Andaazah lagta naam usske labhon ne hi liya hai Zubaani usski ‘Jaanu' sun.ne ko kaan tarse bahut
Bewafaa mujhe bulaakar naam ussne sahi liya hai

Sataane main Khudaa sa maahir hai meri dilrubaa
Maaf kijiyega Ya Rab misaal meine yunhi liya hai

Bhaag se milta hai Aab e hayaat jo mujhe na mila Mere hisse main tha zehar jisse meine pee liya hai

Fanaa hone par jannat zaruur paayegaa ‘Amanush’
Iss jahaan main apna jahaannum tumne jee liya hai

Kudrat : Nature
Andaazah lagaana : To guess
Maahir : Expert
Aab e hayaat : Nectar


wow!!...superb!! ...superb!!...ek behad khoobsurat ghazal per dil se daad qubool kijiye danny ji.....

her sher qabil-e tareef hai.....yaqeen maniye bohat accha likha hai aapne,...dil ko chu gaye saare ke saare sher....

kamaal likhte hain aap......andaaz-e bayaan bhi lajawaab hai....

yuhi mehfil ko sajaate rahiye....




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 2nd October 2009, 07:38 AM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Zindagi mein bhi musaafir houn teri kashti kaa
Tu jahaan mujhse kahegi mein utar jaauuNgaa

Moin Nazar Ji

Kudrat ne mujhe jo bhi diya meine wahi liya hai
Kismat ke haanthon gham mila issko bhi liya hai

Naya koyi ghaav dena ho to woh bhi dete jaana
Uss puraane zakhm ko kab ka meine see liya hai

Hichki jab bhi aati hai yaad ussi ki saath laati hai
Andaazah lagta naam usske labhon ne hi liya hai

Zubaani usski ‘Jaanu' sun.ne ko kaan tarse bahut
Bewafaa mujhe bulaakar naam ussne sahi liya hai

Sataane main Khudaa sa maahir hai meri dilrubaa
Maaf kijiyega Ya Rab misaal meine yunhi liya hai

Bhaag se milta hai Aab e hayaat jo mujhe na mila
Mere hisse main tha zehar jisse meine pee liya hai

Fanaa hone par jannat zaruur paayegaa ‘Amanush’
Iss jahaan main apna jahaannum tumne jee liya hai

Kudrat : Nature
Andaazah lagaana : To guess
Maahir : Expert
Aab e hayaat : Nectar

Chaachu.............I have no words express my feelings after reading this poetry of yours.
Honestly its a blast!!! My favourite lines are in red.,....lolz. Each and every line is just too good.

Bahot khub chaachu jaan.............!!

Warm regards


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#5)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
2nd October 2009, 09:39 AM

Danny ji....Namashkaar...kaise hai aap.....aapki tamaam ghazal bahut khubsurat bani hai...sabhi sher ache hai.....lekin "maqtaa" dil ke jiyada kareeb raha...aise hi likhte rahiye...khush rahiye...

dil se daad...kabul kare....

aur apna khayal rakhiye...
duaaon ke saath....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#6)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
2nd October 2009, 04:03 PM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Zindagi mein bhi musaafir houn teri kashti kaa
Tu jahaan mujhse kahegi mein utar jaauuNgaa

Moin Nazar Ji

Kudrat ne mujhe jo bhi diya meine wahi liya hai
Kismat ke haanthon gham mila issko bhi liya hai

Naya koyi ghaav dena ho to woh bhi dete jaana
Uss puraane zakhm ko kab ka meine see liya hai

Hichki jab bhi aati hai yaad ussi ki saath laati hai
Andaazah lagta naam usske labhon ne hi liya hai

Zubaani usski ‘Jaanu' sun.ne ko kaan tarse bahut
Bewafaa mujhe bulaakar naam ussne sahi liya hai

Sataane main Khudaa sa maahir hai meri dilrubaa
Maaf kijiyega Ya Rab misaal meine yunhi liya hai

Bhaag se milta hai Aab e hayaat jo mujhe na mila
Mere hisse main tha zehar jisse meine pee liya hai

Fanaa hone par jannat zaruur paayegaa ‘Amanush’
Iss jahaan main apna jahaannum tumne jee liya hai

Kudrat : Nature
Andaazah lagaana : To guess
Maahir : Expert
Aab e hayaat : Nectar

Mushkil sahab Aadaab...

Jii aapne to badi mushkil mein dal diya sahab ... itna achcha likhenge to hume sharmindgi mehsus hogi kyunki humare lafzon mein to sahab tarif bhi puri tarha nahi ho pati hai...

Bahut gazab likha hai aapne sabhi sher dil mein utarte chale gaye kafi gehre hai...

Likhate rahiye..
Khush rahiye...
Khuda Hafez.....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
3rd October 2009, 01:09 AM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
Dany bhayee katl kar diya aapne to ..... kya andaze byaan ......... sada sada se lafz padhte jao par jab kafiye pe pahuncho to ek dam jaise hairaani ki wah .... gahzab . Katl........

ye dekhe .....

Naya koyi ghaav dena ho to woh bhi dete jaana
Uss puraane zakhm ko kab ka meine see liya hai

katl ........... hugssssss


Sataane main Khudaa sa maahir hai meri dilrubaa
Maaf kijiyega Ya Rab misaal meine yunhi liya hai

kya baat hia tanz mara aur fir .... aisa rebuttal.. bhagwan se bhi chalaki woh bhi masoomiyat ke sath
Bhaag se milta hai Aab e hayaat jo mujhe na mila
Mere hisse main tha zehar jisse meine pee liya hai

impressive yar

Fanaa hone par jannat zaruur paayegaa ‘Amanush’
Iss jahaan main apna jahaannum tumne jee liya hai

hmmm baat gaur karne layak hai

maza aa gaya bhayee

likhte raho

reps added
Janumanu Bhaai...! Hum aap ke comments parhkar muskaaye bahut...!

Aur kya kahuun, shukraguzaar hein hum jo aap ne iss kalaam ko pasand kiya hai...!

Yun hi hauslaa dete rahein aur apna khayaal rakhein, ok...?

Duaaon ke saath



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
3rd October 2009, 01:16 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
wow!!...superb!! ...superb!!...ek behad khoobsurat ghazal per dil se daad qubool kijiye danny ji.....

her sher qabil-e tareef hai.....yaqeen maniye bohat accha likha hai aapne,...dil ko chu gaye saare ke saare sher....

kamaal likhte hain aap......andaaz-e bayaan bhi lajawaab hai....

yuhi mehfil ko sajaate rahiye....
Zainy Ji...! Aap ke daad sar ankhon par...!

Ya kalaam aap ko accha lagaa so hum samjhe hamari koshish ko safalta prapt houi...!

Tareef ke liye bahout shukriyaa...! Hamari duaaein aap ke saath saath hein...!

Khush rahiye



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
3rd October 2009, 08:58 AM

Danny Bhaiya:

Pranaam!

kyaa kahuuN kuch samjh meN nahiiN aa rahaa! aapki koShiSh ko bahot baar paRhaa... kuch Sher paRhte huye to aaNKheN wahiiN ki wahiiN Thehar ga'ii! Ghazal ka mat'laa jitnaa Shaandaar haii tou Ghazal ka maq'taa !! waah dil jeet liyaa! aik nafeez koShiSh aapne bazm meiN ataa ki haii.. ki har paRhne waala paRhtaa hi reh jaaYe! aapkaa aNdaaz hi kuch aisaa haii! mere dil se niklii hu'ii DheroN saarii daad qabUl keejiyeNgaa!

KhuSh raheN...apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

Jai Shree kriShnaa..

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
4th October 2009, 02:52 AM

Dear Danny jii,

Kaise hain aap??? I have no words for expressing my feelings ....es ghazal ke baare mein jo bhi kahugii woh kum hi honga ... har sher aapne aap mein dard jhalak raha hain ..

Yu hi likhtey rahye aur mehfil ko saajatey rahye

take care

mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
5th October 2009, 05:35 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
Chaachu.............I have no words express my feelings after reading this poetry of yours.
Honestly its a blast!!! My favourite lines are in red.,....lolz. Each and every line is just too good.

Bahot khub chaachu jaan.............!!

Warm regards
Kaisi hi, Bitiya...?

Thanks for such nice comments...!

Keep yourself well, ok...?

Ashirvaad ke saath

Chaachu



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
6th October 2009, 06:35 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Danny ji....Namashkaar...kaise hai aap.....aapki tamaam ghazal bahut khubsurat bani hai...sabhi sher ache hai.....lekin "maqtaa" dil ke jiyada kareeb raha...aise hi likhte rahiye...khush rahiye...

dil se daad...kabul kare....

aur apna khayal rakhiye...
duaaon ke saath....
Namaste, Naresh Ji...! Hum khairiyat se hein, aap kaise hein...?

Kalaam ko pasand karne ke liye shukriyaa...!

Maqtaa hamare bhi dil ke kareeb hai, issi se kalaam ka shuruaat houa tha...!

Yunhi saath dete rahein aur apna khayaal bhi rakhiyegaa, ok...?

Duaaon ke saath



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
10th October 2009, 10:47 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Mushkil sahab Aadaab...

Jii aapne to badi mushkil mein dal diya sahab ... itna achcha likhenge to hume sharmindgi mehsus hogi kyunki humare lafzon mein to sahab tarif bhi puri tarha nahi ho pati hai...

Bahut gazab likha hai aapne sabhi sher dil mein utarte chale gaye kafi gehre hai...

Likhate rahiye..
Khush rahiye...
Khuda Hafez.....
Aadaab, Sameer Ji...! Aap ko yaha kalaam accha lagaa so hum khush houe...! Iss ki tareef ke liye bahut shukriyaa

Yunhi saath dete rahein aur apna khayaal rakhiyegaa, ok...?

Duaaon ke saath



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
7th December 2009, 05:42 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Danny Bhaiya:

Pranaam!

kyaa kahuuN kuch samjh meN nahiiN aa rahaa! aapki koShiSh ko bahot baar paRhaa... kuch Sher paRhte huye to aaNKheN wahiiN ki wahiiN Thehar ga'ii! Ghazal ka mat'laa jitnaa Shaandaar haii tou Ghazal ka maq'taa !! waah dil jeet liyaa! aik nafeez koShiSh aapne bazm meiN ataa ki haii.. ki har paRhne waala paRhtaa hi reh jaaYe! aapkaa aNdaaz hi kuch aisaa haii! mere dil se niklii hu'ii DheroN saarii daad qabUl keejiyeNgaa!

KhuSh raheN...apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

Jai Shree kriShnaa..

aapka

~ Dhaval
Tah-e-dil se daad kabuul hai, Dhaval Bhaiya...!

Kalaam ki itni tareef ke liye bahut shukriyaa...!

Yunhi hauslaa dete rehna aur apna khayaal thik se rakhna, ok...?

Aashirvaad ke saath

Jai Shree KriShnaa...!



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
8th December 2009, 11:18 AM

Danny Jii,,,

Very nice creation boss................

Matla se le kar maqta tak boht hi umda likha hai,,,

Regardz,,,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
18th September 2010, 12:50 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Danny Jii,,,

Very nice creation boss................

Matla se le kar maqta tak boht hi umda likha hai,,,

Regardz,,,,
Kaise heiN aap, Hassan Ji...!

Thanks for appreciating this one too...!

We miss you...!

With blessings



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
18th September 2010, 03:26 PM

danny ji bahoot khoob.....bahoot hi sunder kalam ki karigiri apne ahsasaton ko dhang se pirone ke liye...........

harash
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#18)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
8th October 2010, 04:01 AM

Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan View Post
danny ji bahoot khoob.....bahoot hi sunder kalam ki karigiri apne ahsasaton ko dhang se pirone ke liye...........

harash
Pasand karne ke liye bahut dhanyavaad, Harash Ji...!

Apna khayaal rakheiN

Duaaon ke saath



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#19)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 8th October 2010, 03:04 PM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Zindagi mein bhi musaafir houn teri kashti kaa
Tu jahaan mujhse kahegi mein utar jaauuNgaa

Moin Nazar Ji

Kudrat ne mujhe jo bhi diya meine wahi liya hai
Kismat ke haanthon gham mila issko bhi liya hai

Naya koyi ghaav dena ho to woh bhi dete jaana
Uss puraane zakhm ko kab ka meine see liya hai

Hichki jab bhi aati hai yaad ussi ki saath laati hai
Andaazah lagta naam usske labhon ne hi liya hai

Zubaani usski ‘Jaanu' sun.ne ko kaan tarse bahut
Bewafaa mujhe bulaakar naam ussne sahi liya hai

Sataane main Khudaa sa maahir hai meri dilrubaa
Maaf kijiyega Ya Rab misaal meine yunhi liya hai

Bhaag se milta hai Aab e hayaat jo mujhe na mila
Mere hisse main tha zehar jisse meine pee liya hai

Fanaa hone par jannat zaruur paayegaa ‘Amanush’
Iss jahaan main apna jahaannum tumne jee liya hai

Kudrat : Nature
Andaazah lagaana : To guess
Maahir : Expert
Aab e hayaat : Nectar


kishore bhai
radhe radhe

bahut khoob......pasand aayee bilkul sahi likha hai aapne dil se daad kubul karen
likhte rahen
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
21st December 2012, 04:15 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
kishore bhai
radhe radhe

bahut khoob......pasand aayee bilkul sahi likha hai aapne dil se daad kubul karen
likhte rahen
duaon ke saath
Tah-e-dil se daad qabool hai, Rajinder Bhai...!

YuNhi saath dete raheiN aur apna khayaal bhi rakhna, ok...?

DuaaoN ke saath



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#21)
peepalala
Registered User
peepalala is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 74
Join Date: Jul 2012
Rep Power: 12
29th December 2012, 09:31 PM

Sisaktaa hai jigar mera Nazar fariyaad karti hai....
Kahin bhi ho chale aao mohabbat yaad karti hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
30th December 2012, 10:15 AM

Quote:
Originally Posted by Amanush... View Post
Zindagi mein bhi musaafir houn teri kashti kaa
Tu jahaan mujhse kahegi mein utar jaauuNgaa

Moin Nazar Ji

Kudrat ne mujhe jo bhi diya meine wahi liya hai
Kismat ke haanthon gham mila issko bhi liya hai

Naya koyi ghaav dena ho to woh bhi dete jaana
Uss puraane zakhm ko kab ka meine see liya hai

Hichki jab bhi aati hai yaad ussi ki saath laati hai
Andaazah lagta naam usske labhon ne hi liya hai

Zubaani usski ‘Jaanu' sun.ne ko kaan tarse bahut
Bewafaa mujhe bulaakar naam ussne sahi liya hai

Sataane main Khudaa sa maahir hai meri dilrubaa
Maaf kijiyega Ya Rab misaal meine yunhi liya hai

Bhaag se milta hai Aab e hayaat jo mujhe na mila
Mere hisse main tha zehar jisse meine pee liya hai

Fanaa hone par jannat zaruur paayegaa ‘Amanush’
Iss jahaan main apna jahaannum tumne jee liya hai

Kudrat : Nature
Andaazah lagaana : To guess
Maahir : Expert
Aab e hayaat : Nectar


waaaah waaah waaahhhhhh chacha jaan.... kya baaat hai.... nihaayti khoobsurat tareeqe se aapne dil ki baat keh daali hai....


Zubaani usski ‘Jaanu' sun.ne ko kaan tarse bahut
Bewafaa mujhe bulaakar naam ussne sahi liya hai

Sataane main Khudaa sa maahir hai meri dilrubaa
Maaf kijiyega Ya Rab misaal meine yunhi liya hai


ye sher mere khaas pasandeeda rahaa.... likhte rahen...

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
Neetu Bala
Zindagi Kaisee Hai Paheli
Neetu Bala has a spectacular aura aboutNeetu Bala has a spectacular aura aboutNeetu Bala has a spectacular aura about
 
Neetu Bala's Avatar
 
Offline
Posts: 174
Join Date: Dec 2012
Rep Power: 14
4th January 2013, 12:47 AM

Quote:
Originally Posted by Amanush... View Post
Zindagi mein bhi musaafir houn teri kashti kaa
Tu jahaan mujhse kahegi mein utar jaauuNgaa

Moin Nazar Ji

Kudrat ne mujhe jo bhi diya meine wahi liya hai
Kismat ke haanthon gham mila issko bhi liya hai

Naya koyi ghaav dena ho to woh bhi dete jaana
Uss puraane zakhm ko kab ka meine see liya hai

Hichki jab bhi aati hai yaad ussi ki saath laati hai
Andaazah lagta naam usske labhon ne hi liya hai

Zubaani usski ‘Jaanu' sun.ne ko kaan tarse bahut
Bewafaa mujhe bulaakar naam ussne sahi liya hai

Sataane main Khudaa sa maahir hai meri dilrubaa
Maaf kijiyega Ya Rab misaal meine yunhi liya hai

Bhaag se milta hai Aab e hayaat jo mujhe na mila
Mere hisse main tha zehar jisse meine pee liya hai

Fanaa hone par jannat zaruur paayegaa ‘Amanush’
Iss jahaan main apna jahaannum tumne jee liya hai

Kudrat : Nature
Andaazah lagaana : To guess
Maahir : Expert
Aab e hayaat : Nectar

kya baat ... bahot hi umda kalaam
.................................................. ..................
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
6th January 2013, 01:10 AM

namskaar
kaaphi arse baad apko pada hai achha laga apki ghazal ko padhkar.


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com