Aaj maine socha hai tumko main na chumumnga
Aaj main toh chumunga uss khuda ke haathon ko
Jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai
Apko banaya hai Aaj maine socha hai tumko main na chumumnga

Apko banaya hai Rakh diya sitaron ka husn tere aanchal mein
Bhar diya ghataon ka rang tere kajal mein
Mauj teri chuddi hai leher teri jhanjhar hai
Chand tere maathe ka jagmata jhumar hai
Chandani zameen par hai ya tumhara saaya hai Aaj maine socha hai tumko main na chumumnga

Apko banaya hai
Shaakh se lachak lekar di tumhari baahon ko
Ras gulab se lekar di in khaas hothon ko
Baadalon ko buna hai kaale kaale baalon mein
Is zameen ka sab sona rakh diya hai gaalon mein
Rab ne kis mohobbat se aapko banaya hai Aaj maine socha hai tumko main na chumumnga

Aap ko banakar wo kitna khush hua hoga
Dekh kar tumhe wo bhi muskura utha hoga
Kis tarah tumhe usne husn se nawaaza hai
Jaan tumpar rakho bhi pyaar aa gaya hoga
Kya haseen chehra hai kya haseen kaya hai Aaj maine socha hai tumko main na chumumnga

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai