Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
Ghazals and video Of famous poetess Noshi Gilani
Old
  (#1)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Ghazals and video Of famous poetess Noshi Gilani - 7th February 2008, 12:31 PM

Hello friends sharing with u wonderful ghazals and videp of 1 of my favorite poetess "Noshi gilaan". Really beautiful and wonderful experience to listen her.

here iit goes,all 3 ghazals in 1 video.

http://www.youtube.com/watch?v=ua81Y3aQluI

Ajeeb kohish hay shahar walo say chup chupa kar kitaab likho`n
Tumharay naam apne zindage ke kitaab ka intasaab likho`n

Who lamha kitna ajeeb tha jub hamare aankhein galay mile thee`n
Mein kis trha ab mohabaton ke shekastagee kay azab likho`n

Tumhe nay meray ujaar rasto`n pay kohison kay diyay jalay
Tumhe na chaha tha khosahk hanto`n say chahton kay gulab likho`n

Khabhi woh din thay kay nend ankh ke sarhado`n say paray paray thee
Magar mein ab, jub bhi sona chaho`n tumhare yaadon k khwab likho`n

Mein tanha larke dyar-e-shab mein jaloOn such kay diyay kahan tak
SehaA karo`N ke saltanat mein, mein kis trha aftaab likho`n

Yahee bohut hai kay in laboo`n ko sada say mehroom kar kay rakh doon
Magar yeh kese maslehat hay, samandro`n ko saraAb likho`n



another ghazal from video

Koi mujhko mera bharpoor saraapa ladey
Mere baazoo meri aankhen mera chehra la dey

Aisa dariya jo kisi aur samandar mai girey
Is se behter hai ke mujhko mera sehra la dey

Kuchh nahee chahiye tujh se meri ai umr-e-rawan
Mera bachpan mere jugnoo meri gudia laa dey

Jiski aankhen mujhe ander se bhi padh sakti hon
Koi chehra to mere sheher mai aisa la dey

Kishti-e-jaan to bhanwar mai hai kai barson se
Ai Khuda ab to dubo dey ya kinara la dey





enjoy
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#2)
yash chawla
Banned
yash chawla will become famous soon enoughyash chawla will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 2,267
Join Date: Jan 2008
Location: switzerland
Rep Power: 0
7th February 2008, 01:57 PM

nice job manu keep posting
Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
Hello friends sharing with u wonderful ghazals and videp of 1 of my favorite poetess "Noshi gilaan". Really beautiful and wonderful experience to listen her.

here iit goes,all 3 ghazals in 1 video.

http://www.youtube.com/watch?v=ua81Y3aQluI

Ajeeb kohish hay shahar walo say chup chupa kar kitaab likho`n
Tumharay naam apne zindage ke kitaab ka intasaab likho`n

Who lamha kitna ajeeb tha jub hamare aankhein galay mile thee`n
Mein kis trha ab mohabaton ke shekastagee kay azab likho`n

Tumhe nay meray ujaar rasto`n pay kohison kay diyay jalay
Tumhe na chaha tha khosahk hanto`n say chahton kay gulab likho`n

Khabhi woh din thay kay nend ankh ke sarhado`n say paray paray thee
Magar mein ab, jub bhi sona chaho`n tumhare yaadon k khwab likho`n

Mein tanha larke dyar-e-shab mein jaloOn such kay diyay kahan tak
SehaA karo`N ke saltanat mein, mein kis trha aftaab likho`n

Yahee bohut hai kay in laboo`n ko sada say mehroom kar kay rakh doon
Magar yeh kese maslehat hay, samandro`n ko saraAb likho`n



another ghazal from video

Koi mujhko mera bharpoor saraapa ladey
Mere baazoo meri aankhen mera chehra la dey

Aisa dariya jo kisi aur samandar mai girey
Is se behter hai ke mujhko mera sehra la dey

Kuchh nahee chahiye tujh se meri ai umr-e-rawan
Mera bachpan mere jugnoo meri gudia laa dey

Jiski aankhen mujhe ander se bhi padh sakti hon
Koi chehra to mere sheher mai aisa la dey

Kishti-e-jaan to bhanwar mai hai kai barson se
Ai Khuda ab to dubo dey ya kinara la dey





enjoy
regards
manu
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
nazmakhan
Registered User
nazmakhan is on a distinguished road
 
nazmakhan's Avatar
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Dec 2007
Location: Hyderabad
Rep Power: 0
7th February 2008, 03:00 PM

bahoot khoob manu jii, noshi gilani kyaa umda poetess hai aaj unki ghazal sun kar padh kar hee jaan paye ham.

bahut achaa experience raha inhe sunane ka, ek ghazal aap ne nahee likhi, chaliye dosto ke liye mai yeh kaam kar detii hoon..............

Vo baat baat men itna badalta jaata hai.....................
ki jis tarah koii vada badalata jaata hai

yeh aarzoo thi ki ham us ke sath saath chale
magar vo shaks to rasta badalta jaata hai

jo tez dhoop men sar par raha vahii aanchal
hawaa chali hai to kitna badalta jaata hai

root-e-vishaal ki ab khwaab honewaali hai
ki us ki baat ka lehja badalta jata hai

vo baat kar jise duniya bhi mautbar samajhe
tujhe khabar hai zamaana badalta jaata hai



bahut achhii ghazal hai sunane men bhi aur padhane men bhii achhi lagi

shukriyaah aap ka
nazma khan


तुझसे मिलने की सज़ा देंगे तेरे शहर के लोग,
ये वफाओं का सिला देंगे तेरे शहर के लोग,

Last edited by nazmakhan; 7th February 2008 at 03:04 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 36
Thumbs up 14th February 2008, 12:36 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
Hello friends sharing with u wonderful ghazals and videp of 1 of my favorite poetess "Noshi gilaan". Really beautiful and wonderful experience to listen her.

here iit goes,all 3 ghazals in 1 video.

http://www.youtube.com/watch?v=ua81Y3aQluI

Ajeeb kohish hay shahar walo say chup chupa kar kitaab likho`n
Tumharay naam apne zindage ke kitaab ka intasaab likho`n

Who lamha kitna ajeeb tha jub hamare aankhein galay mile thee`n
Mein kis trha ab mohabaton ke shekastagee kay azab likho`n

Tumhe nay meray ujaar rasto`n pay kohison kay diyay jalay
Tumhe na chaha tha khosahk hanto`n say chahton kay gulab likho`n

Khabhi woh din thay kay nend ankh ke sarhado`n say paray paray thee
Magar mein ab, jub bhi sona chaho`n tumhare yaadon k khwab likho`n

Mein tanha larke dyar-e-shab mein jaloOn such kay diyay kahan tak
SehaA karo`N ke saltanat mein, mein kis trha aftaab likho`n

Yahee bohut hai kay in laboo`n ko sada say mehroom kar kay rakh doon
Magar yeh kese maslehat hay, samandro`n ko saraAb likho`n



another ghazal from video

Koi mujhko mera bharpoor saraapa ladey
Mere baazoo meri aankhen mera chehra la dey

Aisa dariya jo kisi aur samandar mai girey
Is se behter hai ke mujhko mera sehra la dey

Kuchh nahee chahiye tujh se meri ai umr-e-rawan
Mera bachpan mere jugnoo meri gudia laa dey

Jiski aankhen mujhe ander se bhi padh sakti hon
Koi chehra to mere sheher mai aisa la dey

Kishti-e-jaan to bhanwar mai hai kai barson se
Ai Khuda ab to dubo dey ya kinara la dey





enjoy
regards
manu
Aadaab Manish sahab............janaab bahut hi nayaab gazal aapne yanha pesh ki jise aaj tak kabhi nahi padha tha aur saath mein video bhi..............bahut shukriya hamse itna umda kalaam bantne ke liye..........aur umda gazlo ka intezar rahega


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#5)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
15th February 2008, 11:22 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
Hello friends sharing with u wonderful ghazals and videp of 1 of my favorite poetess "Noshi gilaan". Really beautiful and wonderful experience to listen her.

here iit goes,all 3 ghazals in 1 video.

http://www.youtube.com/watch?v=ua81Y3aQluI

Ajeeb kohish hay shahar walo say chup chupa kar kitaab likho`n
Tumharay naam apne zindage ke kitaab ka intasaab likho`n

Who lamha kitna ajeeb tha jub hamare aankhein galay mile thee`n
Mein kis trha ab mohabaton ke shekastagee kay azab likho`n

Tumhe nay meray ujaar rasto`n pay kohison kay diyay jalay
Tumhe na chaha tha khosahk hanto`n say chahton kay gulab likho`n

Khabhi woh din thay kay nend ankh ke sarhado`n say paray paray thee
Magar mein ab, jub bhi sona chaho`n tumhare yaadon k khwab likho`n

Mein tanha larke dyar-e-shab mein jaloOn such kay diyay kahan tak
SehaA karo`N ke saltanat mein, mein kis trha aftaab likho`n

Yahee bohut hai kay in laboo`n ko sada say mehroom kar kay rakh doon
Magar yeh kese maslehat hay, samandro`n ko saraAb likho`n



another ghazal from video

Koi mujhko mera bharpoor saraapa ladey
Mere baazoo meri aankhen mera chehra la dey

Aisa dariya jo kisi aur samandar mai girey
Is se behter hai ke mujhko mera sehra la dey

Kuchh nahee chahiye tujh se meri ai umr-e-rawan
Mera bachpan mere jugnoo meri gudia laa dey

Jiski aankhen mujhe ander se bhi padh sakti hon
Koi chehra to mere sheher mai aisa la dey

Kishti-e-jaan to bhanwar mai hai kai barson se
Ai Khuda ab to dubo dey ya kinara la dey





enjoy
regards
manu

wah manu bohat zaberdast ghazlain share ki aap ne ye shair kia khoob hain.....

Jiski aankhen mujhe ander se bhi padh sakti hon
Koi chehra to mere sheher mai aisa la dey

Kishti-e-jaan to bhanwar mai hai kai barson se
Ai Khuda ab to dubo dey ya kinara la dey

.................................................. ........


Ajeeb kohish hay shahar walo say chup chupa kar kitaab likho`n
Tumharay naam apne zindage ke kitaab ka intasaab likho`n

Who lamha kitna ajeeb tha jub hamare aankhein galay mile thee`n
Mein kis trha ab mohabaton ke shekastagee kay azab likho`n

Tumhe nay meray ujaar rasto`n pay kohison kay diyay jalay
Tumhe na chaha tha khosahk hanto`n say chahton kay gulab likho`n



keep sharing


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
*The Queen Of Ghazals~Only Ghazals** Shimul Ghazal Section 26 12th August 2010 02:34 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com