Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Is Bete Ki Budhi Maa'i Haat Uthaye Baithi hai ( Qadeertoopchi )
Old
  (#1)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
Is Bete Ki Budhi Maa'i Haat Uthaye Baithi hai ( Qadeertoopchi ) - 13th August 2010, 12:51 AM

Yaarane Bazm aadab o Tasleemat , Ik Taza Khaawish Ap sub ki Nazar .. Dayar-e-Ghair muqeem Shaqs aur kahe bhi kya sakta hai .. Ap log hi insaaf karen kahan tak kamiyab raha hai gareeb ..


ik deewani darwaze per aankh bichaye baithi hai
Ik deewane ke qaatir wo khud ko bhulaye baithi hai


Saath me uske tanhai hai ,aur yaadon ki purwaaiye
Raaton ke andhyaaron me wo dil ko jalaye baithi hai


Mauth ne mujh ko khuch din pahele ye kahe kay zinda chora
Is bęte ki bhudhiyaa maa’I haath uthaye baithi hai


Ab ayenge jub ayenge , mere abbu sub layenge
Eak muflis ki beti kitni , aas lagaye baithi hai


Bus khuch din ki bath hai phir to mera bhai ghar ayega
Bahena apni palkon pe khuch khawb sajaye baithi hai


Rastah takte takte Tera uski ankhen pathraeen
Ab tasveer "Qadeer" woh Teri dil se lagaye baithi hai



Qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
amit7600
Registered User
amit7600 is just really niceamit7600 is just really niceamit7600 is just really niceamit7600 is just really niceamit7600 is just really nice
 
Offline
Posts: 484
Join Date: Oct 2009
Location: Kolkata-City of Joy
Rep Power: 19
13th August 2010, 12:54 AM

bahut khoob qadeer saheb...... shabdo ki tees ne dil ko chu liya.....

meri subhkamnaye............


amit7600
Aandhiya Gam Ki Chalegi To Sawar Jaoonga Me
Mai To Dariya Hu Samoondar Me Utar Jaaonga Me
Mujhe Suli Pe Chadane Ki Jaroorat Kya Hai Logo
Mere Haato Se Kalam Cheen Lo Yuhi Mar Jaoonga Me


(When i received You in my heart everything changed for me)
  Send a message via Yahoo to amit7600  
Reply With Quote
Old
  (#3)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
13th August 2010, 02:02 AM

Qadeer Bhai AadaaB!

Janab kya baat hai bahut gehrai hai aapke ahsaas e khayaaloN meiN aur behad chubte se ashar hai roa roa khada ho gaya padhte waqt bhai itna bhi gehre khayaal pahele kabhi padhe naih yaa youN kahiye ke aise kisi ne parosa nahi aapka andaaz e bayaaN bahut khoob hai daad janaab!

Aise hi likhate rahiye.........

Khush rahiye......
Khuda hafez........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#4)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
13th August 2010, 07:39 AM

ik deewani darwaze per aankh bichaye baithi hai
Ik deewane ke qaatir wo khud ko bhulaye baithi hai


Saath me uske tanhai hai ,aur yaadon ki purwaaiye
Raaton ke andhyaaron me wo dil ko jalaye baithi hai


Mauth ne mujh ko khuch din pahele ye kahe kay zinda chora
Is bęte ki bhudhiyaa maa’I haath uthaye baithi hai


Ab ayenge jub ayenge , mere abbu sub layenge
Eak muflis ki beti kitni , aas lagaye baithi hai


Bus khuch din ki bath hai phir to mera bhai ghar ayega
Bahena apni palkon pe khuch khawb sajaye baithi hai


Rastah takte takte Tera uski ankhen pathraeen
Ab tasveer "Qadeer" woh Teri dil se lagaye baithi hai



Qadeertoopchi
[/QUOTE]


Qaadeer Sahab........ Kya baat hai......Bahut hi umdaa khayaloN ko.....Jis tarhaa aapne....Ehsaason Ke Dhaage me Lafzon Ke Motiyon ko khoobsurti se piiroyaa hai....padhte hi bantaa hai........dil se daad hazir hai.... khush rahen...

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath...




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----

Last edited by naresh_mehra110; 13th August 2010 at 07:43 AM..
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#5)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
13th August 2010, 05:52 PM

Quote:
Originally Posted by amit7600 View Post
bahut khoob qadeer saheb...... shabdo ki tees ne dil ko chu liya.....

meri subhkamnaye............

maherbani sarkar apki .. allah apko khush rakhe ..


dua go

qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
13th August 2010, 08:46 PM

topchi saahab...ek baat samajh nahi aayi....aapka takhallus akhir hai kya?
kabhi aap 'qaadir ' kabhi 'qadeer' kabhi 'qadir' aur ek jagha to 'qaadeer' bhi apne istemaal kiya hai.......

zara bataiye bhai...ki kya hai 'asl' me........

regards

Last edited by zidd; 13th August 2010 at 08:50 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Aashique
Registered User
Aashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Aashique's Avatar
 
Offline
Posts: 608
Join Date: May 2009
Location: Surat (Gujarat)
Rep Power: 35
13th August 2010, 09:00 PM

Mashaah alaah...


SAbhi Sher Umdah Aur Bohat Sunder Pesh Kiye Aapne...


Saath me uske tanhai hai ,aur yaadon ki purwaaiye
Raaton ke andhyaaron me wo dil ko jalaye baithi hai


Mauth ne mujh ko khuch din pahele ye kahe kay zinda chora
Is bęte ki bhudhiyaa maa’I haath uthaye baithi hai


Shukriyaa Kuch Umdah Likhne Ke liye...

Aditya Ka Salaam Aapko

Bless you

and keep Smiling


   
Reply With Quote
Old
  (#8)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 13th August 2010, 09:04 PM

Quote:
Originally Posted by abdulqadeert View Post
Yaarane Bazm aadab o Tasleemat , Ik Taza Khaawish Ap sub ki Nazar .. Dayar-e-Ghair muqeem Shaqs aur kahe bhi kya sakta hai .. Ap log hi insaaf karen kahan tak kamiyab raha hai gareeb ..


ik deewani darwaze per aankh bichaye baithi hai
Ik deewane ke qaatir wo khud ko bhulaye baithi hai


Saath me uske tanhai hai ,aur yaadon ki purwaaiye
Raaton ke andhyaaron me wo dil ko jalaye baithi hai


Mauth ne mujh ko khuch din pahele ye kahe kay zinda chora
Is bęte ki bhudhiyaa maa’I haath uthaye baithi hai


Ab ayenge jub ayenge , mere abbu sub layenge
Eak muflis ki beti kitni , aas lagaye baithi hai


Bus khuch din ki bath hai phir to mera bhai ghar ayega
Bahena apni palkon pe khuch khawb sajaye baithi hai


Rastah takte takte Tera uski ankhen pathraeen
Ab tasveer "Qadeer" woh Teri dil se lagaye baithi hai




Qadeertoopchi

qadeer bhai
radhe radhe

bahut khoob har ashar khoob raha dil se daad likhte rahiye yun hi bazm ko roshan karte rahiye
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
13th August 2010, 10:11 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
topchi saahab...ek baat samajh nahi aayi ke....aapka takhallus akhir hai kya?
kabhi aap 'qaadir ' kabhi 'qadeer' kabhi 'qadir' aur ek jagha to 'qaadeer' bhi apne istemaal kiya hai.......

zara bataiye bhai...ki kya hai 'asl' me........

regards

zidd sahab aadab ,

qadeer IK shaqsiyat ka naam baaqi uska Saya samjh lijiye ye guma hai ke app shaqsiyat se waqif hai.N..?

Bahr ki Abra taari ho jaye to saya muqtalif shaklen iqtiyaar kar leta hai .. Jub Abr chatt jaye to haqeeqi Shakal nazar ane lagti hai .. umid hai baath wazh ho gaai hogi ..

Takhallus abhi Amal me nahi aya . inshallah jub Ayega to bata donga ...allah apko khush rakhe .. Ghazal pasnad aai ke nahi huzoor ko ..


Khadim

Qadeertoopchi

Last edited by abdulqadeert; 13th August 2010 at 10:33 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
13th August 2010, 10:14 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Qadeer Bhai AadaaB!

Janab kya baat hai bahut gehrai hai aapke ahsaas e khayaaloN meiN aur behad chubte se ashar hai roa roa khada ho gaya padhte waqt bhai itna bhi gehre khayaal pahele kabhi padhe naih yaa youN kahiye ke aise kisi ne parosa nahi aapka andaaz e bayaaN bahut khoob hai daad janaab!

Aise hi likhate rahiye.........

Khush rahiye......
Khuda hafez........

Sameer sahab aadab ,

Mere aziz apki taherir ko alfazon ka jama Pahenana Mushkil ho chala hai .. Banda Tashakkur ke liye alfazo.N se qaasir hai .. Sub apka husn-e-nazar hai mere dost warna to khuch bhi nahi .. Ghazal ko parne me qaari ka khuloos bhi shamil hota hai ..jo ke apke paas kasrath se hai .. Allah apko khush rakhe ... Mashkoor hon ..


Dua go

Qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
13th August 2010, 10:16 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
ik deewani darwaze per aankh bichaye baithi hai

Ik deewane ke qaatir wo khud ko bhulaye baithi hai


Saath me uske tanhai hai ,aur yaadon ki purwaaiye
Raaton ke andhyaaron me wo dil ko jalaye baithi hai


Mauth ne mujh ko khuch din pahele ye kahe kay zinda chora
Is bęte ki bhudhiyaa maa’I haath uthaye baithi hai


Ab ayenge jub ayenge , mere abbu sub layenge
Eak muflis ki beti kitni , aas lagaye baithi hai


Bus khuch din ki bath hai phir to mera bhai ghar ayega
Bahena apni palkon pe khuch khawb sajaye baithi hai


Rastah takte takte Tera uski ankhen pathraeen
Ab tasveer "Qadeer" woh Teri dil se lagaye baithi hai




Qadeertoopchi

Qaadeer Sahab........ Kya baat hai......Bahut hi umdaa khayaloN ko.....Jis tarhaa aapne....Ehsaason Ke Dhaage me Lafzon Ke Motiyon ko khoobsurti se piiroyaa hai....padhte hi bantaa hai........dil se daad hazir hai.... khush rahen...

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath...[/QUOTE]


naresh sahab aadab ,,

Apne hamesha se is gareeb ko hausla ata kiya hai .. Ye apki mahubbat hai jo is tarhan se nawazte ho ..Umid hai mustaqbil me bhi issi tarhan inayat farmate rahenge .. Allah apko khush rakhe .. dad ke liye mashkoor o mumno hon .


khadim

qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
13th August 2010, 10:18 PM

Quote:
Originally Posted by Aashique View Post
Mashaah alaah...


SAbhi Sher Umdah Aur Bohat Sunder Pesh Kiye Aapne...


Saath me uske tanhai hai ,aur yaadon ki purwaaiye
Raaton ke andhyaaron me wo dil ko jalaye baithi hai


Mauth ne mujh ko khuch din pahele ye kahe kay zinda chora
Is bęte ki bhudhiyaa maa’I haath uthaye baithi hai


Shukriyaa Kuch Umdah Likhne Ke liye...

Aditya Ka Salaam Aapko

Bless you

and keep Smiling

aditiya sahab salam masnon ,,

bhai jaan apko ghazal pasand aai jaan kar behad khushi howi ..is khushi ko alfazon me bayan karna mushkil bhi hai aur namumkin bhi .. allah apko khush rakhe ..


dua go

qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
14th August 2010, 12:09 AM

Qadeertoopchi saaHeb:

namaste!

aapki soch mei.n baRii hi gehrA'ii hay jo mujhe bahot pasand hay.. aapki koShiSh ke ehsaas dil ko Chhu gaye.n... dil se daad aur duaae.n!

KhuSh rahe.n... apnaa Khayaal raKhe.n

duaao.n ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
parveen komal
devil ! forgive me
parveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to behold
 
parveen komal's Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Jul 2010
Location: MUMBAI PATIALA
Rep Power: 23
14th August 2010, 12:23 AM


Rastah takte takte Tera uski ankhen pathraeen
Ab tasveer "Qadeer" woh Teri dil se lagaye baithi hai


qadeer bhai behad dardnaak tassavur hai,

is zindgi me agar paisa na hua hota.
to koi shouhar beewi se na zuda hota.



07666027379,09041116001,09876442643,
09417142513,09914097007,09625494246
Mail: parveenkomal@parveenkomal.com
www.parveenkomal.com/blog
{ BURA NA SUNENGE BURA NA DEKHENGE BURA NA BOLENGE
ACHHA LIKHENGE,KOI BURA KAHEGA TO KHUD KO TATOLENGE }


Wohi rizq deta jahaan ko , wohi zaat sab se azeem hai
Meri muflisi pe na hans ke wo , tera taaj sar se giraa na de
}QadeerToopchi{
  Send a message via Yahoo to parveen komal Send a message via MSN to parveen komal Send a message via Skype™ to parveen komal 
Reply With Quote
Old
  (#15)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
14th August 2010, 12:44 AM

Quote:
Originally Posted by abdulqadeert View Post
Yaarane Bazm aadab o Tasleemat , Ik Taza Khaawish Ap sub ki Nazar .. Dayar-e-Ghair muqeem Shaqs aur kahe bhi kya sakta hai .. Ap log hi insaaf karen kahan tak kamiyab raha hai gareeb ..


ik deewani darwaze per aankh bichaye baithi hai
Ik deewane ke qaatir wo khud ko bhulaye baithi hai


Saath me uske tanhai hai ,aur yaadon ki purwaaiye
Raaton ke andhyaaron me wo dil ko jalaye baithi hai


Mauth ne mujh ko khuch din pahele ye kahe kay zinda chora
Is bęte ki bhudhiyaa maa’I haath uthaye baithi hai


Ab ayenge jub ayenge , mere abbu sub layenge
Eak muflis ki beti kitni , aas lagaye baithi hai


Bus khuch din ki bath hai phir to mera bhai ghar ayega
Bahena apni palkon pe khuch khawb sajaye baithi hai


Rastah takte takte Tera uski ankhen pathraeen
Ab tasveer "Qadeer" woh Teri dil se lagaye baithi hai



Qadeertoopchi
qadeer saheb aadaaB...!

khadim phir haazir hai apni haazri darj karvaane ke vaste...aapko daad de sakuN is qabil nahi samjhta khud ko...

faqt,
vikram


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#16)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
14th August 2010, 01:31 AM

Quote:
Originally Posted by abdulqadeert View Post
zidd sahab aadab ,

qadeer IK shaqsiyat ka naam baaqi uska Saya samjh lijiye ye guma hai ke app shaqsiyat se waqif hai.N..?

Bahr ki Abra taari ho jaye to saya muqtalif shaklen iqtiyaar kar leta hai .. Jub Abr chatt jaye to haqeeqi Shakal nazar ane lagti hai .. umid hai baath wazh ho gaai hogi ..

Takhallus abhi Amal me nahi aya . inshallah jub Ayega to bata donga ...allah apko khush rakhe .. Ghazal pasnad aai ke nahi huzoor ko ..


Khadim

Qadeertoopchi
Qadeer sahab aapke is purasar aur intehai suljhe andaz ko padhker aapke zahin shaksiyat ki tasveer si humari nazar me ban gayi hai.....
Allah aapki kalam me zor e kuwat aur tezi baqshe aameen.


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Old
  (#17)
parveen komal
devil ! forgive me
parveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to behold
 
parveen komal's Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Jul 2010
Location: MUMBAI PATIALA
Rep Power: 23
15th August 2010, 07:18 PM

Mauth ne mujh ko khuch din pahele ye kahe kay zinda chora
Is bęte ki bhudhiyaa maa’I haath uthaye baithi hai
qadeer bhai baar baar padhne ko dil karta hai


07666027379,09041116001,09876442643,
09417142513,09914097007,09625494246
Mail: parveenkomal@parveenkomal.com
www.parveenkomal.com/blog
{ BURA NA SUNENGE BURA NA DEKHENGE BURA NA BOLENGE
ACHHA LIKHENGE,KOI BURA KAHEGA TO KHUD KO TATOLENGE }


Wohi rizq deta jahaan ko , wohi zaat sab se azeem hai
Meri muflisi pe na hans ke wo , tera taaj sar se giraa na de
}QadeerToopchi{
  Send a message via Yahoo to parveen komal Send a message via MSN to parveen komal Send a message via Skype™ to parveen komal 
Reply With Quote
Old
  (#18)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
17th August 2010, 11:34 AM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
qadeer bhai
radhe radhe

bahut khoob har ashar khoob raha dil se daad likhte rahiye yun hi bazm ko roshan karte rahiye
duaon ke saath

Radhe Radhe ,,

Apki Mahubbato.N ka shukriya sarkar .. Apne hamesha se gareeb ke hauslo.N ko badaya hai ..allah apko khush rakhe ..


dua go

qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
17th August 2010, 11:36 AM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Qadeertoopchi saaHeb:

namaste!

aapki soch mei.n baRii hi gehrA'ii hay jo mujhe bahot pasand hay.. aapki koShiSh ke ehsaas dil ko Chhu gaye.n... dil se daad aur duaae.n!

KhuSh rahe.n... apnaa Khayaal raKhe.n

duaao.n ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval

Dhaval Sahab aadab ,,

Apka ye tabsira mere liye Baa'ic e faqr hai .. Ap jaise sukhan fahm shaura ki dad ka apna maqam hota hai .. mai azhad mashkoor o mumnoo hon..allah apko khush rakhe ..


dua go

qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
17th August 2010, 11:38 AM

Quote:
Originally Posted by parveen komal View Post
Rastah takte takte Tera uski ankhen pathraeen
Ab tasveer "Qadeer" woh Teri dil se lagaye baithi hai

qadeer bhai behad dardnaak tassavur hai,

is zindgi me agar paisa na hua hota.
to koi shouhar beewi se na zuda hota.

parveen sahav aadab ,,

Sub apka husn-e-nazar hai jo is gareeb ko kissi khabil samjhte ho .. warna hum kya hamari shayari kya .. Ap jaise zahin o fateen shaura ki dad tabaruk se kamm nahi .. allah apko khush rakhe ..


dua go

qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
17th August 2010, 11:43 AM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
qadeer saheb aadaaB...!

khadim phir haazir hai apni haazri darj karvaane ke vaste...aapko daad de sakuN is qabil nahi samjhta khud ko...

faqt,
vikram
vikram sahab aadab ,,

ap maqdoom aur mai khadim ,, Mera bhai ..ik misra yaad aa gaya kissi ka .."Ab is Khadr bhi na chaho ke damm nikal jaye"

apke ander ik aisi shaqsiyat ka khayam hai ke bus kya kahon .. Apke alfaz bus ap hi ki shaqsiyat ka hissa hain sahab ..meri nazro.N me jo apki izzat hai apko shayad hi uska andaza ho .. app aage se khud ko chuta bata ke bande ka khoon na sukhayen please .. Apke husn-e-zan ko gareeb salam .. allah apko khush rakhe ..shad rahen ,abaad rahen ..


apka bhai

qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Mastnaina
Registered User
Mastnaina is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Aug 2010
Rep Power: 0
17th August 2010, 05:27 PM

Mauth ne mujh ko khuch din pahele ye kahe kay zinda chora
Is bęte ki bhudhiyaa maa’I haath uthaye baithi hai

wow these lines are awesome,

quadeer ji thank for writing it, you wrote it with such terrific expression
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
20th August 2010, 05:16 PM

Quote:
Originally Posted by Mastnaina View Post
Mauth ne mujh ko khuch din pahele ye kahe kay zinda chora
Is bęte ki bhudhiyaa maa’I haath uthaye baithi hai

wow these lines are awesome,

quadeer ji thank for writing it, you wrote it with such terrific expression
Aadab

nawazish karam maherbani,, apke husn-e-zan ko salam ..allah apko khush rakhe ..

dua go

qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
20th August 2010, 05:19 PM

modrators se guzarish hai ke ..

Is ghazal ka sher ..

Bus khuch din ke baath hai phir to mera bhai ghar ayega ...
Bahena apni palkon pe khuch khawb sajaye baithi hai


is sher ke pahele misre ko is tarhan badal den..

bus khuch din ki baath hai phir to mera bhai lau't ayega..

badi maherbani hogi ap hazrath ki ..

dua go

qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 24
22nd August 2010, 02:14 PM

Quote:
Originally Posted by abdulqadeert View Post
Yaarane Bazm aadab o Tasleemat , Ik Taza Khaawish Ap sub ki Nazar .. Dayar-e-Ghair muqeem Shaqs aur kahe bhi kya sakta hai .. Ap log hi insaaf karen kahan tak kamiyab raha hai gareeb ..


ik deewani darwaze per aankh bichaye baithi hai
Ik deewane ke qaatir wo khud ko bhulaye baithi hai


Saath me uske tanhai hai ,aur yaadon ki purwaaiye
Raaton ke andhyaaron me wo dil ko jalaye baithi hai


Mauth ne mujh ko khuch din pahele ye kahe kay zinda chora
Is bęte ki bhudhiyaa maa’I haath uthaye baithi hai


Ab ayenge jub ayenge , mere abbu sub layenge
Eak muflis ki beti kitni , aas lagaye baithi hai


Bus khuch din ki bath hai phir to mera bhai ghar ayega
Bahena apni palkon pe khuch khawb sajaye baithi hai


Rastah takte takte Tera uski ankhen pathraeen
Ab tasveer "Qadeer" woh Teri dil se lagaye baithi hai




Qadeertoopchi
bahut khoob qadeer ji...
daad kubul keejiye...
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
parveen komal
devil ! forgive me
parveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to behold
 
parveen komal's Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Jul 2010
Location: MUMBAI PATIALA
Rep Power: 23
23rd August 2010, 12:19 AM

qadeer bhai ghar aane ki ummeed ka ahsaas jyaada achha hai , mat badlie ise. ye jyada bhavpooran hai.


07666027379,09041116001,09876442643,
09417142513,09914097007,09625494246
Mail: parveenkomal@parveenkomal.com
www.parveenkomal.com/blog
{ BURA NA SUNENGE BURA NA DEKHENGE BURA NA BOLENGE
ACHHA LIKHENGE,KOI BURA KAHEGA TO KHUD KO TATOLENGE }


Wohi rizq deta jahaan ko , wohi zaat sab se azeem hai
Meri muflisi pe na hans ke wo , tera taaj sar se giraa na de
}QadeerToopchi{
  Send a message via Yahoo to parveen komal Send a message via MSN to parveen komal Send a message via Skype™ to parveen komal 
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com