Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Wo mujh se door hota ja raha hai
Old
  (#1)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
Wo mujh se door hota ja raha hai - 21st January 2012, 01:26 PM

Tamam Sukhan-waron Ki Khidmat Me Aadaab….!

Aik Adnaa Si Kaawish Ke Sath Aik Baar Phir Bazm Me Hazir Hun…….. Ummid Hai Arbab-e-Zauq Ko Pasand Aaye Gi….


WO MUJH SE DOOR HOTA JA RAHA HAI

Bohat Maghroor Hota Ja Raha Hai
Wo Mujh Se Door Hota Ja Raha Hai

Mere Seenay Me Jo Ik Karb Sa Tha
WO Ab Naa-Soor Hota Ja Raha Hai

Hai Shayad Us Ke Darshan Ki Karamat
Ke Gham Kaafoor Hota Ja Raha Hai

Mere Jazba-e-Kaamil Ki Badolat
Andhera Noor Hota Ja Raha Hai

Zehan Se Laad Kr Lata Hai Yaaden
Ye Dil Mazdoor Hota Ja Raha Hai

Wo Apnay Zo'am Me MujhKo Ganwa Kr
Ghamon Se Choor Hota Ja Raha Hai

Agar AHMAD Bharosa Hai KHUDA Pr
To Kiun Ranjoor Hota Ja Raha Hai

AHMAD ALI SHAKIL




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
21st January 2012, 02:11 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Tamam Sukhan-waron Ki Khidmat Me Aadaab….!

Aik Adnaa Si Kaawish Ke Sath Aik Baar Phir Bazm Me Hazir Hun…….. Ummid Hai Arbab-e-Zauq Ko Pasand Aaye Gi….


WO MUJH SE DOOR HOTA JA RAHA HAI

Bohat Maghroor Hota Ja Raha Hai
Wo Mujh Se Door Hota Ja Raha Hai

Mere Seenay Me Jo Ik Karb Sa Tha
WO Ab Naa-Soor Hota Ja Raha Hai

Hai Shayad Us Ke Darshan Ki Karamat
Ke Gham Kaafoor Hota Ja Raha Hai

Mere Jazba-e-Kaamil Ki Badolat
Andhera Noor Hota Ja Raha Hai

Zehan Se Laad Kr Lata Hai Yaaden
Ye Dil Mazdoor Hota Ja Raha Hai

Wo Apnay Zo'am Me MujhKo Ganwa Kr
Ghamon Se Choor Hota Ja Raha Hai

Agar AHMAD Bharosa Hai KHUDA Pr
To Kiun Ranjoor Hota Ja Raha Hai

AHMAD ALI SHAKIL
Waaahh mere bhai. Kya sher nikle hai'n. Bahut khoob.....bahut bahut khoob. Ek ek sher pe behisaab sadke. Dil bhar aaya bus. Kehne ko lafz hi nahi hai'n. Kya kahoo'n. Bus duaa deta hoo'n mere bhai.............dil ki gehraayee se

Reps nahi de pa raha hoon sdc ke kanoon k mutaabik. Lekin ye reps udhaar rahe....


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#3)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
21st January 2012, 08:17 PM

Bohat Maghroor Hota Ja Raha Hai
Wo Mujh Se Door Hota Ja Raha Hai

Mere Seenay Me Jo Ik Karb Sa Tha
WO Ab Naa-Soor Hota Ja Raha Hai

bahut khoob.ahmad sahab.................bahut khoob................likhte rahe.khush rahe.
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
23rd January 2012, 11:44 AM

Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!! View Post
Waaahh mere bhai. Kya sher nikle hai'n. Bahut khoob.....bahut bahut khoob. Ek ek sher pe behisaab sadke. Dil bhar aaya bus. Kehne ko lafz hi nahi hai'n. Kya kahoo'n. Bus duaa deta hoo'n mere bhai.............dil ki gehraayee se

Reps nahi de pa raha hoon sdc ke kanoon k mutaabik. Lekin ye reps udhaar rahe....
Janab SUMIT Saheb........!

Jab Kisi Shayer Ka Kalaam Koi Dusra Baa-Zauq Insan Samajh JAaye To Samajhiye Ke Us Shayer Ki Mehnat Rang Le Aayi....
Mere Liye Yehi Boht Kaafi Hai Jo Aap Ne Is Kalaam Ke Khayalaat Ko Samjha Or Be-Hisaab Daad Se Nawaza.......... Yaqin Maniye Dil Khush Ho Gaya...Aap Ki Comments Dekh Kr...........

Is Zarrah Nawazi PR Aap Ka Tah-e-Dil Se Mashkoor hun......
Yunhi Sath Banaye Rakhiye...........
Sada Khush Rahiye..........




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
24th January 2012, 12:37 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
Bohat Maghroor Hota Ja Raha Hai
Wo Mujh Se Door Hota Ja Raha Hai

Mere Seenay Me Jo Ik Karb Sa Tha
WO Ab Naa-Soor Hota Ja Raha Hai

bahut khoob.ahmad sahab.................bahut khoob................likhte rahe.khush rahe.

Uffak Ji....... Aap ki Inayat Hai jo Aap Ne Is Adnaa Se Kalaam ko Waqt Dia Or Hausla-Afzaayi Farmayi.... Is Inayat Pr Tah-e-Dil Se Aap Ka MAshkoor Hun.....Sada Khuhs Rahiye......




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
24th January 2012, 10:39 PM

bahuttttttttt khoobsurat ahsaas............!

Mere Seenay Me Jo Ik Karb Sa Tha
WO Ab Naa-Soor Hota Ja Raha Hai


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
24th January 2012, 10:52 PM

Beautiful! But contradicting! Looks like written in 2 different states of mind!
Keep writing!
God Bless


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
26th January 2012, 11:17 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
bahuttttttttt khoobsurat ahsaas............!

Mere Seenay Me Jo Ik Karb Sa Tha
WO Ab Naa-Soor Hota Ja Raha Hai

Sunita Ji...........!

Aap ki Daad Sar Aankhon Pr........... Hausla-Afzaaayi Pr Tah-e-Dil Se Aap Ka Mashkoor HUn.........Sada Khush Rahen........




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
28th January 2012, 11:26 AM

Quote:
Originally Posted by Dard-e-sush View Post
Beautiful! But contradicting! Looks like written in 2 different states of mind!
Keep writing!
God Bless
Dard Ji......... Aap Ko Apni Bazm ME Khush Aamdeed Kehta Hun........ Kalaam Pasand Krnay KA Boht Boht SHukriya...... Khush Rahiye Or Yunhi Sath Banaye Rakhiye........




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com