Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ek umra ho gayi tanha chalte huye
Old
  (#1)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
Ek umra ho gayi tanha chalte huye - 16th February 2006, 02:09 PM


Sabhi dosto ko mera pyar bhara hi..


Ek umra ho gayi tanha chalte huye,
Yu katre lahu k nigalte huye
Chalti hu yaado ke ped ke patte,
Apne Pero tale kuchalte huye
Aksar kai aarzu karta he ye dil
Shamo ko tanha tahelte huye
Berang ho chala har tinka tinka
Jindgi ke rango me dhalte huye,
Shayad ak arsa guzar bhi gaya
Khushi ki chav me machalte huye
Dard se rishta nibha rahi hu
Pal pal is tapish me jalte huye,
Bemani is daud me tham jau bas!
Rota he dil bhi dahal te huye
Manzil hi meri muzse khafa hein
Kya chalna ab raste badalte huye….


Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
Reply
Old
  (#2)
Naazu's Friend
Registered User
Naazu's Friend is on a distinguished road
 
Naazu's Friend's Avatar
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Nov 2005
Location: Naaz Ke Samne
Rep Power: 0
Reply - 16th February 2006, 05:13 PM

Dear Naaz,

Very Nice. Really Bahut Hi Badhiya Likha Hai. Hum To

Aap Ki Taraif Bhi Kin Lafzon Me Kare Humare Paas Lafz Hi Nahi

Hai Bahut Khub Likhte Rahiye Hum Padhte Rahenge Aur Aap Ki

Dil Ki Gehrai Me Chupe Lafz Take Jitna Hoke Sake Utna Nazdik

Pahoch Ne Ki Koshish Karte Rahenge.

Adab. Take Care.

Milte Hai 1 Chote Se Break Ke Baad... [COLOR=deeppink]
Attached Images
File Type: gif mm_bi_mickey_thumb.gif (1.1 KB, 147 views)


Ladkiya hoti hi hai bewafa apni garaj puri hone par woh kisi ka nahi sochti hai isiliye mai to kehta hu kabhi ladki par bharosa mat karo..
   
Reply With Quote
Re: Ek umra ho gayi tanha chalte huye
Old
  (#3)
mehul jain
haatho se haath milte rah
mehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the rough
 
mehul jain's Avatar
 
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
Re: Ek umra ho gayi tanha chalte huye - 16th February 2006, 06:59 PM

Quote:
Originally posted by Kaash_naaz

Sabhi dosto ko mera pyar bhara hi..


Ek umra ho gayi tanha chalte huye,
Yu katre lahu k nigalte huye
Chalti hu yaado ke ped ke patte,
Apne Pero tale kuchalte huye
Aksar kai aarzu karta he ye dil
Shamo ko tanha tahelte huye
Berang ho chala har tinka tinka
Jindgi ke rango me dhalte huye,
Shayad ak arsa guzar bhi gaya
Khushi ki chav me machalte huye
Dard se rishta nibha rahi hu
Pal pal is tapish me jalte huye,
Bemani is daud me tham jau bas!
Rota he dil bhi dahal te huye
Manzil hi meri muzse khafa hein
Kya chalna ab raste badalte huye….
bahut hi acchi hai magar bahut dard hai aur lai ankaheee baatein bhi hai jo aapne zahir nahi ki ............. khush raho aur likhte raho


meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
   
Reply With Quote
good lines
Old
  (#4)
kishor
Darde Dil Ke Tukde
kishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the rough
 
kishor's Avatar
 
Offline
Posts: 1,035
Join Date: Mar 2003
Location: NEW PANVEL,NAVI MUMBAI,MAHARASHTRA,INDIA
Rep Power: 25
good lines - 16th February 2006, 07:05 PM

its very nice line keep it up

Ek umra ho gayi tanha chalte huye,


******************************
Dil Itna Naazuk Hota Hai Ke,
Isski Tootne Ki Awaaz Bilkul Nahi Aathi,

******************************
MEIN TUJHKO BHOOL JAUN YE KISSS KITAAB MEIN LIKHA HAI.
------------------------------------------------
socha tha woh hame tut kar chahenge
par chaha bhi hami ne aur tute bhi hum

KISHOR R KARKERA
NEW PANVEL
NAVI MUMBAi,410206
PH:-09322764070
  Send a message via Yahoo to kishor  
Reply With Quote
Re: Ek umra ho gayi tanha chalte huye
Old
  (#5)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
Re: Ek umra ho gayi tanha chalte huye - 16th February 2006, 07:13 PM

Quote:
Originally posted by Kaash_naaz

Sabhi dosto ko mera pyar bhara hi..


Ek umra ho gayi tanha chalte huye,
Yu katre lahu k nigalte huye
Chalti hu yaado ke ped ke patte,
Apne Pero tale kuchalte huye
Aksar kai aarzu karta he ye dil
Shamo ko tanha tahelte huye
Berang ho chala har tinka tinka
Jindgi ke rango me dhalte huye,
Shayad ak arsa guzar bhi gaya
Khushi ki chav me machalte huye
Dard se rishta nibha rahi hu
Pal pal is tapish me jalte huye,
Bemani is daud me tham jau bas!
Rota he dil bhi dahal te huye
Manzil hi meri muzse khafa hein
Kya chalna ab raste badalte huye….
naaz as usual u r gud
keep writing like this and hope we will be reading u soon again
shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
17th February 2006, 11:22 AM

Dear Naaz,

Very Nice. Really Bahut Hi Badhiya Likha Hai. Hum To

Aap Ki Taraif Bhi Kin Lafzon Me Kare Humare Paas Lafz Hi Nahi

Hai Bahut Khub Likhte Rahiye Hum Padhte Rahenge Aur Aap Ki

Dil Ki Gehrai Me Chupe Lafz Take Jitna Hoke Sake Utna Nazdik

Pahoch Ne Ki Koshish Karte Rahenge.

Adab. Take Care.



Dear Bhavesh

Ye kya baat hui, ki aap ko tarif ke liye Lafz nahi mil rahe, are ham to aap ki bate bina kahe hi sun sakte he, aur aap in labzo me chipi gaherai se kai jyada gaherai me bas gaye ho to, don't worry, just keep coming and reading


Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
17th February 2006, 11:26 AM

bahut hi acchi hai magar bahut dard hai aur lai ankaheee baatein bhi hai jo aapne zahir nahi ki ............. khush raho aur likhte raho

Tarif Ke liye Tahe Dilse me aap ki shukraguzar hu..

bas aise hi aate rahiye,

God Bless You.


Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
17th February 2006, 11:27 AM

Kishor ji..

its very nice line keep it up

Ek umra ho gayi tanha chalte huye,

Bahot Bhot Shukriya

Aate Rahiye..


Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
17th February 2006, 11:33 AM

naaz as usual u r gud
keep writing like this and hope we will be reading u soon again
shrdh


Dear Shrd

Thanks a Ton.

Thank you for encouraging me to write much better next time,

keep coming.. take care

God Bless You..


Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
Re: Ek umra ho gayi tanha chalte huye
Old
  (#10)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Ek umra ho gayi tanha chalte huye - 17th February 2006, 03:19 PM

Ek umra ho gayi tanha chalte huye,
Yu katre lahu k nigalte huye

Chalti hu yaado ke ped ke patte,
Apne Pero tale kuchalte huye

Aksar kai aarzu karta he ye dil
Shamo ko tanha tahelte huye

Berang ho chala har tinka tinka
Jindgi ke rango me dhalte huye,

Shayad ak arsa guzar bhi gaya
Khushi ki chav me machalte huye

Dard se rishta nibha rahi hu
Pal pal is tapish me jalte huye,

Bemani is daud me tham jau bas!
Rota he dil bhi dahal te huye

Manzil hi meri muzse khafa hein
Kya chalna ab raste badalte huye….

NAAZ SAHIBA
KYA BAAT HAI...AAPKO PADH KAR BAS MUAH se sirf ""wah" hi nikal ta raha...bahoot sundar likha hai aapne,,chote behar mein gehri baatein baayaan kar di ...aapka andaaz-e-bayaan behad pur-asar laga mujhe...meri daad kuboool kijiye
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
17th February 2006, 03:27 PM

NAAZ SAHIBA
KYA BAAT HAI...AAPKO PADH KAR BAS MUAH se sirf ""wah" hi nikal ta raha...bahoot sundar likha hai aapne,,chote behar mein gehri baatein baayaan kar di ...aapka andaaz-e-bayaan behad pur-asar laga mujhe...meri daad kuboool kijiye
-MANOJ


Manoj ji,

bahot bahot shukriya..

Bas yu hi aate rahiye, aap ki tarif sunkar dilko tasalli hoti he,


Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
17th February 2006, 04:34 PM

Aksar kai aarzu karta he ye dil
Shamo ko tanha tahelte huye

Berang ho chala har tinka tinka
Jindgi ke rango me dhalte huye,

These lines just touched me...

Hi Naaz,

Kam alfaazon me dil ke ehsaas khoobsurati se baandhe hain aapne... chhoti beher waali ghazalon ki apni baat hoti hai... mujhe padha bahut acchi lagai apaki rachna... likhti rahiye...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
17th February 2006, 10:25 PM

Hey naaz,

Bahut achha likha hain tumne, keep writting dear. take care!
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
18th February 2006, 11:10 AM

Aksar kai aarzu karta he ye dil
Shamo ko tanha tahelte huye

Berang ho chala har tinka tinka
Jindgi ke rango me dhalte huye,

These lines just touched me...

Hi Naaz,

Kam alfaazon me dil ke ehsaas khoobsurati se baandhe hain aapne... chhoti beher waali ghazalon ki apni baat hoti hai... mujhe padha bahut acchi lagai apaki rachna... likhti rahiye...



Hi.. Pulkit

Thanks a ton..

I was just wondering.. that why no reply from you.. but finally i got.. keep coming.. and Take Care..


Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
18th February 2006, 11:17 AM

Dear Parul

Meri hosla afzai ke liye tahe dilse main aapki shukra guzar hu..

keep coming..


Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
Re: Ek umra ho gayi tanha chalte huye
Old
  (#16)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: Ek umra ho gayi tanha chalte huye - 18th February 2006, 11:20 AM

Quote:
Originally posted by Kaash_naaz

Ek umra ho gayi tanha chalte huye,
Yu katre lahu k nigalte huye
Chalti hu yaado ke ped ke patte,
Apne Pero tale kuchalte huye

Naaz ji...

meri shuru se ek aadat rahi hai maiN nayepan ka deewana huN... jaisa maiN kayiyoN se keh chuka huN ehsaas lagbhag sabhi ke ek samaan hote hai ,,, par soch aur stithi use doosre se aledha banate hai... aapka khayal ek bohat hi aam sa aur seedha sada sa raha .. par jis tarah aapne inhe alfazon se bandha kabil-e-taareef hai ye... shayad dil ki tees .. seedhe sil se nikal padi... aapne bohat accha likha hai ... mujhe behad pasand aaya ... aur kya kahuN.. yuN to main abhi khud lkhna nahi janta .. par dil ko jo bha jaye wahi sacchi shayri hai... aap yun hi likhti rahen

kunal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#17)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
18th February 2006, 01:40 PM

Naaz ji...

meri shuru se ek aadat rahi hai maiN nayepan ka deewana huN... jaisa maiN kayiyoN se keh chuka huN ehsaas lagbhag sabhi ke ek samaan hote hai ,,, par soch aur stithi use doosre se aledha banate hai... aapka khayal ek bohat hi aam sa aur seedha sada sa raha .. par jis tarah aapne inhe alfazon se bandha kabil-e-taareef hai ye... shayad dil ki tees .. seedhe sil se nikal padi... aapne bohat accha likha hai ... mujhe behad pasand aaya ... aur kya kahuN.. yuN to main abhi khud lkhna nahi janta .. par dil ko jo bha jaye wahi sacchi shayri hai... aap yun hi likhti rahen

kunal


Kunal ji..

paheli bar meri post par aapko dekh kar bahot khushi hui, sach kaha aapne ki ehsaas ak hote he par soch aur stithi sabhi ki alag hoti hey.. aap ne is nacheez ki soch ko samza aur use nawaza.. is ke liye ham aap ka tahe dilse shukriya ada kartein hein..

Keep Coming..


Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
ek tanha zindgi jo gajal ban gayi meena chheda Shayri-e-Dard 26 15th November 2007 07:26 PM
Chalte Chalte Mere Ye Geet Yaad Rakhna-CHALTE CHALTE farhana Hindi/Urdu Lyrics 2 21st November 2005 11:00 PM
~*~*eK uMr ho GaYi taNhaa cHaLte huYe....(by LuCky & KaSaK)~*~* kasak Shayri-e-Dard 16 13th October 2005 03:09 PM
Yuhi chalte chalte safar mein ek mauzoo saamne aaya naresh Anjuman-e-Shayri 6 10th April 2005 07:42 PM
tanha si ho gayi hoon mein sab kuch hote hue ruhani Shayri-e-Dard 21 24th February 2005 09:24 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com