Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Khafa
Old
  (#1)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
Khafa - 21st August 2009, 05:49 PM

Khud se hi khafa hain hum, aap se kya gila kare,
haal sab nazre kahe, kaise hum chupaya kare,
ye jo tum dekh ke har baar muskurate ho,
tum hi batao kaise hum apna dil sambhala kare,
khawab saza ke palko pe u gum kaha ho jate ho,
khud ka hi kuch hosh nahi, tumhe kaha dhunda kare,
aa bhi jao ab sanam ki raat bhi hone lagi,
teri baato se kab tak khud ko bahalaya kare..........


Shipra
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
21st August 2009, 07:14 PM

Quote:
Originally Posted by shipra View Post
Khud se hi khafa hain hum, aap se kya gila kare,
haal sab nazre kahe, kaise hum chupaya kare,
ye jo tum dekh ke har baar muskurate ho,
tum hi batao kaise hum apna dil sambhala kare,
khawab saza ke palko pe u gum kaha ho jate ho,
khud ka hi kuch hosh nahi, tumhe kaha dhunda kare,
aa bhi jao ab sanam ki raat bhi hone lagi,
teri baato se kab tak khud ko bahalaya kare..........


Shipra
Bahut khub... Shipra ji.....bahut khusurat ehsaas kahe hai....sabhi panktiya dil ki zameen par oss ki tarha bichh jaati hai....aise hi likhte rahiye......khush rahiye......




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
22nd August 2009, 01:43 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Bahut khub... Shipra ji.....bahut khusurat ehsaas kahe hai....sabhi panktiya dil ki zameen par oss ki tarha bichh jaati hai....aise hi likhte rahiye......khush rahiye......

Thanx alot Naresh ji. Aap ki tarif karne ka andaz pasand aaya
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
22nd August 2009, 02:14 PM

Quote:
Originally Posted by shipra View Post
Khud se hi khafa hain hum, aap se kya gila kare,
haal sab nazre kahe, kaise hum chupaya kare,
ye jo tum dekh ke har baar muskurate ho,
tum hi batao kaise hum apna dil sambhala kare,
khawab saza ke palko pe u gum kaha ho jate ho,
khud ka hi kuch hosh nahi, tumhe kaha dhunda kare,
aa bhi jao ab sanam ki raat bhi hone lagi,
teri baato se kab tak khud ko bahalaya kare..........


Shipra
Shipra Ji Namashkar,

Aapke khayaal bahut achhe lage. BayaaN bhi thiik tariike se kiya hai. Ek sujhav hai agar bura na meneN to, Roman Urdu/Hindi pe zara dhyaan deiN to bhaasha ke saaf hone se aur bhi achhi ho jayegi peshkesh.

Khush rahiye aur bazm ko sajaate rahiye.
Aapka Dost,
Shyam


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
22nd August 2009, 02:19 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Shipra Ji Namashkar,

Aapke khayaal bahut achhe lage. BayaaN bhi thiik tariike se kiya hai. Ek sujhav hai agar bura na meneN to, Roman Urdu/Hindi pe zara dhyaan deiN to bhaasha ke saaf hone se aur bhi achhi ho jayegi peshkesh.

Khush rahiye aur bazm ko sajaate rahiye.
Aapka Dost,
Shyam

Shyam ji,
Thanx for appreciating me. or Aap ke sujhav ke liye bahut bahut shukria.
main is par dhayan doongi. Thanx for ur advice.

Shipra
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
25th August 2009, 03:06 PM

Quote:
Khud se hi khafa hain hum, aap se kya gila kare,
haal sab nazre kahe, kaise hum chupaya kare,
ye jo tum dekh ke har baar muskurate ho,
tum hi batao kaise hum apna dil sambhala kare,
khawab saza ke palko pe u gum kaha ho jate ho,
khud ka hi kuch hosh nahi, tumhe kaha dhunda kare,
aa bhi jao ab sanam ki raat bhi hone lagi,
teri baato se kab tak khud ko bahalaya kare..........

Ranj ki jab guftaguu hone lagii,
aap se tum, tum se tuu hone lagii

shipra jee,

aaj aap kii yeh kavvish paDhne ka mauqaa milaa... waqaiii achchhaa likhtii hai.n aap... bohat hii saaf aur saadgii ke saath haal-e-dil bayaa.n karna aap kii khaasiyat hai... yuu.n hii likhtii rahe.n aage bhii, andaaz yehii rahaa to, aap bohat behtar likh paaye.ngii...

aap kii is kavvish par ek kamii nazar aayii hame to sochaa ki aap se kah duu.n.. kamii kyaa hai, yeh aap ab samjh gayee ho.ngii.. aap ne ek insaan ke liye, ek hii kavvish par, aap , tum aur tuu kaa istemaal kiyaa hai, jo kii sahii nahii.n haii.. yeh ek chhoTi sii Ghaltii hai, jo lagtaa hai , anjaane me.n aap se ho gayee.

is ke alaawaa baakii sab Theek hai.. ek achchhii koshish ke liye, daad qubool keejiye.. . koii baat agar burii lagii ho to mazrat chaahu.ngaa.. ooparwaalaa aap ko aur qaamiyaabii ataa farmaaye.n.

Mayank

Last edited by Mayank; 25th August 2009 at 03:28 PM..
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#7)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
25th August 2009, 03:45 PM

Shipra ji,

bahut badhiya likha hai aapne. shayad main aapko pahali baar padh raha hoon, gagar mein sagar jaisi lekhani ke shabd ubhare hain.. bahut khub..

Akant...


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
27th August 2009, 12:56 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Ranj ki jab guftaguu hone lagii,
aap se tum, tum se tuu hone lagii

shipra jee,

aaj aap kii yeh kavvish paDhne ka mauqaa milaa... waqaiii achchhaa likhtii hai.n aap... bohat hii saaf aur saadgii ke saath haal-e-dil bayaa.n karna aap kii khaasiyat hai... yuu.n hii likhtii rahe.n aage bhii, andaaz yehii rahaa to, aap bohat behtar likh paaye.ngii...

aap kii is kavvish par ek kamii nazar aayii hame to sochaa ki aap se kah duu.n.. kamii kyaa hai, yeh aap ab samjh gayee ho.ngii.. aap ne ek insaan ke liye, ek hii kavvish par, aap , tum aur tuu kaa istemaal kiyaa hai, jo kii sahii nahii.n haii.. yeh ek chhoTi sii Ghaltii hai, jo lagtaa hai , anjaane me.n aap se ho gayee.

is ke alaawaa baakii sab Theek hai.. ek achchhii koshish ke liye, daad qubool keejiye.. . koii baat agar burii lagii ho to mazrat chaahu.ngaa.. ooparwaalaa aap ko aur qaamiyaabii ataa farmaaye.n.

Mayank

Thank You sooo... much Mayank ji, aap ne ek eise galti par dhayan diya jo main aksar karti hu or aaj tak kabhi dhayan bhi nahi diya.
Thanx for ur help
and thanx for appreciation too...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
27th August 2009, 12:57 PM

Quote:
Originally Posted by akant View Post
Shipra ji,

bahut badhiya likha hai aapne. shayad main aapko pahali baar padh raha hoon, gagar mein sagar jaisi lekhani ke shabd ubhare hain.. bahut khub..

Akant...

Thanx alot Akant ji aapne padha or saraha.
is hausla afjai ke liye bahu-bahut shukria....
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
27th August 2009, 03:42 PM

Quote:
Originally Posted by shipra View Post
Khud se hi khafa hain hum, aap se kya gila kare,
haal sab nazre kahe, kaise hum chupaya kare,
ye jo tum dekh ke har baar muskurate ho,
tum hi batao kaise hum apna dil sambhala kare,
khawab saza ke palko pe u gum kaha ho jate ho,
khud ka hi kuch hosh nahi, tumhe kaha dhunda kare,
aa bhi jao ab sanam ki raat bhi hone lagi,
teri baato se kab tak khud ko bahalaya kare..........


Shipra


very nice ghazal shipra ji nice work


aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
28th August 2009, 11:23 AM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
very nice ghazal shipra ji nice work


aslam

Thank You very much Aslam ji
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
abed_farooqui
Registered User
abed_farooqui will become famous soon enoughabed_farooqui will become famous soon enough
 
abed_farooqui's Avatar
 
Offline
Posts: 166
Join Date: Aug 2009
Location: Duniya ki gehrai me
Rep Power: 16
4th September 2009, 04:11 PM

शिप्रा तुमने बहुत ही मासूमियत से लिखा है मुझे अछा लगा यह लाइन्स तो बहुत हीअछी लगी

khawab saza ke palko pe u gum kaha ho jate ho,
khud ka hi kuch hosh nahi, tumhe kaha dhunda kare,


PARWANA
Abed Farooqui

Jalegi shammaye tere naam se qamar
Parwaana hun tera naam jo liya karun
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
5th September 2009, 12:31 AM

Shipra Ji,

Aap k likhne ka andaaz boht acha laga,
Aap k jazbaat aur khiyaalat aap ke lafz lafz se tapak rahe the..
Aise hi likhte rahien,

Khush rahiye,

HSN


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
5th September 2009, 01:00 PM

Quote:
Originally Posted by shipra View Post
Khud se hi khafa hain hum, aap se kya gila kare,
haal sab nazre kahe, kaise hum chupaya kare,

ye jo tum dekh ke har baar muskurate ho,
tum hi batao kaise hum apna dil sambhala kare,

khawab saza ke palko pe u gum kaha ho jate ho,
khud ka hi kuch hosh nahi, tumhe kaha dhunda kare,

aa bhi jao ab sanam ki raat bhi hone lagi,
teri baato se kab tak khud ko bahalaya kare..........


Shipra


Shipra jiii...............aap sach main bahut umda likhti haiN, aapki 1-2 rachnaye phele bhi pad chuki hoon, bahut saadgi se apne dil ki baat keh deti haiN aap, yeh andaaz aapka hume bahut accha laga.

Mayank ji ne jo sujao aapko diya hai, main bhi us se sahmat hoon, agar en chotti chotti baato.n ka hum khayal rakheN to kavish ko chaar chaand lag jate haiN.

khoobsurat ahsaao.n aur khoobsurat bayaani par daad hazir hai.

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#15)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
5th September 2009, 04:55 PM

Abed Ji and Hassan ji,
Thanx to both of u for encouraging me
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
5th September 2009, 04:57 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Shipra jiii...............aap sach main bahut umda likhti haiN, aapki 1-2 rachnaye phele bhi pad chuki hoon, bahut saadgi se apne dil ki baat keh deti haiN aap, yeh andaaz aapka hume bahut accha laga.

Mayank ji ne jo sujao aapko diya hai, main bhi us se sahmat hoon, agar en chotti chotti baato.n ka hum khayal rakheN to kavish ko chaar chaand lag jate haiN.

khoobsurat ahsaao.n aur khoobsurat bayaani par daad hazir hai.

god bless u

Thank You so much Sunita ji for appreciating and encouraging me.
or main koshish kar rahi hu ki aage is tarah ki galtiya na ho
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
10th September 2009, 07:58 AM

Adaab

Aapke likhe kareeban saare post padhe maine abhi ... aur ek hi cheez mehsoos ki maiNe .. aapki soch bohat gehri hai .. aur khyaal bhi nayapan liye rakhti hai aap.. par alfaazoN ko puri tarah baandh paane maiN thodi kam kaamyaab lagti hai .. aap shayri ki takneeki bareekiyoN ke baare maiN padheN un par amal karke likhne ki koshish kareN .. yakeen janiye aap bohat jyada aur umda likh sakeNgi.. mujhe khushi hai waise ki aapme bharpoor likhne ka hunar maujood hai...

mujhe acchi lagi ye kavish .. yuN hi apna khyaal rakhte hue likhte rahe .. agar kuch galat keh gaya huN to muafi ka adad talabgaar rahuNga ...

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#18)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
11th September 2009, 11:24 AM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
Adaab

Aapke likhe kareeban saare post padhe maine abhi ... aur ek hi cheez mehsoos ki maiNe .. aapki soch bohat gehri hai .. aur khyaal bhi nayapan liye rakhti hai aap.. par alfaazoN ko puri tarah baandh paane maiN thodi kam kaamyaab lagti hai .. aap shayri ki takneeki bareekiyoN ke baare maiN padheN un par amal karke likhne ki koshish kareN .. yakeen janiye aap bohat jyada aur umda likh sakeNgi.. mujhe khushi hai waise ki aapme bharpoor likhne ka hunar maujood hai...

mujhe acchi lagi ye kavish .. yuN hi apna khyaal rakhte hue likhte rahe .. agar kuch galat keh gaya huN to muafi ka adad talabgaar rahuNga ...

Kunaal
Hello Kunaal ji,

aap ki advice ke liye bahut-bahut shukria. aap ki baat se main bhi sehmat hu kyonki kai baar eisa hota h ki jo socha hota h wo paper par us tarah nahi aata jis tarah use hona chahiye. yahi wajah h ki aaj tak jitna maine likha nahi h us se kahi jyada adhura pada h. or ye technical terms wali baat, to meri knowledge is baare me thodi kam h, par main koshish kar rahi hu ki kuch sudhar kar saku.
or aapki hausla afjai ke liye bhi shukria....
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com