Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
khaamoshii nahi...
Old
  (#1)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
khaamoshii nahi... - 9th March 2010, 12:48 AM

hi friends,
kaafi samay se waqt ki kami ke wajah se shayri se door hi ho gayi hun aur finally kuchh thoughts kaagaz par utaar payi hun jinhe aap sab ki nazar kar rahi hun, technically it may not be perfect so your suggestions are welcome.


umr-e-rawaan mein koi gham koi khushi nahi
badaa hi sukoon hai jab koi hum-nashii nahi

mohabbat zindaa hai aaj bhi dil mein mere
magar is mein woh pehle si dil-kashii nahi

woh merii khushi ki duaa karte rehte hai
jab ke sahi jati mujhse un ki udaasii nahi

zehen mein guujatii hai sadaa-e-khalish
kahii par bhi zaraa sii khaamoshii nahi

abhi apni majbuuriiyon ka zikr na karo
main hairaan hun mujhko bekasii nahi


umr-e-rawaan= passing life
sadaa-e-khalish = voice of pain


Parul
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Smile 9th March 2010, 12:56 AM

Quote:
mohabbat zindaa hai aaj bhi dil mein mere
magar is mein woh pehle si dil-kashii nahi

zehen mein guujatii hai sadaa-e-khalish
kahii par bhi zaraa sii khaamoshii nahi
parul jee, ghazal bahut badhiya rahi...saare hi sheyr qabil-e-sataish haiN, lekin quoted shyer bahut badhiya lage....apne se ehsaas lage....
daad qubuul kijiyega....


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
9th March 2010, 12:57 AM

mohabbat zindaa hai aaj bhi dil mein mere
magar is mein woh pehle si dil-kashii nahi

woh merii khushi ki duaa karte rehte hai
jab ke sahi jati mujhse un ki udaasii nahi

Bahut umdaa khayal raha yeh aapka Parul ji....!
tahe dil se daad hazir........kabuul ki jiyega....

yunhi likhte rahen....
khush rahen....
apna khayal rakhen....
duaaon ke saath.....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 26
9th March 2010, 08:26 AM

Quote:
Originally Posted by Parul View Post
hi friends,
kaafi samay se waqt ki kami ke wajah se shayri se door hi ho gayi hun aur finally kuchh thoughts kaagaz par utaar payi hun jinhe aap sab ki nazar kar rahi hun, technically it may not be perfect so your suggestions are welcome.


umr-e-rawaan mein koi gham koi khushi nahi
badaa hi sukoon hai jab koi hum-nashii nahi

mohabbat zindaa hai aaj bhi dil mein mere
magar is mein woh pehle si dil-kashii nahi

woh merii khushi ki duaa karte rehte hai
jab ke sahi jati mujhse un ki udaasii nahi

zehen mein guujatii hai sadaa-e-khalish
kahii par bhi zaraa sii khaamoshii nahi

abhi apni majbuuriiyon ka zikr na karo
main hairaan hun mujhko bekasii nahi


umr-e-rawaan= passing life
sadaa-e-khalish = voice of pain


Parul

Very beautifully written Parul. These ones were excellent (i guess almost all of them were )

umr-e-rawaan mein koi gham koi khushi nahi
badaa hi sukoon hai jab koi hum-nashii nahi

mohabbat zindaa hai aaj bhi dil mein mere
magar is mein woh pehle si dil-kashii nahi


zehen mein gunjatii hai sadaa-e-khalish
kahii par bhi zaraa sii khaamoshii nahi

abhi apni majbuuriiyon ka zikr na karo
main hairaan hun mujhko bekasii nahi


ता उम्र रहा इक रोज़-ए -मुकम्मल का इंतज़ार
किसी में शाम न मिली तो किसी में सहर नहीं
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
9th March 2010, 09:37 AM

Hello Parul jii.......good to see u back on sdc...bohat khushi ho rahi hai aapko yahaaN naye kalaam ke saath dekh ker................

Aapki ghazal behad umdaa hai,..... saare ashaar behad pasand aaye mujhe.......yuhi likhti rahiye......




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
9th March 2010, 10:47 AM

Quote:
Originally Posted by Parul View Post
hi friends,
kaafi samay se waqt ki kami ke wajah se shayri se door hi ho gayi hun aur finally kuchh thoughts kaagaz par utaar payi hun jinhe aap sab ki nazar kar rahi hun, technically it may not be perfect so your suggestions are welcome.


umr-e-rawaan mein koi gham koi khushi nahi
badaa hi sukoon hai jab koi hum-nashii nahi

mohabbat zindaa hai aaj bhi dil mein mere
magar is mein woh pehle si dil-kashii nahi

woh merii khushi ki duaa karte rehte hai
jab ke sahi jati mujhse un ki udaasii nahi

zehen mein guujatii hai sadaa-e-khalish
kahii par bhi zaraa sii khaamoshii nahi

abhi apni majbuuriiyon ka zikr na karo
main hairaan hun mujhko bekasii nahi


umr-e-rawaan= passing life
sadaa-e-khalish = voice of pain


Parul


I m amazed .. surprised happy sad ..........

dont have exact word to say
i can write a complete nazm on ur evry verse
this one is classic from u
hattsss offffff

repssssssssssssssssssssssssss
ki bochaar ho
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
9th March 2010, 11:08 AM

Quote:
Originally Posted by Parul View Post

mohabbat zindaa hai aaj bhi dil mein mere
magar is mein woh pehle si dil-kashii nahi

zehen mein guujatii hai sadaa-e-khalish
kahii par bhi zaraa sii khaamoshii nahi

abhi apni majbuuriiyon ka zikr na karo
main hairaan hun mujhko bekasii nahi

Parul
hello parul ji

ji aapke saare hi ashar bhaut khubsoorat hai aur unke peeche chupe eshsaas unse bhi khubsoorat hai........................... its too good...........



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
9th March 2010, 01:10 PM

mohabbat zindaa hai aaj bhi dil mein mere
magar is mein woh pehle si dil-kashii nahi

bahut khoob parul ji, poori gazal beintheha khoobsurat hai
daad kabool keejiye.....
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
9th March 2010, 11:07 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
parul jee, ghazal bahut badhiya rahi...saare hi sheyr qabil-e-sataish haiN, lekin quoted shyer bahut badhiya lage....apne se ehsaas lage....
daad qubuul kijiyega....
hello vikram ji,

thank you so much for reading and appreciating. jan kar achha laga ke aap ko ye ehsaas pasand aaye...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
9th March 2010, 11:10 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
mohabbat zindaa hai aaj bhi dil mein mere
magar is mein woh pehle si dil-kashii nahi

woh merii khushi ki duaa karte rehte hai
jab ke sahi jati mujhse un ki udaasii nahi

Bahut umdaa khayal raha yeh aapka Parul ji....!
tahe dil se daad hazir........kabuul ki jiyega....

yunhi likhte rahen....
khush rahen....
apna khayal rakhen....
duaaon ke saath.....

hello naresh ji,
parhne ke liye bahot bahot shurkirya, yu hi saath dete rehna aur aap khush rehna.....
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
9th March 2010, 11:16 PM

Parul jee:

namaste!

aik arse baad aapko paRhaa aaj.. bahot hi KhuShii hu'ii..! ehsaas bahot hi beHteriN lageN.. aise hi liKhate raheN... bazm ki Shaan baRhaate raheN aage bhee... daad..!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
9th March 2010, 11:17 PM

Quote:
Originally Posted by m.mayoos View Post
Very beautifully written Parul. These ones were excellent (i guess almost all of them were )
hello mayoos ji,
aap ne mujhe parha yehi bahot badi baat hai main aap ke jaisa likh to nahi sakti, lolz. thanks so much. tc
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
10th March 2010, 12:46 AM

Dearest Parul,

its very beautiful ............har sher .. dil ke kareeb raha... ek arse baad wahii jadoo cha gaya hein ......

please sweetest parul ek request aur order bhi hain ...ab routine mein aati aur likhtii rehna.... !!!!

aur yu hi mehfil saajatii raho ...

khush aur bahut khush raho
take good care of urself

with love,

aapki aapnii

mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 10th March 2010, 04:52 PM

Quote:
Originally Posted by Parul View Post
hi friends,
kaafi samay se waqt ki kami ke wajah se shayri se door hi ho gayi hun aur finally kuchh thoughts kaagaz par utaar payi hun jinhe aap sab ki nazar kar rahi hun, technically it may not be perfect so your suggestions are welcome.


umr-e-rawaan mein koi gham koi khushi nahi
badaa hi sukoon hai jab koi hum-nashii nahi

mohabbat zindaa hai aaj bhi dil mein mere
magar is mein woh pehle si dil-kashii nahi

woh merii khushi ki duaa karte rehte hai
jab ke sahi jati mujhse un ki udaasii nahi

zehen mein guujatii hai sadaa-e-khalish
kahii par bhi zaraa sii khaamoshii nahi

abhi apni majbuuriiyon ka zikr na karo
main hairaan hun mujhko bekasii nahi


umr-e-rawaan= passing life
sadaa-e-khalish = voice of pain


Parul
paruljee
radhe radhe

bahut khoob keep it up


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
11th March 2010, 09:44 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Hello Parul jii.......good to see u back on sdc...bohat khushi ho rahi hai aapko yahaaN naye kalaam ke saath dekh ker................

Aapki ghazal behad umdaa hai,..... saare ashaar behad pasand aaye mujhe.......yuhi likhti rahiye......
thank you zainye.....

you too keep up the good work...
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
11th March 2010, 09:48 AM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
I m amazed .. surprised happy sad ..........

dont have exact word to say
i can write a complete nazm on ur evry verse
this one is classic from u
hattsss offffff

repssssssssssssssssssssssssss
ki bochaar ho
thank you vikas ji,
i know you can write so am waiting to read you.......... yu hi mehfil sajate raho.... tc
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
11th March 2010, 09:50 AM

Quote:
Originally Posted by Radhika_2 View Post
hello parul ji

ji aapke saare hi ashar bhaut khubsoorat hai aur unke peeche chupe eshsaas unse bhi khubsoorat hai........................... its too good...........
radhika ji,
aapne mujhe parha aur ehsaason ko samjha is ke liye bahot bahot shukriya.
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
11th March 2010, 10:26 AM

Quote:
Originally Posted by Parul View Post
hi friends,
kaafi samay se waqt ki kami ke wajah se shayri se door hi ho gayi hun aur finally kuchh thoughts kaagaz par utaar payi hun jinhe aap sab ki nazar kar rahi hun, technically it may not be perfect so your suggestions are welcome.


umr-e-rawaan mein koi gham koi khushi nahi
badaa hi sukoon hai jab koi hum-nashii nahi

mohabbat zindaa hai aaj bhi dil mein mere
magar is mein woh pehle si dil-kashii nahi

woh merii khushi ki duaa karte rehte hai
jab ke sahi jati mujhse un ki udaasii nahi

zehen mein guujatii hai sadaa-e-khalish
kahii par bhi zaraa sii khaamoshii nahi

abhi apni majbuuriiyon ka zikr na karo
main hairaan hun mujhko bekasii nahi


umr-e-rawaan= passing life
sadaa-e-khalish = voice of pain


Parul

parul ji
namskaar!!!!!!!!

bahut accha laga aapka yun laout ke aana aur itni shandar nazm se mahfil ko sajana

mohabbat zindaa hai aaj bhi dil mein mere
magar is mein woh pehle si dil-kashii nahi

is sher per merii vishesh taur per daad

shukriyaa

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#19)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
11th March 2010, 03:55 PM

Parul ji adaaab...aaj ek arse baad mouka mila hai ke aapko parh sakeiN. Aap yahaaN lout ker aaye bahoot achha laga.........aapki Ghazal usi tarah hamaare saath rubaroo ho rahi hai jis tarah kabhi pehle hua kerti thi....
umr-e-rawaan mein koi gham koi khushi nahi
badaa hi sukoon hai jab koi hum-nashii nahi.

Ye sher matla bana hai aapki Ghazal ka.jo apne meiN khud hi byaan ker raha hai..ke shaks chot khaya hua hai....kya khoobsi se aapne shabdoN ka chayan kiya hai..waah bahoot khoob.
mohabbat zindaa hai aaj bhi dil mein mere
magar is mein woh pehle si dil-kashii nahi.

Bewafayii har jagah saans le rahi hai parul ji is liye ye chot ab aam si Dard ban ke saans lene lagii hai
woh merii khushi ki duaa karte rehte hai
jab ke sahi jati mujhse un ki udaasii nahi.

Berukhi ko bhi ek abhaas se jaga ke rakhna hi insaan ki ek khoobi hai usi se aap bhi prabhavit haiN...bahoot khoob bayanaat haiN dost.
zehen mein guujatii hai sadaa-e-khalish
kahii par bhi zaraa sii khaamoshii nahi.

Chuban our besaakht tees pyaar ki ek atoot den hai jo khalish ban ke goonja kerti hai...yahi do diloN ko ahsaas kerata hai
abhi apni majbuuriiyon ka zikr na karo
main hairaan hun mujhko bekasii nahi

haaN ye sher saari Ghazal ko Poori kerta hai waah Parul ji waah

keep the things and flow going on


Harash
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#20)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
11th March 2010, 04:00 PM

Matla bohat pasand aaya Parul jee.........achchi peshkash.


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#21)
Mann
Registered User
Mann is just really niceMann is just really niceMann is just really niceMann is just really nice
 
Offline
Posts: 521
Join Date: Feb 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 18
12th March 2010, 01:30 PM

Parul Ji,
I don't have words..
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
12th March 2010, 04:12 PM

Parul Jee Aadab!

paheli martaba padha hia aapko......... aur behad achchi kalam lagi aapki......
Matla bahut jyda umdaa lage.... bakisabhi sher bhi tari e kabil hai....

Ek achchi koshish per daad kabool kijiye.....

Likhati rhaiye,
Khush rhaiye,
khuda Hafez........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#23)
Waheed
Bewafa se Wafa Kar Baithe
Waheed will become famous soon enoughWaheed will become famous soon enough
 
Waheed's Avatar
 
Offline
Posts: 30
Join Date: Aug 2008
Location: India
Rep Power: 0
Love 15th March 2010, 04:37 PM

Wah Parul ji
Bahot Khub Likha he..... Yakin Maniye aap ki ye nazam kabile tarif he..... lagta he jaise seene dil nikal kar kagaz per rakh diya ho kisine... hum is kabhil to nahi ki aap ki tarif kar sake..... bus itna kahena he aap ke hur el alfaz me pakizgi aur dard chhupa huva he.... ye padhkar lagta he dil ke zakham aaj bhi hare he

sukriya mohtarma
istraha aap ke nayab tohfe pesh karte rahiye

koi gushtakhi hui hoto maaf kijiyega

Quote:
Originally Posted by Parul View Post
hi friends,
kaafi samay se waqt ki kami ke wajah se shayri se door hi ho gayi hun aur finally kuchh thoughts kaagaz par utaar payi hun jinhe aap sab ki nazar kar rahi hun, technically it may not be perfect so your suggestions are welcome.


umr-e-rawaan mein koi gham koi khushi nahi
badaa hi sukoon hai jab koi hum-nashii nahi

mohabbat zindaa hai aaj bhi dil mein mere
magar is mein woh pehle si dil-kashii nahi

woh merii khushi ki duaa karte rehte hai
jab ke sahi jati mujhse un ki udaasii nahi

zehen mein guujatii hai sadaa-e-khalish
kahii par bhi zaraa sii khaamoshii nahi

abhi apni majbuuriiyon ka zikr na karo
main hairaan hun mujhko bekasii nahi


umr-e-rawaan= passing life
sadaa-e-khalish = voice of pain


Parul


Na Jane Kyun Tumhare Naam se Itni Mohabbat Hai
Kisi ka Naam Leta Hoon to Tumhara Naam Aata Hai

Jab khayalon me Nindeye palak hoti Hai
Dil me Mehsoos Teri Yaadon ki Mahak hoti Hai


Tu shabo Roz ki hasil hai Mera Saath na Chhod
Tu hi Humraaz ke qabil hai Mera Sath na Chhod
****** Waheed Khan ******

   
Reply With Quote
Old
  (#24)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
15th March 2010, 08:17 PM

Quote:
Originally Posted by shipra View Post
mohabbat zindaa hai aaj bhi dil mein mere
magar is mein woh pehle si dil-kashii nahi

bahut khoob parul ji, poori gazal beintheha khoobsurat hai
daad kabool keejiye.....
Shipra ji,
aapne mujhe parha aur pasand kiya is ke liye bahot bahot shukirya...
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
15th March 2010, 08:21 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Parul jee:

namaste!

aik arse baad aapko paRhaa aaj.. bahot hi KhuShii hu'ii..! ehsaas bahot hi beHteriN lageN.. aise hi liKhate raheN... bazm ki Shaan baRhaate raheN aage bhee... daad..!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval

Dhaval ji,
kem cho? parhne ke liye bahot bahot shukriya, aap bahot achha likhne lage ho, yun hi mehfil ki shaan barhaate rahiye aur khush rahiye...
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
15th March 2010, 08:25 PM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
Dearest Parul,

its very beautiful ............har sher .. dil ke kareeb raha... ek arse baad wahii jadoo cha gaya hein ......

please sweetest parul ek request aur order bhi hain ...ab routine mein aati aur likhtii rehna.... !!!!

aur yu hi mehfil saajatii raho ...

khush aur bahut khush raho
take good care of urself

with love,

aapki aapnii

mandeep
hi mandy di,
you must be fine... thank you so so much for reading and appreciating.. aap ki request bhi maanni padegi aur order bhi... aap bhi apna khayal rakhiyega aur hamensha khush rahiyega.

Parul
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
15th March 2010, 08:26 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
paruljee
radhe radhe

bahut khoob keep it up
ishq ji
radhe radhe thanks so much
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
15th March 2010, 08:29 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
parul ji
namskaar!!!!!!!!

bahut accha laga aapka yun laout ke aana aur itni shandar nazm se mahfil ko sajana

mohabbat zindaa hai aaj bhi dil mein mere
magar is mein woh pehle si dil-kashii nahi

is sher per merii vishesh taur per daad

shukriyaa

dilip
Dillip ji,
ek arse baad aapse rubruu ho rahe hai, aasha hai aap theek hi honge. thanks so much for appreciating...
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
4th March 2013, 07:22 PM

Quote:
Originally Posted by Parul View Post
hi friends,
kaafi samay se waqt ki kami ke wajah se shayri se door hi ho gayi hun aur finally kuchh thoughts kaagaz par utaar payi hun jinhe aap sab ki nazar kar rahi hun, technically it may not be perfect so your suggestions are welcome.


umr-e-rawaan mein koi gham koi khushi nahi
badaa hi sukoon hai jab koi hum-nashii nahi

mohabbat zindaa hai aaj bhi dil mein mere
magar is mein woh pehle si dil-kashii nahi

woh merii khushi ki duaa karte rehte hai
jab ke sahi jati mujhse un ki udaasii nahi

zehen mein guujatii hai sadaa-e-khalish
kahii par bhi zaraa sii khaamoshii nahi

abhi apni majbuuriiyon ka zikr na karo
main hairaan hun mujhko bekasii nahi


umr-e-rawaan= passing life
sadaa-e-khalish = voice of pain


Parul

Waaaaaaaah.....bohat khoob parul saheba.....

Aaj ek baar phir aapka kalaam padhker accha lagaa

Aapki or se nayi peshkash ka intezar rahega.....




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com