Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dard.... Ek Aur Baar....
Old
  (#1)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Thumbs up Dard.... Ek Aur Baar.... - 3rd August 2007, 01:16 AM

Aadab Dosto...

Aapki keemti raaye ka muntazir... Dil ka dard hai kuch muskurakar padhe...

Abrar...

-------------------------------------------------------

Main aaj apne is dil ka sara dard likhta...
Kuch lamhe khushi ke kuch gumgeen likhta...
Sitamgar duniya sitam karti rahi hamesha...
Jo sitam mujhpar hue main woh sitam likhta...

Raaste badal badal kar chalte hain sabhi...
Koi raaste na ajaye mere darte hai sabhi...
Dar ki baat laazmi nahi hai yahan sahab...
Yeh daud kaamiyabi ki hai yeh saaf likhta...

Mohabbat bhi ek pesha hai aj ke aashikon ka...
Jo dil se karta hai use jhoot maan lete hai...
Jhooto ki mohabbat par sitaare gaad dete hai...
Sacchi mohabbat ki bhool galti hoti hai par,
Jhooti mohabbat ki bhool bhool maan lete hai,
Mohabbat Aankhon se phechaan ek salah likhta...

Dastan khatm nahi hoti saanse khatm ho jaati hai...
Udhaar deta koi saanse yahan par to ae khuda,
Is kitaab mein jee bhar main sirf tujhse mutalif,
Thoda tera rahem kuch zyada tera zulm likhta....

Saanse ab roke nahi rukti,Zabaan roke nahi rukti,
Khatm zindagi hoti wahan jahan mera aagaz likhta...
Thak gaya khudaya is ghum ko likhte hue main...
Haar chuka is zindagi se is kadar ab to samajh...
Machli hu dariya mein par saans ko tadapti hui...
Zindagi ke aakhri lamhe kuch is kadar likhta...

Likhne ko to bahot hai yahan par is lamhe mein,
Shayad jo saath nahi main wo saath likhta,
Nafrat hone lagi hai tumse suna humne fizaon se,
Jo aansuon ki barsaat hui woh barsaat ka saath likhta,

Kuch geele geele se khawb the unhe sooraj mein,
Main rakhta bhi to kis aas se rakhta???
Jeeta to kis aas se jeeta marta to kis aas se marta...
Gar woh hota saath mere to shayd hi main yeh dard likta....

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...

Last edited by Abrarsworld; 3rd August 2007 at 01:19 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
3rd August 2007, 11:55 AM

SALAM ABRAR BHAI ............ek baar phir kamal kardiya hai apne apne kalam se apke ashar dil ko chulene wale rahey apki her post behtreen hoti hai janab unhi likhte rahiye aur hame padne ka mouka detey rahiye..............AAP KA

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
nice
Old
  (#3)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
nice - 3rd August 2007, 12:56 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Aadab Dosto...

Aapki keemti raaye ka muntazir... Dil ka dard hai kuch muskurakar padhe...

Abrar...

-------------------------------------------------------

Main aaj apne is dil ka sara dard likhta...
Kuch lamhe khushi ke kuch gumgeen likhta...
Sitamgar duniya sitam karti rahi hamesha...
Jo sitam mujhpar hue main woh sitam likhta...

Raaste badal badal kar chalte hain sabhi...
Koi raaste na ajaye mere darte hai sabhi...
Dar ki baat laazmi nahi hai yahan sahab...
Yeh daud kaamiyabi ki hai yeh saaf likhta...

Mohabbat bhi ek pesha hai aj ke aashikon ka...
Jo dil se karta hai use jhoot maan lete hai...
Jhooto ki mohabbat par sitaare gaad dete hai...
Sacchi mohabbat ki bhool galti hoti hai par,
Jhooti mohabbat ki bhool bhool maan lete hai,
Mohabbat Aankhon se phechaan ek salah likhta...

Dastan khatm nahi hoti saanse khatm ho jaati hai...
Udhaar deta koi saanse yahan par to ae khuda,
Is kitaab mein jee bhar main sirf tujhse mutalif,
Thoda tera rahem kuch zyada tera zulm likhta....

Saanse ab roke nahi rukti,Zabaan roke nahi rukti,
Khatm zindagi hoti wahan jahan mera aagaz likhta...
Thak gaya khudaya is ghum ko likhte hue main...
Haar chuka is zindagi se is kadar ab to samajh...
Machli hu dariya mein par saans ko tadapti hui...
Zindagi ke aakhri lamhe kuch is kadar likhta...

Likhne ko to bahot hai yahan par is lamhe mein,
Shayad jo saath nahi main wo saath likhta,
Nafrat hone lagi hai tumse suna humne fizaon se,
Jo aansuon ki barsaat hui woh barsaat ka saath likhta,

Kuch geele geele se khawb the unhe sooraj mein,
Main rakhta bhi to kis aas se rakhta???
Jeeta to kis aas se jeeta marta to kis aas se marta...
Gar woh hota saath mere to shayd hi main yeh dard likta....
abraar bhai ko raj ka adaab....masha allha kyaa baat hai bhut khub nazam pesh kii aapne khuda kare aap yunhii din raat tarakki karte rahe.....mujhe ye qata behad acha laga.....

daad hazir hai kabool kare........raj.......

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 3rd August 2007, 06:44 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Aadab Dosto...

Aapki keemti raaye ka muntazir... Dil ka dard hai kuch muskurakar padhe...

Abrar...

-------------------------------------------------------

Main aaj apne is dil ka sara dard likhta...
Kuch lamhe khushi ke kuch gumgeen likhta...
Sitamgar duniya sitam karti rahi hamesha...
Jo sitam mujhpar hue main woh sitam likhta...

Raaste badal badal kar chalte hain sabhi...
Koi raaste na ajaye mere darte hai sabhi...
Dar ki baat laazmi nahi hai yahan sahab...
Yeh daud kaamiyabi ki hai yeh saaf likhta...

Mohabbat bhi ek pesha hai aj ke aashikon ka...
Jo dil se karta hai use jhoot maan lete hai...
Jhooto ki mohabbat par sitaare gaad dete hai...
Sacchi mohabbat ki bhool galti hoti hai par,
Jhooti mohabbat ki bhool bhool maan lete hai,
Mohabbat Aankhon se phechaan ek salah likhta...

Dastan khatm nahi hoti saanse khatm ho jaati hai...
Udhaar deta koi saanse yahan par to ae khuda,
Is kitaab mein jee bhar main sirf tujhse mutalif,
Thoda tera rahem kuch zyada tera zulm likhta....

Saanse ab roke nahi rukti,Zabaan roke nahi rukti,
Khatm zindagi hoti wahan jahan mera aagaz likhta...
Thak gaya khudaya is ghum ko likhte hue main...
Haar chuka is zindagi se is kadar ab to samajh...
Machli hu dariya mein par saans ko tadapti hui...
Zindagi ke aakhri lamhe kuch is kadar likhta...

Likhne ko to bahot hai yahan par is lamhe mein,
Shayad jo saath nahi main wo saath likhta,
Nafrat hone lagi hai tumse suna humne fizaon se,
Jo aansuon ki barsaat hui woh barsaat ka saath likhta,

Kuch geele geele se khawb the unhe sooraj mein,
Main rakhta bhi to kis aas se rakhta???
Jeeta to kis aas se jeeta marta to kis aas se marta...
Gar woh hota saath mere to shayd hi main yeh dard likta....

HEY ABRAR,
wahhhhhhhhhhhhhhhhhh..........kya baat hai............itna dard ek saath..................wonderful feelings............beleive me,its just amazing............itna acha padhe bahut time ho gaya.............is gazal ki tarif ke liye alfaaz nahi hai mere paas...............thank u sooooooooooooooooo much 4 sharing this with us...................
aap ki dost,
LAMHA................

  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#5)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
3rd August 2007, 08:08 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Aadab Dosto...

Aapki keemti raaye ka muntazir... Dil ka dard hai kuch muskurakar padhe...

Abrar...

-------------------------------------------------------

Main aaj apne is dil ka sara dard likhta...
Kuch lamhe khushi ke kuch gumgeen likhta...
Sitamgar duniya sitam karti rahi hamesha...
Jo sitam mujhpar hue main woh sitam likhta...

Raaste badal badal kar chalte hain sabhi...
Koi raaste na ajaye mere darte hai sabhi...
Dar ki baat laazmi nahi hai yahan sahab...
Yeh daud kaamiyabi ki hai yeh saaf likhta...

Mohabbat bhi ek pesha hai aj ke aashikon ka...
Jo dil se karta hai use jhoot maan lete hai...
Jhooto ki mohabbat par sitaare gaad dete hai...
Sacchi mohabbat ki bhool galti hoti hai par,
Jhooti mohabbat ki bhool bhool maan lete hai,
Mohabbat Aankhon se phechaan ek salah likhta...

Dastan khatm nahi hoti saanse khatm ho jaati hai...
Udhaar deta koi saanse yahan par to ae khuda,
Is kitaab mein jee bhar main sirf tujhse mutalif,
Thoda tera rahem kuch zyada tera zulm likhta....

Saanse ab roke nahi rukti,Zabaan roke nahi rukti,
Khatm zindagi hoti wahan jahan mera aagaz likhta...
Thak gaya khudaya is ghum ko likhte hue main...
Haar chuka is zindagi se is kadar ab to samajh...
Machli hu dariya mein par saans ko tadapti hui...
Zindagi ke aakhri lamhe kuch is kadar likhta...

Likhne ko to bahot hai yahan par is lamhe mein,
Shayad jo saath nahi main wo saath likhta,
Nafrat hone lagi hai tumse suna humne fizaon se,
Jo aansuon ki barsaat hui woh barsaat ka saath likhta,

Kuch geele geele se khawb the unhe sooraj mein,
Main rakhta bhi to kis aas se rakhta???
Jeeta to kis aas se jeeta marta to kis aas se marta...
Gar woh hota saath mere to shayd hi main yeh dard likta....

Gar woh hota saath mere to shayd hi main yeh dard likta....

bohat khoob abrar yeh aik line hi sab kuch bayan ker rahi hai pehle se bohat behter balkay kafi acha likha hai aur isliye pehle se behter kaha kionki is baar aap jo bayan kerna chahte the bohat wazah samajh main aya matlab ahsasaat ko bayan kerne main sochon per mukammal control tha is baar bohat khoob yunhi likhte raho per khush raha karo itna mayoos rehna insaan ke liye acha nahi hota rab naraz hota hai ke bohat nashukra banda hai ke aik hi dard ko le ker rota rehta hai aur di hoi nematon ka kabhi shukar ada nahi kerta khush raho.......

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
4th August 2007, 12:25 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Aadab Dosto...

Aapki keemti raaye ka muntazir... Dil ka dard hai kuch muskurakar padhe...

Abrar...

-------------------------------------------------------

Main aaj apne is dil ka sara dard likhta...
Kuch lamhe khushi ke kuch gumgeen likhta...
Sitamgar duniya sitam karti rahi hamesha...
Jo sitam mujhpar hue main woh sitam likhta...

Raaste badal badal kar chalte hain sabhi...
Koi raaste na ajaye mere darte hai sabhi...
Dar ki baat laazmi nahi hai yahan sahab...
Yeh daud kaamiyabi ki hai yeh saaf likhta...

Mohabbat bhi ek pesha hai aj ke aashikon ka...
Jo dil se karta hai use jhoot maan lete hai...
Jhooto ki mohabbat par sitaare gaad dete hai...
Sacchi mohabbat ki bhool galti hoti hai par,
Jhooti mohabbat ki bhool bhool maan lete hai,
Mohabbat Aankhon se phechaan ek salah likhta...

Dastan khatm nahi hoti saanse khatm ho jaati hai...
Udhaar deta koi saanse yahan par to ae khuda,
Is kitaab mein jee bhar main sirf tujhse mutalif,
Thoda tera rahem kuch zyada tera zulm likhta....

Saanse ab roke nahi rukti,Zabaan roke nahi rukti,
Khatm zindagi hoti wahan jahan mera aagaz likhta...
Thak gaya khudaya is ghum ko likhte hue main...
Haar chuka is zindagi se is kadar ab to samajh...
Machli hu dariya mein par saans ko tadapti hui...
Zindagi ke aakhri lamhe kuch is kadar likhta...

Likhne ko to bahot hai yahan par is lamhe mein,
Shayad jo saath nahi main wo saath likhta,
Nafrat hone lagi hai tumse suna humne fizaon se,
Jo aansuon ki barsaat hui woh barsaat ka saath likhta,

Kuch geele geele se khawb the unhe sooraj mein,
Main rakhta bhi to kis aas se rakhta???
Jeeta to kis aas se jeeta marta to kis aas se marta...
Gar woh hota saath mere to shayd hi main yeh dard likta....

.............etna dard bhara padne ke baad kuch nahi hai mere paas kahne ko......

kush raho khuda aapko har dard se door rakhe

duao.n ke saath

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Shukriya!!!
Old
  (#7)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Shukriya!!! - 5th August 2007, 09:46 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
SALAM ABRAR BHAI ............ek baar phir kamal kardiya hai apne apne kalam se apke ashar dil ko chulene wale rahey apki her post behtreen hoti hai janab unhi likhte rahiye aur hame padne ka mouka detey rahiye..............AAP KA
Aadab kashif Bhai,

Bhai sahab Ab syaad hume apko hamari posts par dekhne ki aadar si ho rahi hai.... Bohot bohot shukriya... ab to bas seekh hi raha hun... bas aap yunhi saath nibhate rahe..

Apna khayal rakhe...

Ijazat....

Apka Dost Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Shukriya...
Old
  (#8)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Shukriya... - 12th August 2007, 12:34 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
abraar bhai ko raj ka adaab....masha allha kyaa baat hai bhut khub nazam pesh kii aapne khuda kare aap yunhii din raat tarakki karte rahe.....mujhe ye qata behad acha laga.....

Mohabbat bhi ek pesha hai aj ke aashikon ka...
Jo dil se karta hai use jhoot maan lete hai...
Jhooto ki mohabbat par sitaare gaad dete hai...
Sacchi mohabbat ki bhool galti hoti hai par,
Jhooti mohabbat ki bhool bhool maan lete hai,
Mohabbat Aankhon se phechaan ek salah likhta...

daad hazir hai kabool kare........raj.......
Aadab Raj Bhai...

Bhai aap andaza nahi laga sakte ke aapko hamari post par dekh ar hume kitni khushi hui hai... Aapki di hui daad sar aankhon par... bas yunhi saath nibhate rahiyega...

Apka dost Abrar....

Ijazat...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Shukriyah...
Old
  (#9)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Shukriyah... - 18th August 2007, 09:12 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
HEY ABRAR,
wahhhhhhhhhhhhhhhhhh..........kya baat hai............itna dard ek saath..................wonderful feelings............beleive me,its just amazing............itna acha padhe bahut time ho gaya.............is gazal ki tarif ke liye alfaaz nahi hai mere paas...............thank u sooooooooooooooooo much 4 sharing this with us...................
aap ki dost,
LAMHA................
Bohot Bohot Shukriya Lamha...

bas aap yunhi saath nibhate rahe...

Apka Dost Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Shukriyah....
Old
  (#10)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Shukriyah.... - 29th August 2007, 11:35 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
Gar woh hota saath mere to shayd hi main yeh dard likta....

bohat khoob abrar yeh aik line hi sab kuch bayan ker rahi hai pehle se bohat behter balkay kafi acha likha hai aur isliye pehle se behter kaha kionki is baar aap jo bayan kerna chahte the bohat wazah samajh main aya matlab ahsasaat ko bayan kerne main sochon per mukammal control tha is baar bohat khoob yunhi likhte raho per khush raha karo itna mayoos rehna insaan ke liye acha nahi hota rab naraz hota hai ke bohat nashukra banda hai ke aik hi dard ko le ker rota rehta hai aur di hoi nematon ka kabhi shukar ada nahi kerta khush raho.......
Aadab maanii Ji...

Kaise ho aap?? Maanii ji bohot bohot shukriyah apka ke aapne apne itna waqt nikal kar hume kuch samjhaya... Dil kabhi kabhi bohot bezaar ho jata hai to itna dard ubhar kar bahaar aajata hai.... Naarazgi khuda se nahi hai apne aap se hai... haadsaat hai ek zindagi ka jis ke galat faisle se ek apne kho hai shayad zindgi bhar ke liye.. Ne wez... yunhi saath dete rahiye... Aapka Dost Abrar...

Duaon ke saath ijazat...

Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Shukriyah....
Old
  (#11)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Shukriyah.... - 29th August 2007, 11:39 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
.............etna dard bhara padne ke baad kuch nahi hai mere paas kahne ko......

kush raho khuda aapko har dard se door rakhe

duao.n ke saath
Sunita ji..

Bohot bohot shukriyah aapne hamare dard ko samjha... Yunhi saath dete rahe...

Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
30th August 2007, 09:57 AM

Aap bahut achha likhte hain dost...

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Shukriyah...
Old
  (#13)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Shukriyah... - 14th October 2007, 09:37 AM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Aap bahut achha likhte hain dost...
Bohot bohot shukriyah Amit sahab... Yunhi saath dete rahe...

Duaon ke saath Ijazat...

Abrar....

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
sau baar chaman mahakaa sau baar bahaar aa_ii -. 0aayush Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 15th June 2010 10:56 AM
sau baar chaman mahakaa sau baar bahaar aa_ii Mayank Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 9th August 2008 11:23 AM
very dard bhari poem :'( .. es zehan mai har baar.... ThE_UnReAcHaBLe Shayri-e-Dard 0 12th March 2005 03:08 AM
KHAT US KO BAAR BAAR LIKHO, ILTEJA KARO - by Qateel Rajasthani Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 18th December 2003 05:07 PM
saw baar chaha tumhey ek baar bhi nibha na sakey husn_haya Shayri-e-Dard 4 26th May 2003 01:09 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com