Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Main Aaj Mohabbat Ka Aagaz Karu...
Old
  (#1)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Thumbs up Main Aaj Mohabbat Ka Aagaz Karu... - 24th July 2007, 12:31 AM

Aadab Dosto...

Bas yunhi baithe baithe kuch lafz zahen mein bhatak rahe the to likh diya... Socha yahan post karu... Ap sab ki raye ke talabgaar hun... umed hai ap sab se raaye mashwara sunne ko milega... Apki raaye ka muntazir...


Abrar...

Ijazat...

---------------------------------------------

Main aaj mohabbat ka agaaz karu...
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Akela ho chuka hun main,
Ab kabhi na aisi baat karu,
Khelti rahi jo khel kismat,
Main uske saath khela karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Zaruri nahi woh bhi chahe mujhe,
Jise hardam main chaha karu,
Kasam na khayi thi usne kabhi,
Tu kare pyaar gar main bhi karu,
Annsu aajate hai labon tak,
Haste haste unhe piya karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Bhulne ki koshish nahi karta use,
Par use yaad bhi na kiya karu,
Dil se judi hai meri woh is kadar,
Yeh baat kisi se na kaha karu,
Keh diya hum bhula chuke use,
Dil hi dil ab bhi us se pyaar karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu...




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Tumhari Jaan
Registered User
Tumhari Jaan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Jul 2007
Location: germany
Rep Power: 0
24th July 2007, 12:50 PM

Mohabbat ko kabhi bhulaya nahi jaata
woh hamesha se hi dil me rehti hai
mohabbat karne walon se pooch kar to dekho
  Send a message via MSN to Tumhari Jaan  
Reply With Quote
Old
  (#3)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
24th July 2007, 01:39 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Aadab Dosto...

Bas yunhi baithe baithe kuch lafz zahen mein bhatak rahe the to likh diya... Socha yahan post karu... Ap sab ki raye ke talabgaar hun... umed hai ap sab se raaye mashwara sunne ko milega... Apki raaye ka muntazir...


Abrar...

Ijazat...

---------------------------------------------

Main aaj mohabbat ka agaaz karu...
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Akela ho chuka hun main,
Ab kabhi na aisi baat karu,
Khelti rahi jo khel kismat,
Main uske saath khela karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Zaruri nahi woh bhi chahe mujhe,
Jise hardam main chaha karu,
Kasam na khayi thi usne kabhi,
Tu kare pyaar gar main bhi karu,
Annsu aajate hai labon tak,
Haste haste unhe piya karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Bhulne ki koshish nahi karta use,
Par use yaad bhi na kiya karu,
Dil se judi hai meri woh is kadar,
Yeh baat kisi se na kaha karu,
Keh diya hum bhula chuke use,
Dil hi dil ab bhi us se pyaar karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu...

abrar bohat achi koshish hai ahsasaat achay lagay yunhi likhte raho khush raho


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#4)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile frnd 4 ever - 25th July 2007, 06:15 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Aadab Dosto...

Bas yunhi baithe baithe kuch lafz zahen mein bhatak rahe the to likh diya... Socha yahan post karu... Ap sab ki raye ke talabgaar hun... umed hai ap sab se raaye mashwara sunne ko milega... Apki raaye ka muntazir...

Abrar...

Ijazat...

---------------------------------------------

Main aaj mohabbat ka agaaz karu...
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Akela ho chuka hun main,
Ab kabhi na aisi baat karu,
Khelti rahi jo khel kismat,
Main uske saath khela karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Zaruri nahi woh bhi chahe mujhe,
Jise hardam main chaha karu,
Kasam na khayi thi usne kabhi,
Tu kare pyaar gar main bhi karu,
Annsu aajate hai labon tak,
Haste haste unhe piya karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Bhulne ki koshish nahi karta use,
Par use yaad bhi na kiya karu,
Dil se judi hai meri woh is kadar,
Yeh baat kisi se na kaha karu,
Keh diya hum bhula chuke use,
Dil hi dil ab bhi us se pyaar karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu...

Assalam walekum Arar ji,
kaise hain aap?

Dard aur pyar se pur is mukammal nazam ke liye ,,dilse nikli daad kabul;kijiyega.
MASHA ALLAH,
apka is baar ka andaze bayan,dil ko chhu gaya.

hamesha khush rahiyega
apna khayal rakhiye.

ALLAH HAFIZ

apki dost
HASSONI,
( HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ HASSAN
forever..
and ever and ever!
**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´


Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 26th July 2007, 12:05 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Aadab Dosto...

Bas yunhi baithe baithe kuch lafz zahen mein bhatak rahe the to likh diya... Socha yahan post karu... Ap sab ki raye ke talabgaar hun... umed hai ap sab se raaye mashwara sunne ko milega... Apki raaye ka muntazir...

Abrar...

Ijazat...

---------------------------------------------

Main aaj mohabbat ka agaaz karu...
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Akela ho chuka hun main,
Ab kabhi na aisi baat karu,
Khelti rahi jo khel kismat,
Main uske saath khela karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Zaruri nahi woh bhi chahe mujhe,
Jise hardam main chaha karu,
Kasam na khayi thi usne kabhi,
Tu kare pyaar gar main bhi karu,
Annsu aajate hai labon tak,
Haste haste unhe piya karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Bhulne ki koshish nahi karta use,
Par use yaad bhi na kiya karu,
Dil se judi hai meri woh is kadar,
Yeh baat kisi se na kaha karu,
Keh diya hum bhula chuke use,
Dil hi dil ab bhi us se pyaar karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu...
SALAM ABRAR sahab kya khoob likha hai apne dil khush ho gaya apka kalam pedkar ek line men mujhe laga kuch alfaz se aur khoobsurti aa sakti thi gour farmaye yeh meri khud ki ray hai jo galat bhi ho sakti hai ager bura lage to maafi ka hakder houn khush rahiye

Bhulne ki koshish nahi karta use,
Par use yaad bhi na kiya karu,
Dil se judi hai meri woh is kadar,
Yeh baat kisi se na kaha karu,
Keh diya hum bhula chuke use,
Dil hi dil ab bhi use yaad karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu...


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#6)
smilly
Registered User
smilly is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 30
Join Date: Jul 2007
Rep Power: 0
26th July 2007, 01:16 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Aadab Dosto...

Bas yunhi baithe baithe kuch lafz zahen mein bhatak rahe the to likh diya... Socha yahan post karu... Ap sab ki raye ke talabgaar hun... umed hai ap sab se raaye mashwara sunne ko milega... Apki raaye ka muntazir...

Abrar...

Ijazat...

---------------------------------------------

Main aaj mohabbat ka agaaz karu...
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Akela ho chuka hun main,
Ab kabhi na aisi baat karu,
Khelti rahi jo khel kismat,
Main uske saath khela karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Zaruri nahi woh bhi chahe mujhe,
Jise hardam main chaha karu,
Kasam na khayi thi usne kabhi,
Tu kare pyaar gar main bhi karu,
Annsu aajate hai labon tak,
Haste haste unhe piya karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Bhulne ki koshish nahi karta use,
Par use yaad bhi na kiya karu,
Dil se judi hai meri woh is kadar,
Yeh baat kisi se na kaha karu,
Keh diya hum bhula chuke use,
Dil hi dil ab bhi us se pyaar karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu...
bhut hi badiyaa likha hai dear......

Bhulne ki koshish nahi karta use,
Par use yaad bhi na kiya karu,
Dil se judi hai meri woh is kadar,
Yeh baat kisi se na kaha karu,
Keh diya hum bhula chuke use,
Dil hi dil ab bhi us se pyaar karu,
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
27th July 2007, 10:27 AM

Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu.... .......................bahut badiya dost

wah kya baat kahi hai aapne, pehle to aapka title dekhke hi mein khush hua ki ye behtareen rachna hogi.. aur wakehi wo hua yaha..

bahut hi dil se nikle ehsaason ko bayan kiya gaya hai is rachna mein abraar ji,

daad hazir hai aapki is rachna pe..

yuhi mehfil mein ujala karte rahiyega
aapka dost
Merul



Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Aadab Dosto...

Bas yunhi baithe baithe kuch lafz zahen mein bhatak rahe the to likh diya... Socha yahan post karu... Ap sab ki raye ke talabgaar hun... umed hai ap sab se raaye mashwara sunne ko milega... Apki raaye ka muntazir...


Abrar...

Ijazat...

---------------------------------------------

Main aaj mohabbat ka agaaz karu...
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Akela ho chuka hun main,
Ab kabhi na aisi baat karu,
Khelti rahi jo khel kismat,
Main uske saath khela karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Zaruri nahi woh bhi chahe mujhe,
Jise hardam main chaha karu,
Kasam na khayi thi usne kabhi,
Tu kare pyaar gar main bhi karu,
Annsu aajate hai labon tak,
Haste haste unhe piya karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Bhulne ki koshish nahi karta use,
Par use yaad bhi na kiya karu,
Dil se judi hai meri woh is kadar,
Yeh baat kisi se na kaha karu,
Keh diya hum bhula chuke use,
Dil hi dil ab bhi us se pyaar karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu...


!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!





Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.


Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Shukriya!!!
Old
  (#8)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Shukriya!!! - 28th July 2007, 12:47 AM

Quote:
Originally Posted by Tumhari Jaan View Post
Mohabbat ko kabhi bhulaya nahi jaata
woh hamesha se hi dil me rehti hai
mohabbat karne walon se pooch kar to dekho
Aadab.. Mohtarma...

Apko pehli baar dekha hai yahan par... Ap ka is pariwaar mein tahe dil se swagat karta hun... Aap aaye hame accha laga... Apna khayal rakhe... Yunhi saath nibhate rahe...

Apka dost abrar...

Ijazat...




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Shukriya!!!
Old
  (#9)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Shukriya!!! - 30th July 2007, 01:06 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
abrar bohat achi koshish hai ahsasaat achay lagay yunhi likhte raho khush raho
Aadab Maani Di...

kaise hain aap??? Bohot khushi hui aapko yahan dekh kar... Isi tareh saath nibhate rahe.. Aapko hamare ehsaas acche lage pad kar accha laga...

Apna khayal rakhe...

Ijazat....

Apka dost abrar...




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
31st July 2007, 06:46 PM

Zaruri nahi woh bhi chahe mujhe,
Jise hardam main chaha karu,
Kasam na khayi thi usne kabhi,
Tu kare pyaar gar main bhi karu,
Annsu aajate hai labon tak,
Haste haste unhe piya karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Bahut hi accha likha hain!

Bhulne ki koshish nahi karta use,
Par use yaad bhi na kiya karu,
Dil se judi hai meri woh is kadar,
Yeh baat kisi se na kaha karu,
Keh diya hum bhula chuke use,
Dil hi dil ab bhi us se pyaar karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu.....

very well said!!!!!!

Aap ki yeh koshish behad acchi lagi..........aise hi likhte rehna!

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
1st August 2007, 01:06 PM

Quote:
Originally Posted by munfairy View Post
Assalam walekum Arar ji,
kaise hain aap?

Dard aur pyar se pur is mukammal nazam ke liye ,,dilse nikli daad kabul;kijiyega.
MASHA ALLAH,
apka is baar ka andaze bayan,dil ko chhu gaya.

hamesha khush rahiyega
apna khayal rakhiye.
ALLAH HAFIZ

apki dost
HASSONI,
( HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ HASSAN
forever..
and ever and ever!
**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
Wa-Alaikum-As-Salam Soni Ji...

Alhamdulillah Hum acche hai aap kaise hain??? bohot khushi hui aapko yahan dekh kar... Shukriyah aapke yahan aane ke liye aur hamare chand ehsaason ko samajh kar use jaan ke liye... Ap ki di hui daad sar aankhon par... Yunhi saath nibhate rahiyega...

Apka Dost Abrar...

Ijazat...




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Shukria...
Old
  (#12)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Shukria... - 5th August 2007, 09:52 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
SALAM ABRAR sahab kya khoob likha hai apne dil khush ho gaya apka kalam pedkar ek line men mujhe laga kuch alfaz se aur khoobsurti aa sakti thi gour farmaye yeh meri khud ki ray hai jo galat bhi ho sakti hai ager bura lage to maafi ka hakder houn khush rahiye

Bhulne ki koshish nahi karta use,
Par use yaad bhi na kiya karu,
Dil se judi hai meri woh is kadar,
Yeh baat kisi se na kaha karu,
Keh diya hum bhula chuke use,
Dil hi dil ab bhi use yaad karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu...
Aadab Kashif Bhai...

Bhai aapki raaye padi... Accha laga... yeh alfaaz mere zahen se zara ghoomne nikal gaya tha jo likhte waqt yaad nahi aaya warna yeh in ashaaron ko chaar chand laga deta... Apne sahi kaha yaha Pyaar ki jagah Yaad accha lagat... chale Is ke liye Apka shukr guzaar... Ap sab ko apni raaye rakhne ke poora poora hak hai.. Agar main kuch galti karun to zarur mujhe usse pehchaan karaye... Aur agli baar apni kisi bhi raaye se ru_ba_ru karane ke liye maafi na maange... mujhe khushi hogi.... Yeh Ilteja aap sab se hai....

Apna khayal rakhe kashif Bhai...

Ijazat...

Apka bhai Abrar...




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Shukriya...
Old
  (#13)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Shukriya... - 16th August 2007, 01:17 AM

Quote:
Originally Posted by smilly View Post
bhut hi badiyaa likha hai dear......

Bhulne ki koshish nahi karta use,
Par use yaad bhi na kiya karu,
Dil se judi hai meri woh is kadar,
Yeh baat kisi se na kaha karu,
Keh diya hum bhula chuke use,
Dil hi dil ab bhi us se pyaar karu,
Aadab Smilly Ji..

Sorry main aapka naam nahi jaanta... Aapka bohot bohot shukriyah hamari koshish ko sarahne ki...

Abrar...




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
30th August 2007, 11:12 PM

Shukriyah Merul Ji and Mausam ji.... Ap dono ka bohot bohot shukriyah hamare chand likhe ehsaason ko pasand karne ke liye....

Duaon ke yaad rakhe...

Abrar...




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 31st August 2007, 08:38 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Aadab Dosto...

Bas yunhi baithe baithe kuch lafz zahen mein bhatak rahe the to likh diya... Socha yahan post karu... Ap sab ki raye ke talabgaar hun... umed hai ap sab se raaye mashwara sunne ko milega... Apki raaye ka muntazir...

Abrar...

Ijazat...

---------------------------------------------

Main aaj mohabbat ka agaaz karu...
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Akela ho chuka hun main,
Ab kabhi na aisi baat karu,
Khelti rahi jo khel kismat,
Main uske saath khela karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Zaruri nahi woh bhi chahe mujhe,
Jise hardam main chaha karu,
Kasam na khayi thi usne kabhi,
Tu kare pyaar gar main bhi karu,
Annsu aajate hai labon tak,
Haste haste unhe piya karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Bhulne ki koshish nahi karta use,
Par use yaad bhi na kiya karu,
Dil se judi hai meri woh is kadar,
Yeh baat kisi se na kaha karu,
Keh diya hum bhula chuke use,
Dil hi dil ab bhi us se pyaar karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu...



WAH........ABRAR,
wonderful feelings...........bahut hi pyari ghazal hai...........bahut hi pyare ehsaas hai.........
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#16)
EkDharkan
~~Reshma ke Dil ki~~
EkDharkan will become famous soon enough
 
EkDharkan's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: May 2007
Location: Suriname
Rep Power: 17
1st September 2007, 04:00 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Aadab Dosto...

Bas yunhi baithe baithe kuch lafz zahen mein bhatak rahe the to likh diya... Socha yahan post karu... Ap sab ki raye ke talabgaar hun... umed hai ap sab se raaye mashwara sunne ko milega... Apki raaye ka muntazir...

Abrar...

Ijazat...

---------------------------------------------

Main aaj mohabbat ka agaaz karu...
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Akela ho chuka hun main,
Ab kabhi na aisi baat karu,
Khelti rahi jo khel kismat,
Main uske saath khela karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Zaruri nahi woh bhi chahe mujhe,
Jise hardam main chaha karu,
Kasam na khayi thi usne kabhi,
Tu kare pyaar gar main bhi karu,
Annsu aajate hai labon tak,
Haste haste unhe piya karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Bhulne ki koshish nahi karta use,
Par use yaad bhi na kiya karu,
Dil se judi hai meri woh is kadar,
Yeh baat kisi se na kaha karu,
Keh diya hum bhula chuke use,
Dil hi dil ab bhi us se pyaar karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu...
Bahut khoob mere dost!


Dunya ke sitam ka koi hisaab nahi,
Lekin meri houslo ka bhi jawaab nahi...
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
22nd October 2007, 01:39 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
WAH........ABRAR,
wonderful feelings...........bahut hi pyari ghazal hai...........bahut hi pyare ehsaas hai.........

Hi lamha...

Bohot bohot shukriyah... Yunhi aate raho aur yaad rakho...

Duaon ke saath Ijazat...

Abrar....




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
22nd October 2007, 01:40 PM

Quote:
Originally Posted by EkDharkan View Post
Bahut khoob mere dost!
Shukriyah Reshma Ji...

yunhi saath dete rahe...

Abrar...




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Hiiiiiiiii
Old
  (#19)
nanhi pari
Registered User
nanhi pari is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Oct 2007
Location: banglore
Rep Power: 0
Hiiiiiiiii - 27th October 2007, 12:18 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Aadab Dosto...

Bas yunhi baithe baithe kuch lafz zahen mein bhatak rahe the to likh diya... Socha yahan post karu... Ap sab ki raye ke talabgaar hun... umed hai ap sab se raaye mashwara sunne ko milega... Apki raaye ka muntazir...

Abrar...

Ijazat...

---------------------------------------------

Main aaj mohabbat ka agaaz karu...
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Akela ho chuka hun main,
Ab kabhi na aisi baat karu,
Khelti rahi jo khel kismat,
Main uske saath khela karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Zaruri nahi woh bhi chahe mujhe,
Jise hardam main chaha karu,
Kasam na khayi thi usne kabhi,
Tu kare pyaar gar main bhi karu,
Annsu aajate hai labon tak,
Haste haste unhe piya karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu....

Bhulne ki koshish nahi karta use,
Par use yaad bhi na kiya karu,
Dil se judi hai meri woh is kadar,
Yeh baat kisi se na kaha karu,
Keh diya hum bhula chuke use,
Dil hi dil ab bhi us se pyaar karu,
Chand Alfaaz se shuruat karu,
Main aaj mohabbat ka agaaz karu...
hi arbas g mai is parivaar me nayi hun..so sabse pahle hi everybody on this site..ab maine aaj ye aapki poem padhi mujhe behad pasand aayi..

accha likha aapne..

kp smiling..

tc..
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
26th March 2008, 02:25 AM

Hi nanhi Pari Ji... Aap naye the to theek se istekbaal bhi nahi kar sake aapka... Kuch Apne hi kaamo mein uljha hua tha... Khair Apka bohot bohot shukriyah.... Aapne is nacheez ki tehreer ko tareef ke layak samjha....

duaon ki darkhawst....

Abrar...




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
main kyon tujhse payar karu|| nastik_amar Aapki Shayri 1 30th November 2010 03:33 PM
Main Un se Pyaar Kyu karu............ passionatelover Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 16th April 2006 05:37 PM
........main wafa karu....! bunty-n-babli Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 16th April 2006 01:19 PM
main kya karu meetaparekh Shayri-e-Dard 6 8th June 2005 09:51 AM
main na karu tuj par yaki.n dil_e_sikast Shayri-e-Dard 14 7th June 2004 11:20 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com