Originally posted by Prachi Mehkhane me jo logo ne hame dekha
to Diljale bhi heirat me aa gaye
logo ne pehchana na khud ko
aur dekho mujhko aazmaane aa gaye
wah wah parachi , tumne aona nam khoob rousha kar rahi ho
bahut ahcchalikha hai aapne prachi ji,maine bhi kuch likha hai padhkar dekhiye.
hamara to thikana hi mehkhana hai,
par hamne dekha nahi aapko kabhi.
diljalon ko hairat ma dal de,
cheez aisi hui na abhi aur na hogi kabhi.
har insaanjanta hai khud ko sabse behtar,
jante hain ye sabhi.
apne ko aazmane me bahut maja hai,
hamse dil laga ke dekhiye aap bhi kabhi.