Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
** phoolon ki pankhudii **
Old
  (#1)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
Post ** phoolon ki pankhudii ** - 7th September 2016, 02:01 AM



phoolon ki pankhudii se bhi naazuq janaab hain
aashiq hoon main jin ka wo bahut laajawaab hain.

shole baras rahe hain shahar bhar mein doston
kis baat pe khafaa hain ke wo be-naqaab hain.

muskaan tarastee hai thaharne ko ek pal
chehre pe sajaae hue zaalim ruwaab hain.

ehsaan , ik nazar jo khafaa ho ke bhii dekho,
maana ke ham raqeeb hain khaana kharaab hain

saaqi hai jaaneman aur uskaa ghar hai maikadaa
zulfon ke kham hain abr to aankhen sharaab hain.

kyaa shaad main tareef karoon un ke husn kii
taaron ke anjuman mein wo ek maahtaab hain.

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
7th September 2016, 11:12 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


phoolon ki pankhudii se bhi naazuq janaab hain
aashiq hoon main jin ka wo bahut laajawaab hain.

shole baras rahe hain shahar bhar mein doston
kis baat pe khafaa hain ke wo be-naqaab hain.

muskaan tarastee hai thaharne ko ek pal
chehre pe sajaae hue zaalim ruwaab hain.

ehsaan , ik nazar jo khafaa ho ke bhii dekho,
maana ke ham raqeeb hain khaana kharaab hain

saaqi hai jaaneman aur uskaa ghar hai maikadaa
zulfon ke kham hain abr to aankhen sharaab hain.

kyaa shaad main tareef karoon un ke husn kii
taaron ke anjuman mein wo ek maahtaab hain.

Shaad...

Oye hoye...subah subah itni pyari ishq me doobi ghazal padhkar dil khush ho gaya janaab.....

Har ek sher behad nazuk har lafz me muhabbat..mashaallah..aap jise chahein beshaq lajwaab hee hoga..

Yun hee muhabbat bhare naghme likhte rahein..aur hame bhi padhne ka mauqa dete rahein....

Salamat rahein....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
7th September 2016, 11:48 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Oye hoye...subah subah itni pyari ishq me doobi ghazal padhkar dil khush ho gaya janaab.....

Har ek sher behad nazuk har lafz me muhabbat..mashaallah..aap jise chahein beshaq lajwaab hee hoga..

Yun hee muhabbat bhare naghme likhte rahein..aur hame bhi padhne ka mauqa dete rahein....

Salamat rahein....
behad shukriyaa bahut nawaazish hai aapki jo aapne nacheez ko itnii izzat bakshii.........

khushi hui ye jaankar jo aapko ye kalaam pasand aaya.... aatii rahiyega

hausal afzaaii farmaane ke liye tahe dil se shukriyaa

shaad.........


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
Thumbs up 7th September 2016, 04:45 PM

vaah buhet khoob buhet achi ghzal shaad g
sab ashar buhet achey hain


Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


phoolon ki pankhudii se bhi naazuq janaab hain
aashiq hoon main jin ka wo bahut laajawaab hain.

shole baras rahe hain shahar bhar mein doston
kis baat pe khafaa hain ke wo be-naqaab hain.

muskaan tarastee hai thaharne ko ek pal
chehre pe sajaae hue zaalim ruwaab hain.

ehsaan , ik nazar jo khafaa ho ke bhii dekho,
maana ke ham raqeeb hain khaana kharaab hain

saaqi hai jaaneman aur uskaa ghar hai maikadaa
zulfon ke kham hain abr to aankhen sharaab hain.

kyaa shaad main tareef karoon un ke husn kii
taaron ke anjuman mein wo ek maahtaab hain.

Shaad...


sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
7th September 2016, 11:24 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


phoolon ki pankhudii se bhi naazuq janaab hain
aashiq hoon main jin ka wo bahut laajawaab hain.

shole baras rahe hain shahar bhar mein doston
kis baat pe khafaa hain ke wo be-naqaab hain.

muskaan tarastee hai thaharne ko ek pal
chehre pe sajaae hue zaalim ruwaab hain.

ehsaan , ik nazar jo khafaa ho ke bhii dekho,
maana ke ham raqeeb hain khaana kharaab hain

saaqi hai jaaneman aur uskaa ghar hai maikadaa
zulfon ke kham hain abr to aankhen sharaab hain.

kyaa shaad main tareef karoon un ke husn kii
taaron ke anjuman mein wo ek maahtaab hain.

Shaad...
uff allah...lag raha kisi ne pholon se raaste ko sajaaya hai is adaayegi se husn ki tareef ki khud muhabbat bhi sharma jaaaye......umdaa A class huzoor daad qubool farmayein



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
9th September 2016, 11:37 AM

Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani View Post
vaah buhet khoob buhet achi ghzal shaad g
sab ashar buhet achey hain
behad inaayat huii aapki mujh par saba saahibaa................

aatii rahiyegaa.... aapki moujoodgee se bazm roshan rahtii hai....

shaad...............


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
9th September 2016, 11:51 AM

Quote:
Originally Posted by Qasid View Post
uff allah...lag raha kisi ne pholon se raaste ko sajaaya hai is adaayegi se husn ki tareef ki khud muhabbat bhi sharma jaaaye......umdaa A class huzoor daad qubool farmayein
is andaaz se aapne nacheez ke kalaam ki pazeeraai farmaai hai qasid saahab ke khaaksaar ke sitaare jagmagaa utthe hain......

aapki muhabbat aur khuloos pe nacheez sau baar sadqe jaae... aap sadaa khush rahen salaamat rahen.... yahi is dil ki tamanna hai...

aate rahiyegaa...

Shaad..........


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
9th September 2016, 12:47 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


phoolon ki pankhudii se bhi naazuq janaab hain
aashiq hoon main jin ka wo bahut laajawaab hain.

shole baras rahe hain shahar bhar mein doston
kis baat pe khafaa hain ke wo be-naqaab hain.

muskaan tarastee hai thaharne ko ek pal
chehre pe sajaae hue zaalim ruwaab hain.

ehsaan , ik nazar jo khafaa ho ke bhii dekho,
maana ke ham raqeeb hain khaana kharaab hain

saaqi hai jaaneman aur uskaa ghar hai maikadaa
zulfon ke kham hain abr to aankhen sharaab hain.

kyaa shaad main tareef karoon un ke husn kii
taaron ke anjuman mein wo ek maahtaab hain.

Shaad...

wahhhh....kya behki behki si, joomti hue, nashe meiN dagmgati hue gazal pesh ki hai aapne aik se bad kar aik sher shamil kiye aapne, poori gazal tareef ki haqdaar hai, par aik sher jo jubaaN se fisalta ja rha hai wo hai :

saaqi hai jaaneman aur uskaa ghar hai maikadaa
zulfon ke kham hain abr to aankhen sharaab hain.



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
17th September 2016, 01:35 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
wahhhh....kya behki behki si, joomti hue, nashe meiN dagmgati hue gazal pesh ki hai aapne aik se bad kar aik sher shamil kiye aapne, poori gazal tareef ki haqdaar hai, par aik sher jo jubaaN se fisalta ja rha hai wo hai :

saaqi hai jaaneman aur uskaa ghar hai maikadaa
zulfon ke kham hain abr to aankhen sharaab hain.

aapki inaayaton ka bahut bahut shukriyaa sunita dee...
aati rahiyegaa ... aap doston ke aane se bazm me jaan hai..

shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
shakir ali 01
Registered User
shakir ali 01 has a spectacular aura aboutshakir ali 01 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 297
Join Date: Oct 2013
Rep Power: 12
16th October 2016, 07:11 AM

Sameer bhai aapne bahut hi umda aashar se nazam ko
sajaya he bahut he purasar aashar he
Bahut he khubsurat dang se sajaya he
Aapne laf?

Last edited by shakir ali 01; 16th October 2016 at 07:20 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
21st October 2016, 07:12 PM

Quote:
Originally Posted by shakir ali 01 View Post
Sameer bhai aapne bahut hi umda aashar se nazam ko
sajaya he bahut he purasar aashar he
Bahut he khubsurat dang se sajaya he
Aapne laf?
aapki inaayaton ke liye tahe dil se shukrguzaar hoon aapkaa Shakir saahab

aate rahiyegaa

Shaad.......


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
10th November 2016, 12:23 AM

Shaad Beautiful

Tumhari Rachna phuulon jaisi hay mehakti hui si.Isse ghazal ke guldaste main bahut khoobsurti se piroya hay tumne.Daad kabul karna.
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com