 |
|
|
|
|
 |
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 30
|
meree ankh bheegee hai teree ankh main panee hai -
31st January 2006, 09:59 PM
sach main ye meree khwahish thee
tumharee ankhon se girte har ansoo ko
honthon se chunta
main taron ko chandnee main piro kar
tumahree raton ke liye sapne bunta
main bar bar kahata tum se
tum meree sanson ka hissa ho
mere zindgee kee zimmedaree ho
tum main har khushee mujhe uganee hai
tum mera khet ho meree kyaree ho
ye meree khwashih to thee
par ye haq tum ne mujhe nahee diya
aur aisa nahee ke kisee ek pal ko
mujhe pyar nahee kiya
pyar to kiya par pyar ko pahare main rakh diya
tum ne apne har sapne ko anchal se dhak diya
tum mere tumahre beech ka
fsala parhtee raheen
tum pyar karane se
har pal dartee raheen
sach to ye hai
pyar mujh main bhee uga hai
tum main bhee kaheen hai
fasala to bas kagaz pe hai
ye fasala to fasala bhee nahee hai
aur ham ek kaghaz ka
fasala nibhaye jate hain
par ye bhee sach hai
tumahre ansoo meree
ankhon main paye jate hain
zindgee ke baad bhee zindgee atee hai
us zindgee main nzadeekiyan itnee bharoonga
ke har dard mang sakoon
tuamhree ek raat kee neend ke liye
hazar hazar rat jag sakoon
subah tum jano ki
mere god main sar rakh ke tum
rat bahr sotee rahee ho
subah tum jano main tumhara hee to hoon
phir kyon rat rat bahr rotee rahee ho
ye sab magar aglee zindgee kee baten hain
ane wale kal kee rate hain
aj jo bhee hai khwahish hai
kahanee hai
ham door hai ham jante hain isee liye
meree ankh bheegee hai
teree ankh main panee hai
Anil
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 246
Join Date: Dec 2005
Location: NEW DELHI
Rep Power: 0
|
Re: meree ankh bheegee hai teree ankh main panee hai -
31st January 2006, 10:10 PM
Quote:
Originally posted by masoomshayer
sach main ye meree khwahish thee
tumharee ankhon se girte har ansoo ko
honthon se chunta
main taron ko chandnee main piro kar
tumahree raton ke liye sapne bunta
main bar bar kahata tum se
tum meree sanson ka hissa ho
mere zindgee kee zimmedaree ho
tum main har khushee mujhe uganee hai
tum mera khet ho meree kyaree ho
ye meree khwashih to thee
par ye haq tum ne mujhe nahee diya
aur aisa nahee ke kisee ek pal ko
mujhe pyar nahee kiya
pyar to kiya par pyar ko pahare main rakh diya
tum ne apne har sapne ko anchal se dhak diya
tum mere tumahre beech ka
fsala parhtee raheen
tum pyar karane se
har pal dartee raheen
sach to ye hai
pyar mujh main bhee uga hai
tum main bhee kaheen hai
fasala to bas kagaz pe hai
ye fasala to fasala bhee nahee hai
aur ham ek kaghaz ka
fasala nibhaye jate hain
par ye bhee sach hai
tumahre ansoo meree
ankhon main paye jate hain
zindgee ke baad bhee zindgee atee hai
us zindgee main nzadeekiyan itnee bharoonga
ke har dard mang sakoon
tuamhree ek raat kee neend ke liye
hazar hazar rat jag sakoon
subah tum jano ki
mere god main sar rakh ke tum
rat bahr sotee rahee ho
subah tum jano main tumhara hee to hoon
phir kyon rat rat bahr rotee rahee ho
ye sab magar aglee zindgee kee baten hain
ane wale kal kee rate hain
aj jo bhee hai khwahish hai
kahanee hai
ham door hai ham jante hain isee liye
meree ankh bheegee hai
teree ankh main panee hai
Anil
|
adaab,,,,
just a beauty u hv written dear... very wel expressd... i must say u r superb..... that's it!!!!! keep writting and b in touch
take care...
saakib...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 18
|
31st January 2006, 10:23 PM
Anil ji,
bahut pyaara sa aur masoom sa likha hai, pata hai isse parh ke hothon pe halki si mushkuraahat chha gayi, ek gehra ehsaas hai iss me jo tumhare dil ki aawaz hai... bahut hi khubusurat likha hai, I must say you write really very nice. tc
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 34
|
31st January 2006, 11:18 PM
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 30
|
shukriya -
31st January 2006, 11:23 PM
tum achha likhte ho is liye jab tum kuch achha kahte ho to achha bhee lagata hai sachha bhee thanks saakib
devangi tum ko main yahan un lgon main se manata hoon jo bahut man se sabo parhtee hai achhe dil se likhtee hai aur jab khud likhe tab bhee ghazab kartee hai shukriya meree har shayree ko waqt dene ke liye
aur meena jee sab kee pyaree mena g aap ke si chehre ka manee main samjha nahee ke main achha likha hai ya bura aur kyon ke main likh to leta hoon kayee baar parh nahe epata to issimli ko bhee nahee parh nahee paya par zid nahee karoonga ke kuch type karo mujhe pata hai aap dard main hain par is ek chehre se bhee meree shayree amar ho gayee thanks again
Anil
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 20
|
Re: meree ankh bheegee hai teree ankh main panee hai -
1st February 2006, 06:30 AM
Quote:
Originally posted by masoomshayer
sach main ye meree khwahish thee
tumharee ankhon se girte har ansoo ko
honthon se chunta
main taron ko chandnee main piro kar
tumahree raton ke liye sapne bunta
main bar bar kahata tum se
tum meree sanson ka hissa ho
mere zindgee kee zimmedaree ho
tum main har khushee mujhe uganee hai
tum mera khet ho meree kyaree ho
ye meree khwashih to thee
par ye haq tum ne mujhe nahee diya
aur aisa nahee ke kisee ek pal ko
mujhe pyar nahee kiya
pyar to kiya par pyar ko pahare main rakh diya
tum ne apne har sapne ko anchal se dhak diya
tum mere tumahre beech ka
fsala parhtee raheen
tum pyar karane se
har pal dartee raheen
sach to ye hai
pyar mujh main bhee uga hai
tum main bhee kaheen hai
fasala to bas kagaz pe hai
ye fasala to fasala bhee nahee hai
aur ham ek kaghaz ka
fasala nibhaye jate hain
par ye bhee sach hai
tumahre ansoo meree
ankhon main paye jate hain
zindgee ke baad bhee zindgee atee hai
us zindgee main nzadeekiyan itnee bharoonga
ke har dard mang sakoon
tuamhree ek raat kee neend ke liye
hazar hazar rat jag sakoon
subah tum jano ki
mere god main sar rakh ke tum
rat bahr sotee rahee ho
subah tum jano main tumhara hee to hoon
phir kyon rat rat bahr rotee rahee ho
ye sab magar aglee zindgee kee baten hain
ane wale kal kee rate hain
aj jo bhee hai khwahish hai
kahanee hai
ham door hai ham jante hain isee liye
meree ankh bheegee hai
teree ankh main panee hai
Anil
|
whwwwww bhaut hi achha likha hai anil ji aapne sach mai itna dard duri ho to aankh beehgi hi hogi .
dua karti hoon ki aap ki aankhe kabhi nam na ho
aapki dost
shrdh
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 30
|
sharddha ke liye -
1st February 2006, 06:32 AM
thanks har us lafz ke liye jo tum apnee shayree ko de sakteen theen aur tum ne mujhe diya
Anil
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 16
Join Date: Sep 2001
Rep Power: 0
|
zabardast -
1st February 2006, 02:24 PM
achi shayri ki hai aap ny
aap ki apni hai ya nahin
wesy agar aap ki apni hay tu very nice
likhty rehiye ga
-----------------------
zindagi (apny sajan ki)
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 30
|
zindgee -
1st February 2006, 04:45 PM
G meree apnee shayree hai thanks for reading hope ke aap parhte rahenge
Anil
|
|
|
|
|
Humanity
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 41
|
2nd February 2006, 12:49 PM
sach main ye meree khwahish thee
tumharee ankhon se girte har ansoo ko
honthon se chunta
main taron ko chandnee main piro kar
tumahree raton ke liye sapne bunta
Waaaaaaahh....kya baat kahi hai...!
aj jo bhee hai khwahish hai
kahanee hai
ham door hai ham jante hain isee liye
meree ankh bheegee hai
teree ankh main panee hai
Beautifulll expression...!
Anil,
Aapki is kavita ko maine dil ke kaafi kareeb paaya... bahut hi khoobsurat ehasaas saadgi se byaan kiye hain... chhho gaye ehsaas mujhe....Daad kubool kijiyega... Likhte rahiye yun hi....!
Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 30
|
pulkit -
5th February 2006, 09:13 PM
thanks ki tumhe dil ke kareeb lagee meree baat bas kabhee waqt nikal pe parhte rahana achha aur sachha likhoonga wada hai
Anil
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 763
Join Date: Jan 2006
Location: Faridabad, Haryana, India
Rep Power: 18
|
5th March 2006, 08:08 PM
anil ji
najaane kyun
aapki har baat dil ko chu jaati hai
najaane kyun
aapka har kalaam kuch keh jaata hai
najaane kyun
aapse itna kuch seekhne ko milta hai
najaane kyun
najaane kyun
aise hi likhte rahiye
Yun Mile Ke Mulakaat Na Ho Saki,
Honth Kaape Magar Koi Baat Na Ho Saki,
Meri Khamosh Nigahen Har Baat Keh Gayi,
Aur Unko Shikayat Hai Ki Baat Na Ho Saki.... (nm)
*(`'·.¸(`'·.¸*¤*¸.·'´)¸.·'´)*
.....«´¨`·..ASHU...·´¨`»......
*(¸.·'´(¸.·'´*¤*`'·.¸)`'·.¸)*
------------------------------------------------
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 30
|
ashu -
5th March 2006, 09:06 PM
kabhee kabhee lagata hai likhna chor doon par aaj tumahre remark ke baad dil main ek baat ayee hai jab tak tumhe lagata hai tum seekh rahe ho mujeh se main bhee tum se kuch seekhata rahoonag aur likhoonag bhee kuch na kuch bahut bahut shukriya aaj bahut nazuk sa din tha mere liye tum ne jaise hath barha ke pakar liya us ko
Anil
mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 32
|
haaaaa -
5th March 2006, 11:41 PM
haaaa sahi baat hai
meri aankh bhige to teri aankh mai paani haiii....
Chhote ko sataaoge to paani hi milega aur sath mai pyaar free mai
good work brother
ur manu
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 30
|
thanks manu -
6th March 2006, 10:05 AM
aaj ek vichar kiya hai kitnee hee kahfgee ho tum mere sath rahoge bhayee kee tarah nahee abs dil ke ek hisse kee tarah kal bahut dant diya tha tumhe
Anil
mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 24
|
6th March 2006, 10:23 AM
anil mere bhai
apne jazbaat ko bohat saleeque aur qareene se bayaan kiyaa hai aap ne.
meri bharpoor daad qabool karein.
musharrafhusain
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 30
|
mere dost -
6th March 2006, 10:36 AM
musharraf g aap ka to meree nazm pe ana hee bahut bara lagata hai mujeh us ke baad kuch likh dete hain to woh eenam hota hai mera aap ne keemat bhee dee eenam bhee diya nam bhee diya main khush hoon thanks
Anil
mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
|
|
|
|
|
haatho se haath milte rah
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
|
Re: meree ankh bheegee hai teree ankh main panee hai -
6th March 2006, 10:41 AM
Quote:
Originally posted by masoomshayer
sach main ye meree khwahish thee
tumharee ankhon se girte har ansoo ko
honthon se chunta
main taron ko chandnee main piro kar
tumahree raton ke liye sapne bunta
main bar bar kahata tum se
tum meree sanson ka hissa ho
mere zindgee kee zimmedaree ho
tum main har khushee mujhe uganee hai
tum mera khet ho meree kyaree ho
ye meree khwashih to thee
par ye haq tum ne mujhe nahee diya
aur aisa nahee ke kisee ek pal ko
mujhe pyar nahee kiya
pyar to kiya par pyar ko pahare main rakh diya
tum ne apne har sapne ko anchal se dhak diya
tum mere tumahre beech ka
fsala parhtee raheen
tum pyar karane se
har pal dartee raheen
sach to ye hai
pyar mujh main bhee uga hai
tum main bhee kaheen hai
fasala to bas kagaz pe hai
ye fasala to fasala bhee nahee hai
aur ham ek kaghaz ka
fasala nibhaye jate hain
par ye bhee sach hai
tumahre ansoo meree
ankhon main paye jate hain
zindgee ke baad bhee zindgee atee hai
us zindgee main nzadeekiyan itnee bharoonga
ke har dard mang sakoon
tuamhree ek raat kee neend ke liye
hazar hazar rat jag sakoon
subah tum jano ki
mere god main sar rakh ke tum
rat bahr sotee rahee ho
subah tum jano main tumhara hee to hoon
phir kyon rat rat bahr rotee rahee ho
ye sab magar aglee zindgee kee baten hain
ane wale kal kee rate hain
aj jo bhee hai khwahish hai
kahanee hai
ham door hai ham jante hain isee liye
meree ankh bheegee hai
teree ankh main panee hai
Anil
|
bahut hi sundar ab to mujhe brahm lag gaya hai tumhari kavitao ka
meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 30
|
explain -
6th March 2006, 12:01 PM
brahm lag gaya hai tumhari kavitao ka mehul ye kya hai?
par thanks parhne ke liye
Anil
mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 459
Join Date: Oct 2005
Rep Power: 18
|
6th March 2006, 02:10 PM
dear anil ji,
there r times wen u just want to keep silent n just read again n again. dil ko chu gaya aapka yeh kalam. well wont pin point any one or two lines. its complete in itself. bahut khoob. meri daad kabool kijiye aur yu hi likhte rahiye. each n every word is beautifully penned down in a efficient way. take care n may god bless u with his finnest glitters. gr8 work,
with love
jasleen
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 30
|
thanks -
6th March 2006, 05:49 PM
meree shayree tak ane ke liye bahut bahut shukriya aur use pasand karane ke liye dhanyawad
Anil
mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Hybrid Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2023, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |