Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Yeh dil iss qadar beqaraar rehta hai
Old
  (#1)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
Yeh dil iss qadar beqaraar rehta hai - 13th December 2014, 12:35 AM

Yeh dil iss qadar beqaraar rehta hai
Ke har lamha tera intezaar rehta hai

Kahe tu jo qaafir mujhe hairat na hogi
Ke bandagi mein bhi zikr-e-yaar rehta hai

Nahi laazami ke barbaad karein dushman
dostoN ka bhi kuchh kirdaar rehta hai

Hai saya sa yeh kaun meri hasti ke saath
Jo maujood lail-o-nihaar rehta hai

Kuchh mashq aur kar looN phir khaane ki fareb
Ke khauf-e-nakaami baar baar rehta hai

Kya poochhte ho aaj 'Aashna' ka haal
Jo sabki nazroN mein gunehgar rehta hai



"lail-o-nihaar= shab-o-roz/night and day"


SAGAR AASHNA


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota

Last edited by sunita thakur; 19th December 2014 at 09:52 AM.. Reason: on users request
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
13th December 2014, 01:20 AM

Wah bhai kyaa baat hai bhut hii umdah khyaal...lafaz khud apna haal byaa.n karte huye..behadd sanjeeda gazal..daad kabool kijiyega...Raj..


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#3)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
13th December 2014, 07:28 AM

Bohot acche Sagar ji.
Bohot umda gazal.....
Khush rahen.....likhte rahe

Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
13th December 2014, 10:58 AM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
Wah bhai kyaa baat hai bhut hii umdah khyaal...lafaz khud apna haal byaa.n karte huye..behadd sanjeeda gazal..daad kabool kijiyega...Raj..

Satsriakaal Rajveer ji.
bohot bohot shukriya hausla afzayi keliye.
Aapko meri yeh koshish pasand aayi, mere liye masarrat ki baat hai.

Aapka khair khwah

SAGAR AASHNA


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
13th December 2014, 11:06 AM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Bohot acche Sagar ji.
Bohot umda gazal.....
Khush rahen.....likhte rahe

Aapka apna
Bhushan


Bhushan ji, Namaskar !
Tah-e-dil se shukriya. DuaaoN ke saath,

Aapka khair khwah

SAGAR AASHNA


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
13th December 2014, 11:45 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Yeh dil iss qadar beqaraar rehta hai
Ke har lamha tera intezaar rehta hai

Kahe tu jo qaafir mujhe hairat na hogi
Ke bandagi mein bhi zikr-e-yaar rehta hai

Nahi laazami ke barbaad karein dushman
Dosti ka bhi kuchh kirdaar rehta hai

Hai saya sa yeh kaun meri hasti ke saath
Jo maujood lail-o-nihaar rehta hai

Kuchh mashq aur kar looN phir khaane ki fareb
Ke khauf-e-nakaami baar baar rehta hai

Kya poochhte ho aaj 'Aashna' ka haal
Jo sabki nazroN mein gunehgar rehta hai


SAGAR AASHNA
Sagar ji,

Har bar sochta hoon ki aapko padh kar kuch aur jaan paaya hoon aur har nayi ghazal/nazm ke saath aap mera yeh khayaal khwaabida kar dete hai..

aapki soch, aapki qalam aur aisi hi har ghazal ko salaam

Yunhi zor e qalam barqaraar rakhiYee



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
14th December 2014, 12:17 AM

Mast saahab,

khaksaar ko Itne gaur se parhne ka tah-e-dil se shukriya.. abhi toh mujhe kuchh nahi aata, aap jaise azeem sho'ra se bohot kuchh seekhna hai, aur seekhne ko mil bhi bohot raha hai.
waise main isko edit karwana chahta hooN. Aapse request hai k help karein. Haalanke mujhe beh'r ka ilm abhi nahi hai, par kuchh common sense se lagta hai k tarmeem ki zarurat hai.
3rd sheyr mein:
Dosti' ki jagah 'dostoN' lafz likhna chahunga.

maqte mein "kya poochhte ho aaj TUM Aashna ka haal" zyada rythm mein hoga. so "tum " add karna hai.

DuaaoN mein yaad rakhna aur hausla afzayi karte rahiyega.

regards
Sagar Aashna


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
14th December 2014, 12:30 AM

Wah Sagar bhai Wah ..Dil se daad is ghazal pe aapko.
bahut hi dil ko.chu.gayee aapki.ye ghazal..

Sankay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
14th December 2014, 12:53 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Wah Sagar bhai Wah ..Dil se daad is ghazal pe aapko.
bahut hi dil ko.chu.gayee aapki.ye ghazal..

Sankay Sehgal

Nawazish keliye bohot bohot shukriya Sehgal saahab.
Yunhi saath banaye rahiyega.

aapka khair khwah

Sagar Aashna


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
14th December 2014, 10:25 AM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Yeh dil iss qadar beqaraar rehta hai
Ke har lamha tera intezaar rehta hai

Kahe tu jo qaafir mujhe hairat na hogi
Ke bandagi mein bhi zikr-e-yaar rehta hai

Nahi laazami ke barbaad karein dushman
Dosti ka bhi kuchh kirdaar rehta hai

Hai saya sa yeh kaun meri hasti ke saath
Jo maujood lail-o-nihaar rehta hai

Kuchh mashq aur kar looN phir khaane ki fareb
Ke khauf-e-nakaami baar baar rehta hai

Kya poochhte ho aaj 'Aashna' ka haal
Jo sabki nazroN mein gunehgar rehta hai


SAGAR AASHNA


sagar sahab tak nacheez ka salaam pahoche.....

ek baar fir aapne apne hunar ko saabit kar diyaa bahot khoob peshkash...

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
14th December 2014, 07:46 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
sagar sahab tak nacheez ka salaam pahoche.....

ek baar fir aapne apne hunar ko saabit kar diyaa bahot khoob peshkash...

Shaad....


Shaad saahab, adaab !
Jenab aapki daad milti hai toh hausla baRhta hai,
warna maiN khud ko iss qabil nahi samajhta.
Kyunki abhi bohot saari technicalities hain jin par kaam karne ki zarurat hai.
Aap jaise azeem sho'ra hazraat jab daad dete hain toh yaqeenan asar hota hai.
Bohot bohot shukriya jenab.
I'm humbled.

Aur oopar maine ek request ki hai, edit karne keliye.
Agar mods help karenge edit kar ke toh thoda better ho sakta hai..

Regards
Sagar Aashna


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
21st December 2014, 01:38 PM

Sunita di, namaskar..

Bohot bohot shukriya edit karne keliye.


Regards


(Jagdish Singh)
SAGAR AASHNA


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
30th December 2014, 03:37 PM

wah ek behtareen ghazal hui hai
Mubarak ho
duaon ke saath.
Mujeeb Parwaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
6th January 2015, 09:37 AM

Mujeeb bhai, adaab !
meri koshish aapko pasand aayi, yeh meri khush naseebi hai.
main aapka mamnoon hooN ke aapne apni besh qeemti raaye se mujhe nawaza. Yunhi hausla baRhate rahiyega.

aapka khair khwah
Sagar Aashna


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
6th January 2015, 10:32 AM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Shaad saahab, adaab !
Jenab aapki daad milti hai toh hausla baRhta hai,
warna maiN khud ko iss qabil nahi samajhta.
Kyunki abhi bohot saari technicalities hain jin par kaam karne ki zarurat hai.
Aap jaise azeem sho'ra hazraat jab daad dete hain toh yaqeenan asar hota hai.
Bohot bohot shukriya jenab.
I'm humbled.

Aur oopar maine ek request ki hai, edit karne keliye.
Agar mods help karenge edit kar ke toh thoda better ho sakta hai..

Regards
Sagar Aashna

saagar saahab..... behad maazrat chaahungaa jo aapke huqm ki nazarandaazii ho gayee mujhse....
darasal kaam ki maruufuiyat se saare khaton ka jawaab padh na sakaa main aur aapkee is iltijaa ko na dekh sakne ki bhool ho gayee mujhse... baharhaal abhi jo nazar gayee to wo kaam sunitaa dee ne mukammal kar diyaa hai... main behad shukrguzaar hoon unka......

aapne waaqaii bahot acchaa likhaa hai... aapki kalam me dhaar bahot hai.... bas ise chalaate rahen dhaar aur bhi paini hotii rahegiii...

shukriyaa

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
6th January 2015, 11:10 AM

Nahi laazami ke barbaad karein dushman
dostoN ka bhi kuchh kirdaar rehta hai
Bahut khoob ashna ji......
khush rahein....
likhte rahein....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
10th January 2015, 04:06 AM

Shaad saahab,
ek baar phir se bohot bohot shukriya aapka.

Aapki shaan mein zehen mein kuchh yuN aaya hai :

'Teri rehbari na hoti toh bhatak gaye hote,
Humko toh sahil pe bhanwar nazar aate hain. '

Yunhi saath banaye rakhiyega,
Du'aa goh

Sagar Aashna


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
10th January 2015, 04:15 AM

Madhu ji,

Dil ki gehrayioN se shukriya.

Yehi sheyr mujhe khud bhi pasand hai.

Aapko meri koshish qaabil-e-daad lagi, uskeliye mashkoor hooN.

Regards
Sagar Aashna


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
10th January 2015, 04:24 AM

Aur,

ek special THANKS, uss namaloom qadardaan keliye jinhoN ne meri iss koshish keliye apna naam likhe bina reps add kiye hain.

DuaoN ke saath,

Sagar Aashna


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
20th January 2015, 10:08 PM

sagar jee....kya khoob ghazal hui hai.......bahut hee sundar ehsaas......very nice....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Shukriya
Old
  (#21)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
Shukriya - 30th January 2015, 08:58 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
sagar jee....kya khoob ghazal hui hai.......bahut hee sundar ehsaas......very nice....

Aru saahab, namaste !
Nawazish, karam, shukriya, mehrbaani..
Aapko ehsaas pasand aaye yeh mere liye baais-e-masarrat hai.
Hausla afzayi karte rahiyegaa.

Khair andesh


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com