Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kissi bahaar to yuu.n bhi ho
Old
  (#1)
pankaj neer
Registered User
pankaj neer is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 21
Join Date: Jun 2006
Location: meerut(india)
Rep Power: 0
Kissi bahaar to yuu.n bhi ho - 9th September 2006, 01:34 PM

kissi bahaar to yuu.n bhi ho,teri qurbat mujhe naseeb ho
bahaar mei.n phir bahaar ho,tum agar qareeb ho

bas dard dikhna chahiye,mai.n maanind-e-dawa ghul jaaunga
mai.n sochta nahee.n hoo.n phir rafeeq ho ya raqeeb ho

yahaa.n daulat-e-khuluus se mehroom hai.n sabhi
yahaa.n sab ke sab ghareeb hai.n ,koi ameer ho ya ghareeb ho

dardmand to sab hai.n magar humdard yahaa.n koi nahee.n
dard baantne ki kaash yahaa.n koi to tehzeeb ho

fikr-o-malaal ke khaar hai.n,zehan mai.n koi gul nahee.n
ummeedo.n ke chiraag ho.n,khushiyo.n ki koi tarqeeb ho

pankaj neer
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
9th September 2006, 09:24 PM

yahaa.n daulat-e-khuluus se mehroom hai.n sabhi
yahaa.n sab ke sab ghareeb hai.n ,koi ameer ho ya ghareeb ho

dardmand to sab hai.n magar humdard yahaa.n koi nahee.n
dard baantne ki kaash yahaa.n koi to tehzeeb ho

pankaj ji,
waah waah bas waah.kya kehne aapke.acha hue jo bhule se hi sahio aaj mai yeh forum surf karne bethi,warna itna khoobsurat kalaam kabhi na padh paati.bahut acha likha aapne.haqeekat se bharpoor.yeh do Ashaar bahut pasand aaye.likhte rahiye.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#3)
pankaj neer
Registered User
pankaj neer is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 21
Join Date: Jun 2006
Location: meerut(india)
Rep Power: 0
11th September 2006, 10:21 AM

Quote:
Originally posted by akelijaan
yahaa.n daulat-e-khuluus se mehroom hai.n sabhi
yahaa.n sab ke sab ghareeb hai.n ,koi ameer ho ya ghareeb ho

dardmand to sab hai.n magar humdard yahaa.n koi nahee.n
dard baantne ki kaash yahaa.n koi to tehzeeb ho

pankaj ji,
waah waah bas waah.kya kehne aapke.acha hue jo bhule se hi sahio aaj mai yeh forum surf karne bethi,warna itna khoobsurat kalaam kabhi na padh paati.bahut acha likha aapne.haqeekat se bharpoor.yeh do Ashaar bahut pasand aaye.likhte rahiye.
Kalaam pasand karne ka bohat shukriya..........Akelijaan ji.
Aap jaise dost hausla baRhte rahenge to likhne ki wajahen aur pukhta hongi.

shukriya
pankaj neer
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
11th September 2006, 11:43 AM

hi panakaj


bahot achhi peshkas hai aaapki

bas yuhi aaplikhte rahiyega ,mujhe ye pasasnd aayi

aapka dost
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
pankaj neer
Registered User
pankaj neer is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 21
Join Date: Jun 2006
Location: meerut(india)
Rep Power: 0
11th September 2006, 11:49 AM

Quote:
Originally posted by dhavalrami4you
hi panakaj


bahot achhi peshkas hai aaapki

bas yuhi aaplikhte rahiyega ,mujhe ye pasasnd aayi

aapka dost
dhaval
Ghazal pasand karne ka bohat shukriya Dhaval ji.
Aap hausla afzaaii karte rahenge to hum bhi yuun hi likhte rahenge.
shukriya
pankaj neer
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
moon
Guest
 
Posts: n/a
14th September 2006, 08:55 PM

wah kia kahoon bilkul sach bayaan ker dia aap ne buhut aala likha hai aesay hi likhtay raho
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
pankaj neer
Registered User
pankaj neer is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 21
Join Date: Jun 2006
Location: meerut(india)
Rep Power: 0
15th September 2006, 11:53 AM

Quote:
Originally posted by moon
wah kia kahoon bilkul sach bayaan ker dia aap ne buhut aala likha hai aesay hi likhtay raho
Moon sahab..................Adaab.
Bohat bohat shukriya ghazal pasand karne ke liye.

aapka dost
pankaj neer
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
moon
Guest
 
Posts: n/a
15th September 2006, 06:26 PM

main sahab nahi sahiba hoon plz moon se ghalat samjhay hain app
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
pankaj neer
Registered User
pankaj neer is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 21
Join Date: Jun 2006
Location: meerut(india)
Rep Power: 0
18th September 2006, 10:16 AM

Quote:
Originally posted by moon
main sahab nahi sahiba hoon plz moon se ghalat samjhay hain app
Muaaf kijiyega.............................moon saahiba.
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
kissi din....... aadi Anjuman-e-Shayri 1 17th April 2006 12:56 PM
kissi ne dekh liya hai kissi ko haste hue aadi Anjuman-e-Shayri 2 21st January 2006 07:11 PM
Kissi din... Ajay Kedia Shayri-e-Dard 2 18th July 2004 02:42 PM
abh to kissi ki zakhmee Shayri-e-Dard 0 5th June 2003 04:04 AM
Hum Nahi Cheen Tai Kissi Ko Kissi Se Pyaarisigudiya Aapki Shayri 0 26th April 2003 09:25 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com