Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Hua Kaisa Nasha...''Ek Khayal''Ghazal
Old
  (#1)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
Hua Kaisa Nasha...''Ek Khayal''Ghazal - 6th April 2004, 08:23 PM

Adaab Tasleem Farmaiye...Bahut Mahino Baad Phir Ghazal Pesh Karneki Ghustaki Chahte Hain Ap Sab Aur Ek Ki Raye Ka Teh-e-Dil Se Intizar Rahega...Shurkiya...Kudha Hafiz...


MAHEK UTHE SAMA....TERE CHALNE SE PHELE..
DE MOTIYAA KUSHBO JAISE..KHILNE SE PHELE

DEEDAR-E-KASHISH KUCH AAISA HUAA DIL PE
THAM GAYIN SANSIEN..KUCH KEHNE SE PHELE

BE PARDA TERA HUSN-E-CHEHRAA AISA LAGE
NIKLE JAISE CHAND.DIN.... DHALNE SE PHELE

YEH BAANA-O-SINGHAR TUJPE ZAIB KIAA DETA
WAISE HI MARE HUM.....TERE SAJNE SE PHELE

BALKHAYE TERI KAMARIYA KUCH IS TARAHAA
LEHRAYE JAISE DIYAA.........BHUJNE SE PHELE

URA GAYIN HOSH ANKHIEN YEH TERI ''PAYAL''
HUA KAISA NASHA....MAI CHAKNE SE PHELE..


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
salam o walikum
Old
  (#2)
shahid 4 u
Registered User
shahid 4 u is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Feb 2004
Rep Power: 0
salam o walikum - 6th April 2004, 09:08 PM

wah wah wah

kia likha hai janab bahut acha laga likhte rahega

kudha hafiz

shahid


Ganda Larka...
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#3)
samreen143
Registered User
samreen143 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 26
Join Date: Feb 2004
Location: n/a
Rep Power: 0
hi - 7th April 2004, 12:57 AM

hi salman ji how r u...........

hamesha apko yahan dekhti thi apka naam bhi kuch logon se suna tha lekin aj jaab apko parha tu mehsoos hua ke waqayi ap tareef ke kabil hain salman ji bahut acha likha hai apne ab humain apki ghazlon ka wait rahega bye bye
  Send a message via Yahoo to samreen143 Send a message via AIM to samreen143  
Reply With Quote
Adaab Payal
Old
  (#4)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
Adaab Payal - 7th April 2004, 01:31 PM

salam payal ji kaisi hain aap....apki tareef ke hum teh-e-dil se shukar guzaar hain payal ji muqabla unke huta hai jo muqabla karna chahiien aur hum kissi se muqabla karna nahi chahte lolz waise payal ji apka kuaish inshallah agey bhi pori karte raheinge inshallah apke pas words ajayeinge agar dil se parhein tu hahaha acha payal ji ab apse ijazat chahinge ek dafa phir apka bahut bahut shukriya ....apna khayal rakhiyega ...Shukriya..Kudha hafiz...


EK ANJAAN SA SHAKS...
SALMAN SHAIKH...


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
salam
Old
  (#5)
sabeen
Registered User
sabeen is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Mar 2004
Rep Power: 0
salam - 7th April 2004, 05:07 PM

salam salamn sahab kaise hain app bahut din baad is side per ayi exams main buzy thi apki ghazal per nazar pari salman sahab app ki ghazals mainwoh baat hai jo kisi main nahi hai waki dil ko chu si jati hai apki ghazal plz bhabhi ji ko salam dijiye ga or isi tarhan likhte rahiye ga i really like it khayal rakhiye ga apna balke apne se zyada bhabhi ji ka ok na khudahafiz
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
7th April 2004, 05:44 PM

Wah Salman Bhai!!

Ik khwaish si thi dil mein koi pur asar ghazal padne ki,woh aapne poori karr di..aur jis tarah aapne is Ghazal mein apne pyaar ki khoobsoorti ko bayaan kiya,mashallah,dil khush ho gaya bhai..

Shukriya ye ashaar pesh karne ke liye,

Varinder


kyon zindagi ki raah mein akele chalta hai dost
chal waha chal jahan tere jaise aur bhi hai...
   
Reply With Quote
Adaab Shahid Sahab...
Old
  (#7)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
Adaab Shahid Sahab... - 7th April 2004, 06:09 PM

Salam Muhtrhaam Shahid Sahab....Janab apki is tareef ke hum teh-e-dil se shukaar guzaar hain....Inshallah agey bhi apse yehi tawaqu hai ...shukriya...Kudha Hafiz...



EK ANJAAN SA SHAKS...
SALMAN SHAIKH...


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
Adaab Kabool Kijiye
Old
  (#8)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
Adaab Kabool Kijiye - 8th April 2004, 02:13 PM

Salam Muhtrhaam Samreen Sahiba....apka bahut bahut shukriya jo apne is nacheez ki ghazal ko pasand farmaya aur chand lafzon se saraya hum apke teh-e-dil se shukaar guzaar hain inshallah agey bhi aise kuch kalaam apke nazr-e-haya main tajweez kareinge inshallah...Shukriya....Kudha hafiz...


EK ANJAN SA SHAKS...
SALMAN SHAIKH...


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
Adaab Kabool Kijiye Sabeen JI...
Old
  (#9)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
Adaab Kabool Kijiye Sabeen JI... - 8th April 2004, 02:18 PM

Salam Muhtrhaam Sabeen Sahiba....Apne hamari ghazal ko pasand faramaya aur uski tareef main chand lafzon ke liye hum apke teh-e-dil se shukaar guzaar hain inshallah hamari koshish ishi tarahan barkarar rahegi agar ap ishi tarahan hamari tareef karti rahein inshallah ab apse ijazat ke talaab gaar hain inshallah jaldi nahi ghazal pesh kareinge....shukriya....Kudha Hafiz...


EK ANJAAN SA SHAKS...
SALMAN SHAIKH...


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
Adaab Kabool Farmaiye Varinder Sahab...
Old
  (#10)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
Adaab Kabool Farmaiye Varinder Sahab... - 8th April 2004, 02:23 PM

Salam Muhtrhaam Veeru Sahab...janab apka bahut bahut shukriya jo apne hamari ghazal ko pasand farmaya aur uski tareef ki janab hum apka teh-e-dil se shukaar guzaar hain janab veeru sahab hamari koshish inshallah asii hi rahegi agar ap reply karte rahe tu janab waise tu mohabaat ankhon se bayan hoti hai...paar hum lafzon se karte hain joking... ab ijazat chahienge...Shukriya janab....Kudha hafiz...

EK ANJAAN SA SHAKS...
SALMAN SHAIKH...


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Kiran Nisar
Registered User
Kiran Nisar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 76
Join Date: Mar 2004
Rep Power: 21
8th April 2004, 10:00 PM

salam salman bhai..
kasay hai app.. umeed kerti hu app kariyat say ho gay..
phali baar app ki ghazal per rahi hu really bohat accha likha hai app nai..dil ko chu gayee hai app ki ya ghazall.
Execllent..
appna khayal rakhee ga..Allah Hafiz


kiran
  Send a message via Yahoo to Kiran Nisar Send a message via AIM to Kiran Nisar  
Reply With Quote
Old
  (#12)
bela sagar
*
bela sagar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 501
Join Date: Feb 2004
Rep Power: 21
9th April 2004, 01:33 AM

asalam-u-alekum.....

salman bhai.....

welllllll apka naam dekh kar hi mujhko andaza hogaya tha ke koi wonderful si poem hogi.....
n really i got that.
beautiful feelings ....
beautiful words.....

hmm keep writting bhai....
n take care..........bye


*..... B e L a !!!!
   
Reply With Quote
salam
Old
  (#13)
masoom pari
Registered User
masoom pari is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Mar 2004
Rep Power: 0
salam - 9th April 2004, 01:44 AM

salam salman sahab kaise hain appp bahut hi khubsurat andaz main apne is ghazal ko saraya hai nihaya nihayat nihayat hi tareef k kabil hai really no doubt is ka her 1 lafz apke liye tareef k kabil hai really salman sahab maine yahan sab ki ghazals perhi lekin kisi per reply kerne ko dil nahi chaha lekin apki ghazal per jhat se post reply per click hogaya really tahe dil se tareef kabool kijiye ga ab ijazat disjiye is apne pan k sath k duaon main yaad rakhenge or aisi ghazal likhte rahenge or bhabhi ji ko salam dijiye ga hamara acha ab khudahafiz
   
Reply With Quote
Adaab Kabool Kijiye...
Old
  (#14)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
Adaab Kabool Kijiye... - 9th April 2004, 01:48 AM

Salam Muhtrhama Kiran Sister...Apka bahut bahut shukriya jo apne is nacheez ki ghazal ko pasand faramaya bahan aur usko tareeef ke alfazon se saraya hum apke bahut shukar guzaar hain inshallah agey bhi apse yehi umeed rahegi....Shukriya...Kudha Hafiz...


EK ANJAAN SA SHAKS...
SALMAN SHAIKH...


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
Adaab Kabool Kijiye...
Old
  (#15)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
Adaab Kabool Kijiye... - 9th April 2004, 01:50 AM

Salam Muhtrhaam Bela Bahan...Kaisi hain aap...apka shukriya jo apne hamari ghazal ko pasand faramaya sister aur usko lafzon se saraya...bahut bahut shukriya bus aap hamare bahi saim ko kush rakha kijiye.....ab ijazat chahinge...Shukriya...Kudha Hafiz...


EK ANJAAN SA SHAKS...
SALMAN SHAIKH...


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
Adaab Kabool Kijiye...
Old
  (#16)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
Adaab Kabool Kijiye... - 9th April 2004, 01:55 AM

Salam Muhtrhaam Pari Bahan...apka bahut bahut shukriya jo apne hamari ghazal ko pasand farmaya aur use tareef ke lafzon se saraya hum apke bahut shukar guzar hain bahan ab yeh tu apni ankhon ki baat hai kisko kia pasand ata hai hum itne tareef ke kabil nahi bahan jitni apne ki hum tu bus apki bhabbi ko moahbat main likhte unke chehra hi ghazal hai jisko dekhte hi kalam chalne lagta hai.....inshallah agey bhi apko aise ghazlon se kush rakhenge...Shukriya...Kudha Hafiz...


EK ANJAAN SA SHAKS...
SALMAN SHAIKH...


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
salam
Old
  (#17)
sabeen
Registered User
sabeen is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Mar 2004
Rep Power: 0
salam - 9th April 2004, 01:57 AM

salam salman sahab arey shukrya to humain apka kerna chahiye k apne humain reply kerk apna barak pan rakha werna aise bare shayer to hum chote mote logon ko mun hi nahi lagate heheh waise shukrya salman sahab humain apki ane wali agli ghazal ka intezar rahega or main jab jab yeh side open kerti hoon apki yeh ghazal zaror perthi hoon is ka her sher baar baar perhne ko dil kerta hai really 1 baar dubara tareef kabool kijiye ga ab chalti hoon khudahafiz
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
bela sagar
*
bela sagar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 501
Join Date: Feb 2004
Rep Power: 21
9th April 2004, 04:30 PM

salam.........salman bhai....

hmm again hazir hoon....
apka reply parha tu socha apko thanks kehdoon but haan ............ aik baat aur ke saim sahab tu already khush hain na.........agar naheen hain tu app mujhey bataeen na.........but u know salman bhai unko khush rakhna buhat mushkil kam hai hhahahha .....
u know woh khush hote hain snoker khel kar...
cricket khel kar....
aur cricket dekh kar....hhahaha
tu ye sab tu main naheen karsakti.........na
hmm but app ka itna kehne ke liyee thanks.........i know u love him...
main apni poori koshish karongi ke unko hi kia kisi ko bhi mere waja se koi takleef na ho..........hmm but bhai unko bhi zara hmm kehdigiyeega............okna
wellllll take care........aur haan app hamaree pg ka khayal rakhiyeega.......bye bhai


*..... B e L a !!!!
   
Reply With Quote
Adaab Kabool Kijiye ....
Old
  (#19)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
Adaab Kabool Kijiye .... - 9th April 2004, 08:12 PM

Salam Sabeen Bahan.....Apka shukriya ada karta chalun jo ap is ghazal ko baar baar parhti hain .....shukriya......lekin bahan koi chuta bara nahi hota sab ek barabar hotey hain duniya ki nazar main na sahi magar Allah ki nazar main sab ushi ke bande hain plz agar bahi manti hain tu aainda yeh baat nahi kahiyega aur barapan hamara nahi ap sabka hai jo ap hamari ghazal pe reply karte hain jiske liye hum apke bahut shukaar guzaar hain ab apse ijazat chahinge ....Shukriya....Kudha Hafiz...



EK ANJAAN SA SHAKS...
SALMAN SHAIKH....


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
Adaab Kabool Kijiye...
Old
  (#20)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
Adaab Kabool Kijiye... - 9th April 2004, 08:18 PM

Salam Bela Bahan Kaisi hain aap.....arey sister thanx kehke sharminda na kijiye....aur haan ji saim bahut kush hain lekin kabhi kabhi hum dekhte hain ke unka mood off hota hai isliye kaha ke jo cheez saim ko pasand hai wohi kijjiye isse saim kush hunge saim cricicet se nahi snooker se nahi meri company se kush hotey hain waja yeh ke hum ek dosre ke matlab ki baat karte hain aur kabhi bhi ek dosre ki baat ko serious nahi lete yehi waja hai mashallah se aj 23 years main hamari kabhi larayi nahi hui....aur sister ji apko saim ka hi nahi sab ka dil jitna hai hamari p kehtin hain ke love marrige main ghar wale against main hotey hain lekin dil jeetna parega unko manana parega agar ap main yeh quality hogi sis tu inshallah ap life main kush raheinge aur hamari duyaien tu hain hi apke sath....aur p ka tu hum kudh se zada khayal rakhte hain ......ap apni pg ke liye befikaar hu jayein....ab apse ijazat chahinge koi baat buri lagi ho tu sis iam sorry....takecare...Shukriya....Kudha Hafiz...


EK ANJAAN SA SHAKS...
SALMAN SHAIKH...


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
Old
  (#21)
bela sagar
*
bela sagar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 501
Join Date: Feb 2004
Rep Power: 21
9th April 2004, 09:03 PM

asalam-u-alekum...
hmm again i m here but i just wanted to say 1 thing.....

apki ya kisi ki bhi koi baat mujhey bure naheen lagti .......... GOD ne dil hi asa diya hai...ok na tu "no sorry" haan aik ki baat kabhi kabhi buree lagti hai (yaad aya) tu unko mujhey manana bhi ata hai............hhahaahaha

any waysss leave , bus bhai dont say sorry again.
ok
aur app dono aik sath tu "yes" i like to see it.........hamesha apdono ki friendship aur love asa hi rahee....(ameen)
aur bhai jahan tak dil jeetne ki baat hai tu bas main itna jante hoon ke main wohi karongi jis se sab ke cheroon par muskurahat rahe sab ka dil khush rahee basssssss kiyonke main abhi bhi bas yehi karte hoon sab ke sath n i think saim isse khush rahenge aur raheen tu it is well n good dosaroon ki khushi hi asal khushi hoti hai....
well ALLAH unheen khush rakhee...
hmm take care bhai.
n bye.


*..... B e L a !!!!
   
Reply With Quote
awwwwwwwww
Old
  (#22)
farhan shaikh
Registered User
farhan shaikh is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 121
Join Date: May 2002
Location: Pakistan,Karachi
Rep Power: 22
Thumbs up awwwwwwwww - 10th April 2004, 02:18 AM

Salam o walikum. + Walikumasalam.
and Salman bhai pas it plz.
well sorry late hogaya u know i dont have enough time mager appney bhut accha likha hai reallyy tha way u write supeb.
salman bhai app ka style likhney ka to sab sey alag hai really appney itney dino bad likha hum ko bhut khushi hui.
keep it up
hope issi tarah likhtey rehngey.
apna khayal rakheyga aur ghar mein sab ko salam deyga.
aur apney chotey bhai ka khayal rakha karain. warnaaa...
keep save
Allah hafiz
SunnY
bey

waisey ek baat kahoo salman bahi kuch muje ko bhi seegahdein likha plz? kab sekheynegy do tell me ok
Allah hafiz
bye


farhan-e-shajar
   
Reply With Quote
Adaab Kabool Kijiye...
Old
  (#23)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
Adaab Kabool Kijiye... - 10th April 2004, 02:51 PM

Salam Bela Bahan...ok as u say i wont say sorry again n inshallah hamari yu dyaien apke sath hain ke ap sab ko kush rakhein aur saim ke saab hi gharwalon ka dil jeetein inshallah amin....aur jahan taak hamari aur saim ki freind ship ka sawal hai inshallah zindagi rahi tu uhin chalti chale jayeigi hahaha aur saim ko jitna pyar dein woh utna kush huga yeh yaad rkahega ab chalta hu sister takecare.....Shukriya...Kudha Hafiz....



EK ANJAAN SA SHAKS...
SALMAN SHAIKH......


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
Adaab Kabool Kijiye...
Old
  (#24)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
Adaab Kabool Kijiye... - 10th April 2004, 02:56 PM

Salam Frhaan Sahab Kaise hain aap..arey yaar deer aye durust aye well bahut bahut shukriya jo apne is nacheez ki ghazal ko pasand farmaya ......apse aainda bhi yehi umeed rehgi aur janab sikhna chhaien tu jaab bolien sikha deinge is main kia bari baat hai aj hi sikha dunga aur jahan taak apke khayal rakhne ki baat hai tu itna log tu hain s......f........p.........a........3f....... samjh jayega ab hamari ki zaroorat hahahahaha waise inshallah mulaqat tu hoti rahegi ab ijazat chahinge...Shukriya....Kudha Hafiz...


EK ANJAAN SA SHAKS...
SALMAN SHAIKH...


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
hmmmm
Old
  (#25)
saimrulzzz
Registered User
saimrulzzz will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 350
Join Date: Dec 2003
Location: russia
Rep Power: 21
hmmmm - 10th April 2004, 08:08 PM

salam sir ji kaise hain app bhaya sab se pahle to maafi chahta hoon der se reply kerne ka u know time hi nahi milta or waise bhi maine yahan ana hi chor dya tha apki bhabhi ki waja se werna naraz hojatin thin baat baat per anyway yeh gherelo jhagroon main reply kerna hi bhool gaya app guzar chuke hoo is feild se pata hoga
well salman khuda ki kasam kab banayi app ne yeh ghazal main kahan tha us wakt werna kasam se karachi club main tumhain lejata mushayere main or akeel teddy se 1st prize dilwata yaar itni pyari ghazal really brov its fantastic man kia khubsurat andaz main her sher ko sajaya hai aisa lag raha hai waki koi jeegti jagti lerki samne agayi woh bhi zinda hahah bahut zaberdast yaar promise maine ajj tak aisi ghazal nahi dekhi na banayi hogi na bana sakta hai superv yaar dad deta hoon apki shayri koo royal salut brov khas ker k last sher
its really fantastic pg ka naam beach main agaya werna or zyada acha sher tha hhahahahaha kidding hey pg naraz na hojaye ga
or salman k sir se towel utar dijiye kasam se jejo lag raha hai hahahahhahahaha sorry salman thora bahut to chalta hai bhayia
anyway salman abhi main chalta hoon u know where i m going now at this time or app bhi nahi hoo gher per gaye hoo hanif k paas meeting main i feel bore now ok take care u all n always keep smiling allahafiz n take care u also bela ji babye
catch u sooooooooooon


:P
  Send a message via Yahoo to saimrulzzz Send a message via AIM to saimrulzzz  
Reply With Quote
Adaab Kabool Kijiye
Old
  (#26)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
Adaab Kabool Kijiye - 17th April 2004, 08:56 PM

Salam Muhtrhaam Saim Sahab....Arey arey kaise hain aap janab abhy choro bahi deer aye durust aye bare bare logon ke pass time kahan hota hai janab waise main bhi late aya hun aur kaisi guzaar rahi hai life bore ya kuch intresting hai bahi konsi bhabbi hahahahahahah waise haan bhabbi nataz hu jatin hain maine dekha hai tuhmain jhukte hue hahahahahahahah EK KUNWARA PHIR GAYA MARA PHAAS GAYA DEKHO YEH BECHARA .........tujpe yeh gana acha lagta hai kasam se just joking mate apka shukriya jo apne hamari is ghazal ko pasand faramaya aur kahan karachi club bol tu bataon kia hahahahahahhaha karachi club wala sceane aur sunao russia kaab jana hai wapas haan yaar hanif se meeting main tha salt lamp ki apke liye bhi order book krwaya hai 25 ok bus yaar yahin bust rehte hain bus ab soch raha hun wapas jaon lekin apki bhabbi janey nahi detin lolz waise agar ghazal main unka naam nahi ata tu ghazal bekaar lagti aisa lagta jaise ghazal banane ka maqsaad poora nahi hua dada aur aj ahsaan ke sath busy the haahahahahahahahha aur sunao kia hu raha hai acha dada ab chalta hun zara kaam se jana hai samjh ja baad main milta hun raat ko be ready main aaunga lene ok takecare ..kudha hafiz...Shukriya...


EK ANJAAN SA SHAKS...
SALMAN SHAIKH...


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
Old
  (#27)
bela sagar
*
bela sagar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 501
Join Date: Feb 2004
Rep Power: 21
19th April 2004, 10:50 PM

asalam-u-alekum...

salman bhai
h r u.........?
hope u will be coooooooooool hain na
my prays with u...
actually today i again read ur this poetry n again i wished to reply here so...
again.....
it is fantastic really...
this is quite beautiful with ur love 4 pg.

any ways apna buhat khayal rakhiyeega bhai.
n ya pray 4 me also....
plz if "u" have time
khudda hafiz bhai.


*..... B e L a !!!!
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
ye kaisa nasha surja Shayri-e-Sharaab 2 19th October 2008 03:07 PM
Yeh Kaisa Nasha.... durrani_honda Shayri-e-Ishq 2 4th August 2006 05:04 PM
Nasha mohabbat ka(ghazal) koituhoo Shayri-e-Ishq 0 13th January 2005 09:43 PM
nasha hai ye pyar ka nasha hai aasmani kabutar Shayri-e-Ishq 1 7th August 2003 01:47 AM
Meri ghazal jo "Aman" tum gao aisa ho to kaisa ho Nida Siidiqui Shayri-e-Dard 3 22nd May 2003 11:11 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com