Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Khud Ke Liye Maatam Mana Rahi Hu..!!!
Old
  (#1)
---SwTu-->
Registered User
---SwTu--> is on a distinguished road
 
---SwTu-->'s Avatar
 
Offline
Posts: 11
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 0
Khud Ke Liye Maatam Mana Rahi Hu..!!! - 16th December 2005, 02:09 PM

Apno Ne Nahi,Humein Gairon Ne Zakhm Diya Karte Hain,
Phir Bhi Chere pe Tabassum Liye,Une hasane Ki Khosis Karte Hain.

Mana Ke Humein Shabdon Se Khelna nahin Aata hai,ise Aiteraz kyun Hain.
Yun Jhooti Dosti Nibhaye na Sahi,ise aacha Hume ALVIDA to Keh Dein.


Na he Hum Kisi Ki Dosti ke kabil Hai, Na Dushman ke Kabil Hain,
Na he yahan Humari Jazbaton ki kisi ko Kadar Hai "Tabu"

Aksar Andheka kar ke he woh Humein Jawab kYUN Diya Karte Hain,
Ajnabi he Sahi,Dil se Jawab na dene to,ise aacha Hume ALVIDA to keh Dein.


   
Reply With Quote
Re: Khud Ke Liye Maatam Mana Rahi Hu..!!!
Old
  (#2)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Khud Ke Liye Maatam Mana Rahi Hu..!!! - 16th December 2005, 02:25 PM

Hnnnnnn
bahoot ache alfaaz istemaal kiya hai aapne apni gazal mein.,...bas ek ilteza hai,,gazal mein agar radeef-kaafiya ki buniyaat hoti to imaatat-e-gazal aur bhi khubsurat taamir hoti..
meri daad kuboool kijiye
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#3)
---SwTu-->
Registered User
---SwTu--> is on a distinguished road
 
---SwTu-->'s Avatar
 
Offline
Posts: 11
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 0
16th December 2005, 02:30 PM

Teh dil se shukriya karti hu apka Manoj jee..

i juz want to ask u one thing..apke kuch alfaz mein samhi nahin...jo aapne likha huva hai ...

"radeef-kaafiya ki buniyaat hoti to imaatat-e-gazal aur bhi khubsurat taamir hoti.."

i dint get d meaing of "radeef-kaafiya" n "imaatat"

jee aapne to mere alfaz ko gazal ka naam de diya.im shocked ke kya meine bhi gazal jaisa likh sakti hu..first of all

i dont know to write shayari..bas alfaz ko jodne ki khosis karti rehti hu..but always in vain...!!!


   
Reply With Quote
Old
  (#4)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
16th December 2005, 02:35 PM

AAPKE LIYE LINK SEND KAR RAHA HOOON...UMEEED HAI AAPKO JAROOOR madad milegi..
"imaarat" se mera matlab gazal se tha,.,,,aur radeef-kaafiya ke baare mein aapko yeh link se maloom chal jayega..
aapke jazbaat abhoot ache hai,,aap bahoot sundar alFAAZ istemaal karti hai,,bas unko gazal ke daayre mein reh likhengi to bahoot sundar rachna ubhar kar saamne aayegi...
take care


http://www.shayri.com/forums/showthr...&threadid=2125

-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.

Last edited by manoj kureel; 16th December 2005 at 02:38 PM..
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#5)
---SwTu-->
Registered User
---SwTu--> is on a distinguished road
 
---SwTu-->'s Avatar
 
Offline
Posts: 11
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 0
16th December 2005, 02:42 PM

Thanks a lot...Manoj jee...sure i will try my best to write in a gazal format....i m in a learning processes...!!! n once again thanks for ur compliment....!!!

take care...!!!


   
Reply With Quote
Old
  (#6)
---SwTu-->
Registered User
---SwTu--> is on a distinguished road
 
---SwTu-->'s Avatar
 
Offline
Posts: 11
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 0
16th December 2005, 06:05 PM

Monaj jee aap ke diye huve link pe maine gaur farmaya aur

aapne iss opar diye alfaz ko Modify kiya aur dubara likhne ki

khosis kiya ..aur wo modify kar ke dubara post kar rahi hu

aur dubara aapka tah-e-dil se shukriya jo mujko shayari ya

gazal ka kuch knowledge dene ke liye...

aur mujhe last line ko thoda extend he kar diya

mujhe wo chota kar ke likhne nahin aaya ...!!!

=============================================


Apno Ne Nahi,Humein to aksar Gairon Ne Zakhm Diya Karte Hain,
Phir Bhi Chere pe har pal ke liye Tabassum sajaya karte Hain.

Har baar hum to aksar Une hasane Ki Khosis he kiya Karte Hain,
Phir bhi wo humein he aksar kyun gham ka maahol diya karte Hain.

Mana Ke Humein Shabdon Se Khelna ki khosis nahin kiya karte Hain,
Phir bhi jhooti Dosti ke bajaye o ALVIDA kyun nahi keh diya karte Hain.


Hum to Dosti ya dushmani ke kabil nahi,ye soch dil pe laya karte Hain,
Yahan to Humari Jaazbaaton ki kadar koi nahin kiya karte hain "Tabu"

Humko he woh Aksar andheka kar ke kyun Jawab diya karte Hain,
Phir bhi wo ajnabi he sahi,jawab na dena to o baath kyun kiya karte Hain..!



Last edited by ---SwTu-->; 16th December 2005 at 06:10 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
16th December 2005, 06:33 PM

muhtarma maafichahunga main kyunki mujhe aapka naam pata nahi hai.par haan aapke khayalat aur aapke kalaam ka dard humare dil ko bahut bhaya.kaafi umda likha hai aapne.aur main umeed karta hoon ki aap bas yunhi likhti rahengi yahan par.

aapka LUCKY



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#8)
---SwTu-->
Registered User
---SwTu--> is on a distinguished road
 
---SwTu-->'s Avatar
 
Offline
Posts: 11
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 0
17th December 2005, 02:26 PM

aap ka bahut bahut shukriya Lucky jee...for correcting me

aap ko pasand ...tah-e-dil se shukriya karti hu

aur shayad mein dubara likhti hu mistake pe gaur farma ke

=============================================


Apne Nahi,Humein to aksar Gair he Zakhm Diya Karte Hain,
Phir Bhi Chere pe har pal ke liye Tabassum sajaya karte Hain.

Har baar hum to aksar Une hasane Ki Khosis he kiya Karte Hain,
Phir bhi wo humein he aksar kyun gham ka maahol diya karte Hain.

Mana Ke Humein Shabdon Se Khelna ki khosis nahin kiya karte Hain,
Phir bhi jhooti Dosti ke bajaye o ALVIDA kyun nahi keh diya karte Hain.


Hum to Dosti ya dushmani ke kabil nahi,ye soch dil pe laya karte Hain,
Yahan to Humari Jaazbaaton ki kadar koi nahin kiya karte hain "Tabu"

Humko he woh Aksar andheka kar ke kyun Jawab diya karte Hain,
Phir bhi wo ajnabi he sahi,jawab na dena to o baath kyun kiya karte Hain..!


   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
*****Mai Nahi Khud Ke Liye***** acharya_mj Shayri-e-Dard 4 3rd March 2006 07:24 PM
khud se batein kar rahi hun meetaparekh Shayri-e-Dard 12 8th June 2005 04:54 PM
khud ke liye to mer chuke akki Shayri-e-Ishq 2 1st February 2005 04:02 PM
likh rahi hu aap ke liye... zoobi Shayri-e-Ishq 7 7th November 2003 05:28 PM
Khud ko nashaad ker rahi hai. shakeel shaiki Shayri-e-Ishq 11 18th October 2003 12:30 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com