Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
maaN ki doaa ne phir mujhe mahfooz kar diyaa
Old
  (#1)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
maaN ki doaa ne phir mujhe mahfooz kar diyaa - 11th November 2011, 07:32 AM

Paikar pighal gaye kabhi manzar badal gaye
Apni anaa me log kuchh sooraj nigal gaye

ghurbat ne toD daaley hain rishtoN ke sab hesaar
ahbaab bhi raqeeb ke saaNchey me Dhal gaye

main ki anaa ko toD ke lo tum se aa milaa
lekin tumhaare maathe ke ab tak na bal gaye

maaN ki doaa ne phir mujhe mahfooz kar diyaa
toofaan jo bhi aaye the woh sar se tal gaye

sooraj ne jab neqaab ko rukh se ulaT diyaa
jitney the jism barf ke yaksar pghal gaye

daryaay e be mahaar me ghootah zani to ki
kuchh to saNbhal na paye magar kuchh saNbhal gaye

purkhoN ki har bahas me thi tahzeeb jalwah gar
lekin hamaarey daor ke maozoo badal gaye

hassaas meri daastaaN thi aisi dil kharaash
patthar ki moorti ke bhi aaNsoo nikal gaye
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
11th November 2011, 08:30 AM

sooraj ne jab neqaab ko rukh se ulaT diyaa
jitney the jism barf ke yaksar pghal gaye

Bahot khooob..................... Masha Allah.

Shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
11th November 2011, 08:39 AM

Paikar pighal gaye kabhi manzar badal gaye
Apni anaa me log kuchh sooraj nigal gaye

purkhoN ki har bahas me thi tahzeeb jalwah gar
lekin hamaarey daor ke maozoo badal gaye

WaaH ! Masood Bhai !! Kyaa Kahne ... Bahut Hii Umdaa Khayaal ... !

BehtreeN Ghazal ... Laajawaab ... Andaaz Aur Asardaar Peshkash !

SuperB CreatioN ... !

Dilee Daad O Mubaaraqbaad !!!

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
11th November 2011, 11:16 AM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
Paikar pighal gaye kabhi manzar badal gaye
Apni anaa me log kuchh sooraj nigal gaye

ghurbat ne toD daaley hain rishtoN ke sab hesaar
ahbaab bhi raqeeb ke saaNchey me Dhal gaye

main ki anaa ko toD ke lo tum se aa milaa
lekin tumhaare maathe ke ab tak na bal gaye

maaN ki doaa ne phir mujhe mahfooz kar diyaa
toofaan jo bhi aaye the woh sar se tal gaye

sooraj ne jab neqaab ko rukh se ulaT diyaa
jitney the jism barf ke yaksar pghal gaye

daryaay e be mahaar me ghootah zani to ki
kuchh to saNbhal na paye magar kuchh saNbhal gaye

purkhoN ki har bahas me thi tahzeeb jalwah gar
lekin hamaarey daor ke maozoo badal gaye

hassaas meri daastaaN thi aisi dil kharaash
patthar ki moorti ke bhi aaNsoo nikal gaye

kyaa kahne masood bhayee.. makhhann-ghazal hai.............. har sher naya aur bahut acha hai...............

kyaa kaha hai waaahhhh ... waaahhhhhhhhhhh

kyaa kahne... har sher bahut pyaraa hai....
har sher...

repsss for this ghazall

Last edited by janumanu; 11th November 2011 at 11:21 AM..
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#5)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
11th November 2011, 03:37 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
Paikar pighal gaye kabhi manzar badal gaye
Apni anaa me log kuchh sooraj nigal gaye

ghurbat ne toD daaley hain rishtoN ke sab hesaar
ahbaab bhi raqeeb ke saaNchey me Dhal gaye

main ki anaa ko toD ke lo tum se aa milaa
lekin tumhaare maathe ke ab tak na bal gaye

maaN ki doaa ne phir mujhe mahfooz kar diyaa
toofaan jo bhi aaye the woh sar se tal gaye

sooraj ne jab neqaab ko rukh se ulaT diyaa
jitney the jism barf ke yaksar pghal gaye

daryaay e be mahaar me ghootah zani to ki
kuchh to saNbhal na paye magar kuchh saNbhal gaye

purkhoN ki har bahas me thi tahzeeb jalwah gar
lekin hamaarey daor ke maozoo badal gaye

hassaas meri daastaaN thi aisi dil kharaash
patthar ki moorti ke bhi aaNsoo nikal gaye

wah masood saheb kya baat hai.....
har sher hi itna kamaal hai ki kisi bhi ek ko chun na aur haasil-e-ghazal kehna mere boote ke bahar ki baat hai...bahut bahut khoob....
daad haazir hai qubuul kijiyega....

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
11th November 2011, 04:39 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
Paikar pighal gaye kabhi manzar badal gaye
Apni anaa me log kuchh sooraj nigal gaye

ghurbat ne toD daaley hain rishtoN ke sab hesaar
ahbaab bhi raqeeb ke saaNchey me Dhal gaye

main ki anaa ko toD ke lo tum se aa milaa
lekin tumhaare maathe ke ab tak na bal gaye

maaN ki doaa ne phir mujhe mahfooz kar diyaa
toofaan jo bhi aaye the woh sar se tal gaye

sooraj ne jab neqaab ko rukh se ulaT diyaa
jitney the jism barf ke yaksar pghal gaye

daryaay e be mahaar me ghootah zani to ki
kuchh to saNbhal na paye magar kuchh saNbhal gaye

purkhoN ki har bahas me thi tahzeeb jalwah gar
lekin hamaarey daor ke maozoo badal gaye

hassaas meri daastaaN thi aisi dil kharaash
patthar ki moorti ke bhi aaNsoo nikal gaye
Ji Bhaut Sunder..........................

Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye

E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
13th November 2011, 05:09 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
sooraj ne jab neqaab ko rukh se ulaT diyaa
jitney the jism barf ke yaksar pghal gaye

Bahot khooob..................... Masha Allah.

Shaad...

shaad raho aabaad raho jahaan raho khush raho
behad shukriyah
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
13th November 2011, 05:17 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Paikar pighal gaye kabhi manzar badal gaye
Apni anaa me log kuchh sooraj nigal gaye

purkhoN ki har bahas me thi tahzeeb jalwah gar
lekin hamaarey daor ke maozoo badal gaye

WaaH ! Masood Bhai !! Kyaa Kahne ... Bahut Hii Umdaa Khayaal ... !

BehtreeN Ghazal ... Laajawaab ... Andaaz Aur Asardaar Peshkash !

SuperB CreatioN ... !

Dilee Daad O Mubaaraqbaad !!!
mehraa ji main aapka aabhaareehun apa ki doaa ka taalib bhi badee nawaazish hai aap ki sir ji
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
13th November 2011, 05:18 AM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
kyaa kahne masood bhayee.. makhhann-ghazal hai.............. har sher naya aur bahut acha hai...............

kuchh to saNbhal na paye magar kuchh saNbhal gaye

kyaa kaha hai waaahhhh ... waaahhhhhhhhhhh

main ki anaa ko toD ke lo tum se aa milaa
lekin tumhaare maathe ke ab tak na bal gaye

kyaa kahne... har sher bahut pyaraa hai....
har sher...

repsss for this ghazall
aadaab
bahot bahot shukriyah merey bhai izzat afzaayi ka mamnoon hun
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
13th November 2011, 05:20 AM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
wah masood saheb kya baat hai.....
har sher hi itna kamaal hai ki kisi bhi ek ko chun na aur haasil-e-ghazal kehna mere boote ke bahar ki baat hai...bahut bahut khoob....
daad haazir hai qubuul kijiyega....

aadaab
aap ki bhar poor daad se haosla milaa haalaan ki is ghazal me do teen ghaltiyaan hain main ne us ko saheeh kar liyaa hai us ke baawajood aap logon ne mohabbat se nawaazaa jis pe main mammnoon hun
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
13th November 2011, 05:21 AM

Quote:
Originally Posted by Radhika_2 View Post
Ji Bhaut Sunder..........................

aap ki daad ka shukriyah didi khush rahen
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
13th November 2011, 06:04 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
Paikar pighal gaye kabhi manzar badal gaye
Apni anaa me log kuchh sooraj nigal gaye

ghurbat ne toD daaley hain rishtoN ke sab hesaar
ahbaab bhi raqeeb ke saaNchey me Dhal gaye

main ki anaa ko toD ke lo tum se aa milaa
lekin tumhaare maathe ke ab tak na bal gaye

maaN ki doaa ne phir mujhe mahfooz kar diyaa
toofaan jo bhi aaye the woh sar se tal gaye

sooraj ne jab neqaab ko rukh se ulaT diyaa
jitney the jism barf ke yaksar pghal gaye

daryaay e be mahaar me ghootah zani to ki
kuchh to saNbhal na paye magar kuchh saNbhal gaye

purkhoN ki har bahas me thi tahzeeb jalwah gar
lekin hamaarey daor ke maozoo badal gaye

hassaas meri daastaaN thi aisi dil kharaash
patthar ki moorti ke bhi aaNsoo nikal gaye
waa..haaa... waa..haaa...
lajawaab gajal.kya aandaj e bayan hai.mubaraqbad
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
13th November 2011, 08:11 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
Paikar pighal gaye kabhi manzar badal gaye
Apni anaa me log kuchh sooraj nigal gaye

ghurbat ne toD daaley hain rishtoN ke sab hesaar
ahbaab bhi raqeeb ke saaNchey me Dhal gaye

main ki anaa ko toD ke lo tum se aa milaa
lekin tumhaare maathe ke ab tak na bal gaye

maaN ki doaa ne phir mujhe mahfooz kar diyaa
toofaan jo bhi aaye the woh sar se tal gaye

sooraj ne jab neqaab ko rukh se ulaT diyaa
jitney the jism barf ke yaksar pghal gaye

daryaay e be mahaar me ghootah zani to ki
kuchh to saNbhal na paye magar kuchh saNbhal gaye

purkhoN ki har bahas me thi tahzeeb jalwah gar
lekin hamaarey daor ke maozoo badal gaye

hassaas meri daastaaN thi aisi dil kharaash
patthar ki moorti ke bhi aaNsoo nikal gaye
As Salaam Alaikom Masood Bhaee.

MASHAALLAH! Buhat khoobsoorat ghazl. Lutf aayaa perhker kahun tou chchotee bat hogee...masroor huay ham ye qareeb hay jo kahna chaah raha hai qalb uskay! Aapka takhallus hamayn buhat pasand aayaa janaab!

Thanks
Ahmad

Last edited by Ahmad Hyderabadi; 13th November 2011 at 08:13 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
13th November 2011, 09:05 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
Paikar pighal gaye kabhi manzar badal gaye
Apni anaa me log kuchh sooraj nigal gaye

ghurbat ne toD daaley hain rishtoN ke sab hesaar
ahbaab bhi raqeeb ke saaNchey me Dhal gaye

main ki anaa ko toD ke lo tum se aa milaa
lekin tumhaare maathe ke ab tak na bal gaye

maaN ki doaa ne phir mujhe mahfooz kar diyaa
toofaan jo bhi aaye the woh sar se tal gaye

sooraj ne jab neqaab ko rukh se ulaT diyaa
jitney the jism barf ke yaksar pghal gaye

daryaay e be mahaar me ghootah zani to ki
kuchh to saNbhal na paye magar kuchh saNbhal gaye

purkhoN ki har bahas me thi tahzeeb jalwah gar
lekin hamaarey daor ke maozoo badal gaye

hassaas meri daastaaN thi aisi dil kharaash
patthar ki moorti ke bhi aaNsoo nikal gaye
masood bhai .. kya kamaal ki aur khoobsurat ghazal kahee hai ... laajawaab ... dil se daad ... radhe radhe .............

likhte rahiye ..... khush rahiye ............

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
14th November 2011, 02:08 AM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
waa..haaa... waa..haaa...
lajawaab gajal.kya aandaj e bayan hai.mubaraqbad

aadaab bhai
badee khushi huyi aap ko yahaan dekh kar aap ne daad di main aap kaa aabhaaree hun bhai
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
14th November 2011, 02:11 AM

Quote:
Originally Posted by Ahmad Hyderabadi View Post
As Salaam Alaikom Masood Bhaee.

MASHAALLAH! Buhat khoobsoorat ghazl. Lutf aayaa perhker kahun tou chchotee bat hogee...masroor huay ham ye qareeb hay jo kahna chaah raha hai qalb uskay! Aapka takhallus hamayn buhat pasand aayaa janaab!

Thanks
Ahmad
aadaab
apa ke khiyaalaat jaan ke khushi milee apa ke kalimaat jahaan farhato imbesaat ka baayis bane waaheen neshaat ke haamil bhi main apa ki mohabbat ki qadr kartaa hun
ye jaan ke khshi dbaalaa ho gayee ki aap ko meraa takhallus pasand aayaa ye khush qismatee ke sewaa aor kiyaa hai mai aap kaa manoon e karam hun ummeed hai ki aap se yun hi taader guftagoo ka silsilah chale gaa
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
14th November 2011, 02:13 AM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
masood bhai .. kya kamaal ki aur khoobsurat ghazal kahee hai ... laajawaab ... dil se daad ... radhe radhe .............

likhte rahiye ..... khush rahiye ............
aadaab bhai
aap ki daad se pata chal gayaa ki aap ko ghazal had se zeyaadah pasand aayee
is tarah dil khol ke aapne daad di ki meraa dil bhi jhoom uthaa aabhaaree hun apa kaa
shukriyah

Reply With Quote
Old
  (#18)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
17th November 2011, 12:50 PM

Asslam-o-Alaikum........!

Janab Masood Hassaas Saheb.......! Sab Se Pehlay TO Maazrat Ke Aap Ki Is Khubsurat Ghazal Pr Takheer Se Raaye De Raha HUn.......

Hassaas Sahib......! Is Ghazal Ka Hr Hr Sher Qabil-e-Satayish Or Qabil-e-Ghaur Hai.......... Boht Pukhta Qalam Hai Aap Ki........ Mujhy Aap Ka Andaz-e-Bayan Boht Pasand Hai..... Kamal Takhayyul Paya Hai Aap Ne....... Hr Lehaz Se Ye Aik Mukammal Or Khubsurat Ghazal Hai.......... Dheron Daad Qabool Farmayen.... Yunhi Likhtay Rahen Or Sada Khush Rahen........

Reppp...............

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Tausif shaikh
Azaad Khayal
Tausif shaikh is a splendid one to beholdTausif shaikh is a splendid one to beholdTausif shaikh is a splendid one to beholdTausif shaikh is a splendid one to beholdTausif shaikh is a splendid one to beholdTausif shaikh is a splendid one to beholdTausif shaikh is a splendid one to beholdTausif shaikh is a splendid one to behold
 
Tausif shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 431
Join Date: Feb 2005
Location: Mumbai, Maharashtra
Rep Power: 29
31st December 2011, 02:52 PM

Asalam o alaykum bhai,

Apko aj pehli martaba padha aur apki likhawat ke kaayal ho gaye, bohat he zabaradast ehsaas pesh kia hai apne Dil se daad kubul farmaye. Apko ab personaly bhi jaan chuka hu main, ek he muhalley ke rihaayshi hum dono apka padosi

SamandaroN mieN muaafiq havaa chalaata hai...
Jahaaz khud nahiiN chalte Khudaa chalaataa ha...

Tausif I. Shaikh

  Send a message via Yahoo to Tausif shaikh  
Reply With Quote
Old
  (#20)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 6th January 2012, 07:09 AM

hassaas meri daastaaN thi aisi dil kharaash
patthar ki moorti ke bhi aaNsoo nikal gaye

bahot khub Masood sahab
Regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com