Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kabhie Dil Jale....
Old
  (#1)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
Kabhie Dil Jale.... - 4th March 2007, 03:29 AM

hello friends,
ek arse ke baad phir haazir hui hun apne kalaam ke saath,umeed hai aapke dilon mai ek choti si jagah banaane mai kamyaab hojaau.

to lijiyee,haazir hai,
-----------------------

kabhie dil jale,kyon hum mile??
jo hum mile,to gham mile,
kuch pal ke they yeh jo gul khile,
ab har peher,aankhen nam mile.

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.

gar hosake mujhe bhooljaa,
tuu door jaa,mujhe bhool jaa,
ab hum sanam kabhie na milen,
kar yeh ahed aur door jaa.

karti hain ab sargoshiyaan,
aur poochti hain yeh waadiyaan,
yeh kyon hua?kuch to bata,
phaili hain kyon tanhaayiaan????


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#2)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
5th March 2007, 07:54 AM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
hello friends,
ek arse ke baad phir haazir hui hun apne kalaam ke saath,umeed hai aapke dilon mai ek choti si jagah banaane mai kamyaab hojaau.

to lijiyee,haazir hai,
-----------------------

kabhie dil jale,kyon hum mile??
jo hum mile,to gham mile,
kuch pal ke they yeh jo gul khile,
ab har peher,aankhen nam mile.

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.

gar hosake mujhe bhooljaa,
tuu door jaa,mujhe bhool jaa,
ab hum sanam kabhie na milen,
kar yeh ahed aur door jaa.

karti hain ab sargoshiyaan,
aur poochti hain yeh waadiyaan,
yeh kyon hua?kuch to bata,
phaili hain kyon tanhaayiaan????
sara ji
namaskar

aaj bahut dino ke baad aapki koi nazm padne ko mili
aapki tarah main bhii aaj kal yahaa.n kam hi aa pata hoon
yakiin maniye aapki nazm bahut shandar hai ehsas dil se nikle hain
daad hazir hai kabool farmaiyega

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,

hii bhut pyara ehsas hai sach me
shukriya


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
6th March 2007, 06:49 PM

namskaar aur adaab sara jee:

bahot dino ke baad aap bazm meiN nazar aayi khusHii hui aapko yahaaN deKh ke mujhe aur sath me bahot hi khoob andaaz ke sath nazm bhi pesH kii aapne..jaise ki mere dost dilip ne kaha hai ki seedhe dil se nikle ehsaasoN se saji hui hai yeH aapki nazm.aise hi liKHte raheN..


apna khayaal rakheN aur khusH raheN

duaoN ke sath ijaazaT

aapka dost
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
7th March 2007, 10:57 AM

hi saara ji
how r u?

aapko pehli dafa padh raha hu aur aapne kaha hai ki aap lambe arse baad yaha aye hai to aap koshish karenge ki sabke dil mein ek jagah bana paye ..
par sara ji aap ek baat to janlo ....
just minute hum aapko wo shayri ke andaaz mein kahenge..

Hum agar aapse mil nahi pate,
Aisa nahi ki aap yaad nahi aate,
Mana ki saare riste nibhaye nahi jate,
Magar jo dil mein bas jate hai use bhulaye nahi jaate.



sara ji aapki rachna hamein pasand aayi aur aapne jo usmein sawal karke ise sajaya hai wo hamare dil ko bhaya hai,

sara ji jo aapne sawal karke apna pyaar jataya hai wo sayad hi koi jata pata hai, aap hamari taraf se dad kabul ki jiyega

dost ese hi likhte rehna aur mehfil sajate rehna
aapka dost
Merul



Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
hello friends,
ek arse ke baad phir haazir hui hun apne kalaam ke saath,umeed hai aapke dilon mai ek choti si jagah banaane mai kamyaab hojaau.

to lijiyee,haazir hai,
-----------------------

kabhie dil jale,kyon hum mile??
jo hum mile,to gham mile,
kuch pal ke they yeh jo gul khile,
ab har peher,aankhen nam mile.

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.

gar hosake mujhe bhooljaa,
tuu door jaa,mujhe bhool jaa,
ab hum sanam kabhie na milen,
kar yeh ahed aur door jaa.

karti hain ab sargoshiyaan,
aur poochti hain yeh waadiyaan,
yeh kyon hua?kuch to bata,
phaili hain kyon tanhaayiaan????


!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!





Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.


Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
bhut khub
Old
  (#5)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
bhut khub - 7th March 2007, 11:06 AM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
hello friends,
ek arse ke baad phir haazir hui hun apne kalaam ke saath,umeed hai aapke dilon mai ek choti si jagah banaane mai kamyaab hojaau.

to lijiyee,haazir hai,
-----------------------

kabhie dil jale,kyon hum mile??
jo hum mile,to gham mile,
kuch pal ke they yeh jo gul khile,
ab har peher,aankhen nam mile.

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.

gar hosake mujhe bhooljaa,
tuu door jaa,mujhe bhool jaa,
ab hum sanam kabhie na milen,
kar yeh ahed aur door jaa.

karti hain ab sargoshiyaan,
aur poochti hain yeh waadiyaan,
yeh kyon hua?kuch to bata,
phaili hain kyon tanhaayiaan????
sara ji ko raj ka salaam.....wah ji wah kyaa baat hai.....itne purkashish khyalon ko aapne kitne umda lehze mein byaa kiya hai.....aankh nam ho gaii........yeh qita bhut pyara lagga....

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.

yun to saari tehreer hii behtar hai........meri daad kabool kijiyega.........raj......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#6)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
10th March 2007, 10:09 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
sara ji
namaskar

aaj bahut dino ke baad aapki koi nazm padne ko mili
aapki tarah main bhii aaj kal yahaa.n kam hi aa pata hoon
yakiin maniye aapki nazm bahut shandar hai ehsas dil se nikle hain
daad hazir hai kabool farmaiyega

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,

hii bhut pyara ehsas hai sach me
shukriya

aadaab dilip ji,
kaise hain aap?bahut khushi hui aapko yahan dekh.aapko meri koshish pasand aayi jaankar khushi hui bahut.yunhin meri hausla afzaai karte rahiyega.
aate rahiyega,take care.
bye.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
11th March 2007, 12:04 PM


kabhie dil jale,kyon hum mile??
jo hum mile,to gham mile,
kuch pal ke they yeh jo gul khile,
ab har peher,aankhen nam mile.

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.

gar hosake mujhe bhooljaa,
tuu door jaa,mujhe bhool jaa,
ab hum sanam kabhie na milen,
kar yeh ahed aur door jaa.

karti hain ab sargoshiyaan,
aur poochti hain yeh waadiyaan,
yeh kyon hua?kuch to bata,
phaili hain kyon tanhaayiaan????


Hi Akelijaan,

Bahut hi khoobsurat aashaar hain... Bahut acche se aapne apne ehsaas bayaan kiye hain... Aage bhi aise hi likhte rahiyega...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#8)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
11th March 2007, 01:28 PM

Assalam walekum sara ji,
kaisi hai aap?

bohot dino baad aapko padha,,
dilse kehti hun,bohot khushi hui aapko padke.
bas aise hi Allah aapko tarakki de,AAMIN

APNA KHAYAL RAKHIYE
ALLAH HAFIZ

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´


Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Post 12th March 2007, 05:17 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
hello friends,
ek arse ke baad phir haazir hui hun apne kalaam ke saath,umeed hai aapke dilon mai ek choti si jagah banaane mai kamyaab hojaau.

to lijiyee,haazir hai,
-----------------------

kabhie dil jale,kyon hum mile??
jo hum mile,to gham mile,
kuch pal ke they yeh jo gul khile,
ab har peher,aankhen nam mile.

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.

gar hosake mujhe bhooljaa,
tuu door jaa,mujhe bhool jaa,
ab hum sanam kabhie na milen,
kar yeh ahed aur door jaa.

karti hain ab sargoshiyaan,
aur poochti hain yeh waadiyaan,
yeh kyon hua?kuch to bata,
phaili hain kyon tanhaayiaan????
Aapko shaan ka salam,
kysee hai aap or kaha thi itne din? bahut din ke baat aapko shayri.com per ek khubsurat rachna ke saath dekha bahut khushi hui aapko dekhker. aapki post bhi bahut achee hai ekdam dil ko cho deti hai
woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.
ye line mujhe sabse jada pasand aai umeed kerta hun ki aagi bhi aap likhtee rahegi. is intezaar ke saath alwida leta hun.
or saath hi duaaon ke saath ki aap khush rahe or muskurate rahe.

aapka dost
SHAAN


Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
17th March 2007, 03:45 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
namskaar aur adaab sara jee:

bahot dino ke baad aap bazm meiN nazar aayi khusHii hui aapko yahaaN deKh ke mujhe aur sath me bahot hi khoob andaaz ke sath nazm bhi pesH kii aapne..jaise ki mere dost dilip ne kaha hai ki seedhe dil se nikle ehsaasoN se saji hui hai yeH aapki nazm.aise hi liKHte raheN..


apna khayaal rakheN aur khusH raheN

duaoN ke sath ijaazaT

aapka dost
dhaval
hello dhaval ji,
kaise hain aap?bahut khushi hoti hai aapko apni post per dekh kar.aap hamesha hi meri hausla afzaai karte hai,meri shayri ko saraahte hain.yunhin is nacheez ka saath dete rahiyega.
thnx a lot.khush rahiye n take care.
bye.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#11)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
22nd March 2007, 07:32 PM

kismat par kaha iktiyaar rahta hai dost aapne bhaut sach kaha hai sara

aapki baat apni si lagi bhaut dino ke baad padha aapko padhna bhaut achha laga


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#12)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
28th March 2007, 01:49 AM

Quote:
Originally Posted by Merul View Post
hi saara ji
how r u?

aapko pehli dafa padh raha hu aur aapne kaha hai ki aap lambe arse baad yaha aye hai to aap koshish karenge ki sabke dil mein ek jagah bana paye ..
par sara ji aap ek baat to janlo ....
just minute hum aapko wo shayri ke andaaz mein kahenge..

Hum agar aapse mil nahi pate,
Aisa nahi ki aap yaad nahi aate,
Mana ki saare riste nibhaye nahi jate,
Magar jo dil mein bas jate hai use bhulaye nahi jaate.



sara ji aapki rachna hamein pasand aayi aur aapne jo usmein sawal karke ise sajaya hai wo hamare dil ko bhaya hai,

sara ji jo aapne sawal karke apna pyaar jataya hai wo sayad hi koi jata pata hai, aap hamari taraf se dad kabul ki jiyega

dost ese hi likhte rehna aur mehfil sajate rehna
aapka dost
Merul


hi merul ji,
kaise shukriya aada karun aapka samjh nahi aaraha.aapne to bahut tareef kardi shayad iske mai qaabil hi nahi.aapki daad sar aankhon par.bas isi tarah meri hausla afzaai karte rahiyega aur mai koshish karti rahungi ke isi tarah aage bhi likhti rahun.
tc,bye.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#13)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
28th March 2007, 01:53 AM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sara ji ko raj ka salaam.....wah ji wah kyaa baat hai.....itne purkashish khyalon ko aapne kitne umda lehze mein byaa kiya hai.....aankh nam ho gaii........yeh qita bhut pyara lagga....

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.

yun to saari tehreer hii behtar hai........meri daad kabool kijiyega.........raj......
aadaab raj ji,
kaise hain aap?bahut bahut shukriya meri post per aane ka .aap to hamesha hi meri hausla afzaai karte hain mere likha pasand karte hain.bahut khushi hoti hai aapko meri posts per dekh.aapki daad sar aankhon par.bas isi tarah aage bhi is nacheez ka saath dete rahiyega.
tc,bye.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#14)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
5th April 2007, 11:42 AM

hello pulkitji,
khushi hui aapko apni post per dekh.jaisa bhi likha hai,aapse to kamtar hi hai.
aapko mera likha pasand aaya,inayat aapki.yunhin aage bhi husla afzaai karte rahiyega.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#15)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
5th April 2007, 11:48 AM

adaab sony ji,
kaisi hain aap?bahut acha laga apko yahan dekh.yunhin saath deti rahiyega.
khush rahen,
tc,bye.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#16)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
5th April 2007, 11:51 AM

adaa shaan ji,
kaise shukriya adaa karun aapka,bahut zayada hi tareef kardi aapne.bas upar waale se yehi chahungi ki mai is tareef ke kaabil bansakun.
umeed hai ki aage bhi yunhin aapkasaath milta rahega.
khush rahen,tc,
bye.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#17)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
5th April 2007, 11:56 AM

hi shrddha ji,
thnx aaapne apne keemti waqt mai se mere liye bhi waqt nikala.aage bhi yunhin saath deti rahiyega.
tc,bye


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#18)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
5th April 2007, 06:50 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
hello friends,
ek arse ke baad phir haazir hui hun apne kalaam ke saath,umeed hai aapke dilon mai ek choti si jagah banaane mai kamyaab hojaau.

to lijiyee,haazir hai,
-----------------------

kabhie dil jale,kyon hum mile??
jo hum mile,to gham mile,
kuch pal ke they yeh jo gul khile,
ab har peher,aankhen nam mile.

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.

gar hosake mujhe bhooljaa,
tuu door jaa,mujhe bhool jaa,
ab hum sanam kabhie na milen,
kar yeh ahed aur door jaa.

karti hain ab sargoshiyaan,
aur poochti hain yeh waadiyaan,
yeh kyon hua?kuch to bata,
phaili hain kyon tanhaayiaan????

Sara jee:

Kya baat hai! ehsaasoN ko ba-khubii piroya hai aap ne lafzoN meiN.. aap ke dard par waah! to nahiiN kar sakta par aap ke ess kalaam ko paRh kar ek Sher Zehn meiN ubhara, aap ke liye wahii sher arz karta huuN...

Yeh kaisi roshani se roshan huaa aaj mehfil
lagta hai dil jala kar koii aaya hai bazm meiN

Likhati raheiN.. Take care


-Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#19)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
9th April 2007, 10:44 AM

hello ji
aaj apko pehli baar pada aur bahut achha laga. dua hai ke aap aise hi likhte rahe

Thanx & Regards
Jasdeep Singh
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#20)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
10th April 2007, 10:42 AM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
hello friends,
ek arse ke baad phir haazir hui hun apne kalaam ke saath,umeed hai aapke dilon mai ek choti si jagah banaane mai kamyaab hojaau.

to lijiyee,haazir hai,
-----------------------

kabhie dil jale,kyon hum mile??
jo hum mile,to gham mile,
kuch pal ke they yeh jo gul khile,
ab har peher,aankhen nam mile.

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.

gar hosake mujhe bhooljaa,
tuu door jaa,mujhe bhool jaa,
ab hum sanam kabhie na milen,
kar yeh ahed aur door jaa.

karti hain ab sargoshiyaan,
aur poochti hain yeh waadiyaan,
yeh kyon hua?kuch to bata,
phaili hain kyon tanhaayiaan????

sara main bhi ek lambe arse ke baad hi jaha aaye hoon, aur aapne pariwaar mein loutne ki kushi bahut hoti hai..tum bhi janti ho.

sara aapki yeh nazam dil-fareb laggi, giley-shikwe karti laggi, jo bhi hai, mujhe bahut acchi laggi.

aapki sunita


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
salam
Old
  (#21)
aakhrijaan
Guest
 
Posts: n/a
salam - 22nd April 2007, 06:50 PM

waaahh kya baat hia akelijaan.. mien bhi aapki tarah akeli jaan hi hu..
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd April 2007, 04:28 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
hello friends,
ek arse ke baad phir haazir hui hun apne kalaam ke saath,umeed hai aapke dilon mai ek choti si jagah banaane mai kamyaab hojaau.

to lijiyee,haazir hai,
-----------------------

kabhie dil jale,kyon hum mile??
jo hum mile,to gham mile,
kuch pal ke they yeh jo gul khile,
ab har peher,aankhen nam mile.

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.

gar hosake mujhe bhooljaa,
tuu door jaa,mujhe bhool jaa,
ab hum sanam kabhie na milen,
kar yeh ahed aur door jaa.

karti hain ab sargoshiyaan,
aur poochti hain yeh waadiyaan,
yeh kyon hua?kuch to bata,
phaili hain kyon tanhaayiaan????
wah bahut khoob sara....dard ko jubaan de di aapne, tanhai ko awaz de di...kamaal ka likha hai....!

aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#23)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
23rd April 2007, 08:14 PM

Pyari Sara..

Bahut der baad tumhara likha kuch padh rahi hun.. bahut hi khoobsoorat lagi tumhari yeh kalaam..

Khaaskar ke ye lines..

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.

Daad kubool karo dost!

Take Care..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#24)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
3rd August 2007, 12:10 AM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Sara jee:

Kya baat hai! ehsaasoN ko ba-khubii piroya hai aap ne lafzoN meiN.. aap ke dard par waah! to nahiiN kar sakta par aap ke ess kalaam ko paRh kar ek Sher Zehn meiN ubhara, aap ke liye wahii sher arz karta huuN...

Yeh kaisi roshani se roshan huaa aaj mehfil
lagta hai dil jala kar koii aaya hai bazm meiN

Likhati raheiN.. Take care


-Mayank
adaab mayank ji,kaize hain aap?
zabze pehle to der ze reply karne ke liye maafi chahungi..
aapko apni poztz per dekhti hun to lagta hai ke baz apni mehnat zafal hui...bahut bahut khuzhi hoti hai aapke revievz padhke..
aapne meri iz haqeer zi kozhizh ke liye vaqt nikala aur ize pazand kiya, tah-e-dil ze zhukrguzaar hun aapki.
umeed karti hun aage bhi aapka zaath milta rahega.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#25)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
3rd August 2007, 12:12 AM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
hello ji
aaj apko pehli baar pada aur bahut achha laga. dua hai ke aap aise hi likhte rahe

Thanx & Regards
Jasdeep Singh
adaab jazdeep ji...bahut khuzhi hui jaanker aapko mera likha pazand aaya.aage bhi yunhin zaath dete rehiyega


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#26)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
3rd August 2007, 12:16 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
sara main bhi ek lambe arse ke baad hi jaha aaye hoon, aur aapne pariwaar mein loutne ki kushi bahut hoti hai..tum bhi janti ho.

sara aapki yeh nazam dil-fareb laggi, giley-shikwe karti laggi, jo bhi hai, mujhe bahut acchi laggi.

aapki sunita
adaab zunita ji,kaize hain aap?maaf karna badi der ze reply kar rahi hun..kya karun aaj kal vaqt nahi nikaal paarahi..
aap unmai ze hai jo hamezha hi mujhe zaraahti hai,mera zaath deti hai.iz zaath ko izi tarah barqaraar rakhiyega zunita ji..aati rahiyega.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#27)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
21st August 2007, 05:01 PM

Quote:
Originally Posted by aakhrijaan View Post
waaahh kya baat hia akelijaan.. mien bhi aapki tarah akeli jaan hi hu..
hello aakhrijaan ji,maaf karna aapka naam nahi jaanti..bahut acha laga aapko apni post per dekh.
per apne yeh nahi bataya ke aapko meri nazm kaisi lagi,zaroor bataiyega..
umeed karti hun aapka saath yunhin barqaraar rahega


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#28)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
21st August 2007, 05:09 PM

sunita ji aapko meri nazm itni pasand aayi ke aapne dobara reply kiya..mujhe sach bahut khushi hui..yunhin saath deti rahiyegaa


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#29)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
21st August 2007, 05:15 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
Pyari Sara..

Bahut der baad tumhara likha kuch padh rahi hun.. bahut hi khoobsoorat lagi tumhari yeh kalaam..

Khaaskar ke ye lines..

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.

Daad kubool karo dost!

Take Care..

~Priya
hello priya!!!!
kaisi ho???
tumahari daad sar aakhon per..khushi hui jaanker tumhe yeh lines zayada pasand aayi.
aage bhi yunhin saath deti rehna..
take care


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
hi
Old
  (#30)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 21st August 2007, 09:17 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
hello friends,
ek arse ke baad phir haazir hui hun apne kalaam ke saath,umeed hai aapke dilon mai ek choti si jagah banaane mai kamyaab hojaau.

to lijiyee,haazir hai,
-----------------------

kabhie dil jale,kyon hum mile??
jo hum mile,to gham mile,
kuch pal ke they yeh jo gul khile,
ab har peher,aankhen nam mile.

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.

gar hosake mujhe bhooljaa,
tuu door jaa,mujhe bhool jaa,
ab hum sanam kabhie na milen,
kar yeh ahed aur door jaa.

karti hain ab sargoshiyaan,
aur poochti hain yeh waadiyaan,
yeh kyon hua?kuch to bata,
phaili hain kyon tanhaayiaan????

waahhhhhhhh wahhhhhhhhhhh wahhhhhhhhh
kyaa style hai aap ki is kaavish ka, mujhe behad pasand aaya aap ka yeh kalaam mai sochtaa hoon mai ab tak kyun nahi aaya aap ke is kalam par ya meri aankho se kyun ye ab tak ozal raha. magar aaj padhaa to padhata hi rah gaya, sach men behtareen nagmaa hai aap ka, gungunaa kar bhi dekh ise mazaa a gaya,

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#31)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
22nd August 2007, 01:00 AM

salaam sara ji,

aapko shayad pehli bar paddha aaj, aur humein aapki yeh nazm pad-kar bahut khushi hui. aapka andaaz bi pasand aaya aur ehsaas bi. yuhin likte rahein aur khush rahein.

aapka dost

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#32)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
4th September 2007, 05:51 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
waahhhhhhhh wahhhhhhhhhhh wahhhhhhhhh
kyaa style hai aap ki is kaavish ka, mujhe behad pasand aaya aap ka yeh kalaam mai sochtaa hoon mai ab tak kyun nahi aaya aap ke is kalam par ya meri aankho se kyun ye ab tak ozal raha. magar aaj padhaa to padhata hi rah gaya, sach men behtareen nagmaa hai aap ka, gungunaa kar bhi dekh ise mazaa a gaya,

regards
manu
hello manu ji,
yeh to aapka badapan ahi aapko mera likha pasand aaya,warna meri kya bisaat.bahut khushi hui aapko yahan dekh.thnx a lot.
yunhin saath dete rahyega


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#33)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
4th September 2007, 07:22 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post

kabhie dil jale,kyon hum mile??
jo hum mile,to gham mile,
kuch pal ke they yeh jo gul khile,
ab har peher,aankhen nam mile.

bahut khoob kaha apne....

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.

yaddein bas yaddein hi to hain....

gar hosake mujhe bhooljaa,
tuu door jaa,mujhe bhool jaa,
ab hum sanam kabhie na milen,
kar yeh ahed aur door jaa.

very nice....

karti hain ab sargoshiyaan,
aur poochti hain yeh waadiyaan,
yeh kyon hua?kuch to bata,
phaili hain kyon tanhaayiaan????

bas sawaalon ke jawab kabhi nahin milte???

hote gar sawalon ke jawab
to kaun yaha hota tanha..
milta hain bas dard yaha..
uska hain na koi hisaab.

aadab sarajee.....

aapki koshish behad pasand aayi.....ehssas ke kya kehne......aise hi yaha aate rehna......

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#34)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 4th September 2007, 08:47 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
hello friends,
ek arse ke baad phir haazir hui hun apne kalaam ke saath,umeed hai aapke dilon mai ek choti si jagah banaane mai kamyaab hojaau.

to lijiyee,haazir hai,
-----------------------

kabhie dil jale,kyon hum mile??
jo hum mile,to gham mile,
kuch pal ke they yeh jo gul khile,
ab har peher,aankhen nam mile.

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.

gar hosake mujhe bhooljaa,
tuu door jaa,mujhe bhool jaa,
ab hum sanam kabhie na milen,
kar yeh ahed aur door jaa.

karti hain ab sargoshiyaan,
aur poochti hain yeh waadiyaan,
yeh kyon hua?kuch to bata,
phaili hain kyon tanhaayiaan????


wahhhhhhhhhhhhhhhhh
beautiful feelings.................
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#35)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
4th September 2007, 09:41 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
hello friends,
ek arse ke baad phir haazir hui hun apne kalaam ke saath,umeed hai aapke dilon mai ek choti si jagah banaane mai kamyaab hojaau.

to lijiyee,haazir hai,
-----------------------

kabhie dil jale,kyon hum mile??
jo hum mile,to gham mile,
kuch pal ke they yeh jo gul khile,
ab har peher,aankhen nam mile.

woh har lamha yaad aaye baar baar,
woh milna aur, phir milne ka intezaar,
na rehsaka kismat per kuch ikhtiyaar,
ek pal mai hi sab hogaya zaar zaar.

gar hosake mujhe bhooljaa,
tuu door jaa,mujhe bhool jaa,
ab hum sanam kabhie na milen,
kar yeh ahed aur door jaa.

karti hain ab sargoshiyaan,
aur poochti hain yeh waadiyaan,
yeh kyon hua?kuch to bata,
phaili hain kyon tanhaayiaan????

kabhie dil jale,kyon hum mile??
jo hum mile,to gham mile,
kuch pal ke they yeh jo gul khile,
ab har peher,aankhen nam mile.


karti hain ab sargoshiyaan,
aur poochti hain yeh waadiyaan,
yeh kyon hua?kuch to bata,
phaili hain kyon tanhaayiaan?


bohat khoob sara ji aapka likha behad acha laga khas tor per ye lines dil per asar ker gayen likhti rahiye khush rahiye.......


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#36)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
13th September 2007, 02:49 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
salaam sara ji,

aapko shayad pehli bar paddha aaj, aur humein aapki yeh nazm pad-kar bahut khushi hui. aapka andaaz bi pasand aaya aur ehsaas bi. yuhin likte rahein aur khush rahein.

aapka dost

manish
hello manish ji,
yeh to khushnaseebi hai meri ke pehli baar hi mai bhaagayi aapko meri nazm warna meri kya bisaat.bas umed karti hun aage bhi isistarah aapka saath milta rahega.
thnx so much


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#37)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
13th September 2007, 02:51 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
aadab sarajee.....

aapki koshish behad pasand aayi.....ehssas ke kya kehne......aise hi yaha aate rehna......

mausam
thnx so much mausam ji,bhaut khushi hui janaker aapko mera likha pasand aaya,aate rahiyega hum likhte rahenge.
khush rahen


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#38)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
13th September 2007, 02:53 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
wahhhhhhhhhhhhhhhhh
beautiful feelings.................

thnx lamha ji,bahut acha laga aapko yahan dekh.aate rahiyega yunhin,khush rahen


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#39)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
13th September 2007, 02:56 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kabhie dil jale,kyon hum mile??
jo hum mile,to gham mile,
kuch pal ke they yeh jo gul khile,
ab har peher,aankhen nam mile.


karti hain ab sargoshiyaan,
aur poochti hain yeh waadiyaan,
yeh kyon hua?kuch to bata,
phaili hain kyon tanhaayiaan?


bohat khoob sara ji aapka likha behad acha laga khas tor per ye lines dil per asar ker gayen likhti rahiye khush rahiye.......
thnx so much koi to ho ji,bahut khushi hui aapko yahan dekh.
yunhin sath deti rahiyega khush rahen


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Bewajah khafa ho jaate hai kabhie kabhie mann_chand Shayri-e-Dard 12 11th May 2009 06:11 AM
my version of kabhie kabhie ballu Shayri-e-Dard 0 19th October 2005 11:18 AM
kya pataa pyaar ke deepak jale naa jale tiyagi Shayri-e-Ishq 0 28th April 2005 12:38 PM
Kabhie Subha Say Kabhie Sehar Say mrshaami Aapki Shayri 4 23rd February 2005 12:41 AM
Pyaaar Mein Kabhie Kabhie...... shayar_rahul Humourous Shayri 0 11th March 2004 11:31 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com