Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Stories/Quotes/Anecdotes > Inspiring Stories

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Aaj kal padhne ke haalaat par
Old
  (#1)
ajay nidaan
nida
ajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud of
 
ajay nidaan's Avatar
 
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 27
Love Aaj kal padhne ke haalaat par - 6th January 2010, 10:26 AM

Aaj ke student chahe vo kisi bhi field ke ho Enggir kar rahe ho, pgdca kar rahe ho, Mca ,Bca, Msc cs, M-tak etc jo courses vo kar rahe hai aur jis bhee university se kar rahe hai vaha par unhe kis type se motivate kiya jaata hai aur khastaur se ye bataya jaaye ki unka nazariya, unki soch me ek vajan(concept) aur use define karne ka ek khoobsurat tareeka , ye way of presentation is prakaar ki class vaha li jaani chahiye jis se student apne is desh ki tarakee me apni kaabiyat puri tarah se saabeet kar sake aur iske liye us tutar aur us student dono bahut zyada mehanat karni hogi khastaur se tutar ko ki usne apni zindagi me kaamyaabi ko kis tarah se haasil kiya , vo tareeka kitna saarthak tha , kahane ka matlab ye hai ki ek saarthak aur sahi maadhyam se bhee zindagi me kaamyaabi haasil ki ja sakti hai. bas ek baat hai ki aapke soch ka dayra aur kitna face karne ki capacity hai , aap me aur us tutar ke practical Deep knowledge (particular field me) kitna hai , aur use explain karne ka tareeka kitna saral aur concept ke saath hai .


Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan

Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.


Last edited by ajay nidaan; 6th January 2010 at 10:30 AM..
 Send a message via ICQ to ajay nidaan Send a message via Yahoo to ajay nidaan Send a message via Skype™ to ajay nidaan 
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com