Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
shaheed-e-watan
Old
  (#1)
zamir
Registered User
zamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura about
 
zamir's Avatar
 
Offline
Posts: 176
Join Date: Mar 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
shaheed-e-watan - 24th November 2008, 07:38 PM

doston kuch mahino pehle hamaare mujeeb bhai ne mujhe subject diya tha
SHAHEED - E - WATAN jis par likhna mere liye bahot tough ho gaya tha

koshish ki hai pata nahi ehsaas kaise hain yaa is kalaam ko lekar mera nazariya kaisa hai



yaadon ki ek sunheri therir ban gayi
dil mein hamaare aapki tasveer ban gayi

chahat humein teri qurbaniyon se hai
ishq-e-watan ki yeh deewana kar gayi

apna ho yaa paraya tha humwatan tujhe
tanhai sarhadon ki aankhon mein bhar gayi

lehrata jata parcham aur girta jaata dushman
yeh zindagi teri qurbani mein kat gayi

jin se the tere rishte un ko bhi salaam
un ki naseeb to teri yaadon se bhar gayi

hai gam humein bhi itna tera eh shaheed
khushiyan bhi hamaari dard yeh seh gayi



tishna
  Send a message via Yahoo to zamir Send a message via AIM to zamir  
Reply With Quote
Old
  (#2)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
14th December 2008, 02:38 PM

bahut Khoob Zamir Ji....ek Acchi Koshish Per Hamari Aur Se Daad Qubool Kijiye.... Hame Hairat Hai Ke Itne Din Is Ghazal Per Kisi Nazar Kaise Nahi Padi.......

yuhi Likhte Rahiye

zainy




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#3)
zamir
Registered User
zamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura about
 
zamir's Avatar
 
Offline
Posts: 176
Join Date: Mar 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
15th December 2008, 06:41 PM

shukriya zainy ji aap ne hamare kalaam ko saraha yaani poore SDC ne ise pasand kiya hai
bahot accha laga aap ko pad kar


tishna
  Send a message via Yahoo to zamir Send a message via AIM to zamir  
Reply With Quote
Old
  (#4)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
15th December 2008, 07:30 PM

bahut accha kalam hain zamirji.......daad!

yunhi likhte rahe.....

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zamir
Registered User
zamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura about
 
zamir's Avatar
 
Offline
Posts: 176
Join Date: Mar 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
16th December 2008, 06:54 PM

thanks a lot mausam ji aap ne apna qeemti waqt diya
bahot bahot shukriya


tishna
  Send a message via Yahoo to zamir Send a message via AIM to zamir  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
20th December 2008, 09:16 PM

Zamir bhai.........main jo bhi kahne ja rahi hoon...umeed hai bura nahi maaNege, kyuNki aap hi kahte ho ki diii aapka review bahut jaroori hai meri post par, esi liye review dena mere liye behad jaroori hai.....maine aapki es poetry ko aaj tak bahut baar pada hai, par samaj nahi aa raha tha ki kaya jawaab doon, kyuNki aapki es poetry ne mujhe niraash kiya hai, aap es se kahiN behtar likh sakte hai, yeh mujhe maloom hai....ahsaas acche haiN, par jo baat honi chahiye thi woh nazar nahi aaye.....umeed hai next shayri jab bhi aap likhNge es kami ko us mein bakhoobi poora kareNge.

pyar aur duao.n ke saath
aapki diii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#7)
zamir
Registered User
zamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura about
 
zamir's Avatar
 
Offline
Posts: 176
Join Date: Mar 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
21st December 2008, 07:03 PM

salaam,

baaji bahot khushi hui aap ke reviews pad kar kyunki yahan koi to hai jo hai
mujhe yeh batata hai ki main kya hoon aur mujhe confident bhi deta hai
mujhe khud pata hai ki main ne kuch bhi aisa nahi likha hai
lekin koshish ki hai
pata nahi kyun aaj kal pehle jaisa likh nahi paa raha hoon
us tarah se mood nahi ban raha hai lekin phir ek baar koshish karke dekhta hoon
kyunki baaji aapki baatein meri bhalai ki taraf hain
lekin main zyaada tar romantic moods par sher likhta hoon isiliye yeh subject thoda tough tha lekin mujeeb ko bhi main ne kaha tha subject dene ke liye aur bas isiliye likh diya
lekin main ab se thoda aur accha try karoonga


tishna
  Send a message via Yahoo to zamir Send a message via AIM to zamir  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
shaheed di bewa loveleen Punjabi Poetry 10 10th September 2010 08:03 AM
Watan yasmeenraaz Aapki Shayri 1 22nd August 2006 07:38 PM
Watan yasmeenraaz Aapki Shayri 0 15th August 2006 12:08 PM
Aadar e Shaheed meena chheda Shayri-e-Dard 9 26th March 2006 08:06 PM
aye mere watan ke logon..........shaheed(a tribute from WE THE PEOPLE) plz read frnds dard_thesorrow Shayri-e-Dard 17 27th January 2005 11:58 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com