Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ek gazal ki koshish
Old
  (#1)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
Ek gazal ki koshish - 10th July 2007, 12:03 PM

behear --- 2/1122-1212-22/112


Faiz ki gazal ki zameen par likhi hui meri ek gazal aur soch aap sabke liye

koi bhi galti ho zarur bataye.



Kaate.N aaye kabhi gulaab aaye
Jo bhi aaye wo behisaab aaye

Rang udh jaaye unke chehre ka
Jab bhi meri wafa ke baab aaye

Baab- Topic

Abr –e-daanaa.ii ho jaaye oojhal
Jo zindgi main ek azaab aaye

Daanaa.ii – samjhdaari

Dost ban ke mile ya dushaman ho
Samne aaye to benaqaab aaye

Gham-e-rozgaar likh rahi “Shrddha”
Aise alam main kaise khwaab aaye


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
10th July 2007, 01:32 PM

Quote:
Originally Posted by shrdh View Post
behear --- 2/1122-1212-22/112


Faiz ki gazal ki zameen par likhi hui meri ek gazal aur soch aap sabke liye

koi bhi galti ho zarur bataye.



Kaate.N aaye kabhi gulaab aaye
Jo bhi aaye wo behisaab aaye......bahut khoob ahsaas hai.n....

Rang udh jaaye unke chehre ka
Jab bhi meri wafa ke baab aaye.......gahri baat kahi hai....

Baab- Topic

Abr –e-daanaa.ii ho jaaye oojhal
Jo zindgi main ek azaab aaye.........yeh sher bhi khoob hai...

Daanaa.ii – samjhdaari

Dost ban ke mile ya dushaman ho
Samne aaye to benaqaab aaye.......bilkul sahi kaha.. ....

Gham-e-rozgaar likh rahi “Shrddha”
Aise alam main kaise khwaab aaye.....bahut khoob....
dear shrddha, bahut khoob gazal kahi hai aapne Faiz ji ki zameen par...har sher umda aur dil ke kareeb laga...vaise bahut dino baad aapko jaha padna naseeb hua....umeed hai aap routine mei.n aati raheyn.gi ab.....aur aapki naye creations padne ko naseeb hoti rahey.ngi

yu hi likhti raho, aati raho aur kush raho
duao.n ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
bhut khub
Old
  (#3)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
bhut khub - 10th July 2007, 03:31 PM

Quote:
Originally Posted by shrdh View Post
behear --- 2/1122-1212-22/112


Faiz ki gazal ki zameen par likhi hui meri ek gazal aur soch aap sabke liye

koi bhi galti ho zarur bataye.



Kaate.N aaye kabhi gulaab aaye
Jo bhi aaye wo behisaab aaye

waaaaaaaaaaaah!

Rang udh jaaye unke chehre ka
Jab bhi meri wafa ke baab aaye

bhut khub shradh mazaa aa gyaa.......

Baab- Topic

Abr –e-daanaa.ii ho jaaye oojhal
Jo zindgi mein ek azaab aaye

bhut pukhta khyaal daad hazir hai.......

.ii – samjhdaari

Dost ban ke mile ya dushaman ho
Samne aaye to benaqaab aaye

or ye share to haasil-e-gazal raha......waaaaaaaaaah!

Gham-e-rozgaar likh rahi “Shrddha”
Aise alam main kaise khwaab aaye


makta bhi zordaar poori gazal hi lajawaab hai shrad ji.....is dil kash kalaam par meri dil se daad kabool kare......aapki agli gazal ka muntzir........raj.......



neend udd gayii meri aankhon se
jab kabhi bhi unke khaab aaye.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
10th July 2007, 10:12 PM

Quote:
Originally Posted by shrdh View Post
behear --- 2/1122-1212-22/112


Faiz ki gazal ki zameen par likhi hui meri ek gazal aur soch aap sabke liye

koi bhi galti ho zarur bataye.



Kaate.N aaye kabhi gulaab aaye
Jo bhi aaye wo behisaab aaye

Rang udh jaaye unke chehre ka
Jab bhi meri wafa ke baab aaye

Baab- Topic

Abr –e-daanaa.ii ho jaaye oojhal
Jo zindgi main ek azaab aaye

Daanaa.ii – samjhdaari

Dost ban ke mile ya dushaman ho
Samne aaye to benaqaab aaye

Gham-e-rozgaar likh rahi “Shrddha”
Aise alam main kaise khwaab aaye

wah shrdha ji bohat khoob likha hai ye ashaar bohat khoob lagay.......

Kaate.N aaye kabhi gulaab aaye
Jo bhi aaye wo behisaab aaye

Rang udh jaaye unke chehre ka
Jab bhi meri wafa ke baab aaye

yunhi likhti rahiye khush rahiye


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
10th July 2007, 10:19 PM

shradhha gazal kitnee achee hai baad men baat hogee bahut se log hain jo bata hee denge ki bahut umda likha hai tum ne un men mera shumar huya na huya fark anhee hai. fark jis baat ka hai wo is baat ka hai ki tum ne meree baat rakhee tum ayeen ghar ke darwaze tak hee lagata hai ki paraya hai andar chale ayo dikhta hai are ye to wahee darodeewar hain wahee tasweeren bhee hain jo hamaree hain bahut bahut shukriya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
10th July 2007, 11:11 PM

di
acha laga ek baar phir apko yahan paya to.
yuhi achi tahreer lekar yahan saari family mein shamil rahna

sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#7)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
11th July 2007, 06:21 PM

Sharadha ji..

Sabse pehle to aapka shukriya ada karna chaahungi, jo aap phir se yahan aayi.. aur dua karungi ki aapko hum sab yahan humesha paate rahein..

Ek khoobsoorat ghazal ke saath aapki vaapsi aur bhi zordaar ho gayi... Huemsah yunhi mehfil me rang sajaaiye.. aur humesha khush rahiye/.. aur phir kabhi bhi apne pyare parivar se door jaane ka sochiyega bhi nahi..

Take Care..


Maasoom ji - Anil ji.. ka bhi bahut bahut shukriya, Sharadha ji ko yahan vapis laane ke liye

Thanx!!

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#8)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Smile 11th July 2007, 10:22 PM

Quote:
Originally Posted by shrdh View Post
behear --- 2/1122-1212-22/112


Faiz ki gazal ki zameen par likhi hui meri ek gazal aur soch aap sabke liye

koi bhi galti ho zarur bataye.



Kaate.N aaye kabhi gulaab aaye
Jo bhi aaye wo behisaab aaye

Rang udh jaaye unke chehre ka
Jab bhi meri wafa ke baab aaye

Baab- Topic

Abr –e-daanaa.ii ho jaaye oojhal
Jo zindgi main ek azaab aaye

Daanaa.ii – samjhdaari

Dost ban ke mile ya dushaman ho
Samne aaye to benaqaab aaye

Gham-e-rozgaar likh rahi “Shrddha”
Aise alam main kaise khwaab aaye
Sharddha ji ko shaan ka salam,
Bahut khoob likha hai shrddha ji aapne
Mujhe bahut pasand aai aapki ye gazal
ye chuti se gazal ne bahut kuch bayan ker diya
bas aapyun hi hasnte or muskurate rahen
apna kyaal rakhiyega

Aapka dost
SHAAN


Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
ghalat behr
Old
  (#9)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
ghalat behr - 12th July 2007, 11:28 AM

Quote:
Originally Posted by shrdh View Post
behear --- 2/1122-1212-22/112


Faiz ki gazal ki zameen par likhi hui meri ek gazal aur soch aap sabke liye

koi bhi galti ho zarur bataye.



Kaate.N aaye kabhi gulaab aaye
Jo bhi aaye wo behisaab aaye

Rang udh jaaye unke chehre ka
Jab bhi meri wafa ke baab aaye

Baab- Topic

Abr –e-daanaa.ii ho jaaye oojhal
Jo zindgi main ek azaab aaye

Daanaa.ii – samjhdaari

Dost ban ke mile ya dushaman ho
Samne aaye to benaqaab aaye

Gham-e-rozgaar likh rahi “Shrddha”
Aise alam main kaise khwaab aaye
mai tumharee jhoothi taarif nahi karonga magar Ye behr jo tumne likhi hai vo ghalat hai, tumhaara kalaam is behr mai nahi hai, behr aise hi likh dene se nahi banti, us ke liye ghor tapasyaa aur mehnat karni padti hai
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
12th July 2007, 01:51 PM

Quote:
Originally Posted by shrdh View Post
Kaate.N aaye kabhi gulaab aaye
Jo bhi aaye wo behisaab aaye

Rang udh jaaye unke chehre ka
Jab bhi meri wafa ke baab aaye

Abr –e-daanaa.ii ho jaaye oojhal
Jo zindgi main ek azaab aaye


Dost ban ke mile ya dushaman ho
Samne aaye to benaqaab aaye

Gham-e-rozgaar likh rahi “Shrddha”
Aise alam main kaise khwaab aaye
Bahut hi khoobsurat nazm hai Shrddha Ji. Jaldi jaldi likha karo. Padhkar achha lagta hai...


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#11)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
13th July 2007, 09:35 AM

Kaate.N aaye kabhi gulaab aaye
Jo bhi aaye wo behisaab aaye


Dost ban ke mile ya dushaman ho
Samne aaye to benaqaab aaye


shrddha ji namaskaar

bada hi khoobsurat or bhavo se bharpoor kalam likh ahai aaj aapne
bus samajh lo ki sher seedhe dil me utar gaye

merii daad hazir hai kabool farmaiyega

shukriyaa

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
13th July 2007, 10:23 AM

Shrdh Didi namaskaaR:

aapkii Ghazal naZ^ar nawaaZ hu'ii..baRii khuShii hu''ii aapkii Ghazal ko paRh ke..maiN koYii saaHib-e-fan yaa beHr jaanne waala taZarbaakaar nahiiN hooN..aik taalib ilm huN..to ba-harhaal yeH Ghazal Bahot Khuub lagii..! aik umdaah kosiSh aapkii taraf sey..aor rahii baat GhaltiYoN kii to wo dheere dheere door ho jaaYeNgii..aapne Ghazal meiN aSh'aar ko Bahot Khuub bayaaN kiYaa haii ess sey Ghazal aor ziyaadah rawaaN lagtii hai..ess purasar Ghazal par Diilii daad-o-mubaarakbaad ko qabool farmaaYeN..maShq zaaree raKheN..duaa hai Z^aor-e-qalaam aor baRheN ziyaadaaH..

Ghazal ka mat^la be-Had pasaNd aaYa..!

khuSh raheN..apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka
Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...

Last edited by Dhaval; 13th July 2007 at 10:27 AM..
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Koshish ki hai................... Kavita Negi Shayri-e-Dard 36 3rd June 2010 01:59 PM
koshish puspayudh Aapki Shayri 1 20th October 2007 01:47 PM
Dard kagaz pe utara to gazal ban gayii (GAZAL) rajveeer Shayri-e-Dard 14 27th June 2007 06:48 PM
Zindgi Ka Safar Tanha (gazal Mai Meri Ek Aur Koshish) shrdh Shayri-e-Dard 32 5th April 2006 01:01 PM
Koshish deeps_dear Shayri-e-Dard 1 17th March 2004 07:01 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com