Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Shayad Mein Teri Zaat Mein Shamil Nahi Raha
Old
  (#1)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
Shayad Mein Teri Zaat Mein Shamil Nahi Raha - 4th June 2008, 07:44 PM

Aslam u Alaikum ,

Dosto , aik or dil se aye awaz ko likh ker laya hon ..................dua kerta hon app ko passand aye


shayad mein teri zaat mein shamil nahi raha
dil mein khaloos ankh mein kajal nahi raha

chup chap aa ker dekh to berpa qayamtien
baazi-e-ishq se mujhy kuch hasil nahi raha

usne andheri rat ki taqdeer bakhsh di
sorij hamary mad-e-muqabil nahi raha

derya bhi saath saath hai paani ki piyas bhi
jeeny ka ab yakeen jo kamil nahi raha

sochon ke imtehan mein "Mujeeb" hum rahy
yeh sar to reh gya koi qatil nahi raha


Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#2)
rishi22722
Ik Dukh hor Sahi
rishi22722 has a spectacular aura aboutrishi22722 has a spectacular aura about
 
rishi22722's Avatar
 
Offline
Posts: 172
Join Date: Jan 2008
Location: Adelaide (Australia)
Rep Power: 18
4th June 2008, 08:02 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Aslam u Alaikum ,

Dosto , aik or dil se aye awaz ko likh ker laya hon ..................dua kerta hon app ko passand aye


shayad mein teri zaat mein shamil nahi raha
dil mein khaloos ankh mein kajal nahi raha

chup chap aa ker dekh to berpa qayamtien
baazi-e-ishq se mujhy kuch hasil nahi raha

usne andheri rat ki taqdeer bakhsh di
sorij hamary mad-e-muqabil nahi raha

derya bhi saath saath hai paani ki piyas bhi
jeeny ka ab yakeen jo kamil nahi raha

sochon ke imtehan mein "Mujeeb" hum rahy
yeh sar to reh gya koi qatil nahi raha


Mujeeb
Bhai Jab bhi likhte ho Gazab hi likhte ho...

Rishi


Aasha ka Deep Jalaye Baitha HooN
Mann mein tujhe Basae Baitha HooN
Aana hai to jaldi aa E DosT,
Zindgi apni to kiyA,
Udhaar ki bhi Khaye Baitha HooN.
  Send a message via Yahoo to rishi22722 Send a message via Skype™ to rishi22722 
Reply With Quote
Old
  (#3)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 4th June 2008, 08:12 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Aslam u Alaikum ,

Dosto , aik or dil se aye awaz ko likh ker laya hon ..................dua kerta hon app ko passand aye


shayad mein teri zaat mein shamil nahi raha
dil mein khaloos ankh mein kajal nahi raha

chup chap aa ker dekh to berpa qayamtien
baazi-e-ishq se mujhy kuch hasil nahi raha

usne andheri rat ki taqdeer bakhsh di
sorij hamary mad-e-muqabil nahi raha

derya bhi saath saath hai paani ki piyas bhi
jeeny ka ab yakeen jo kamil nahi raha

sochon ke imtehan mein "Mujeeb" hum rahy
yeh sar to reh gya koi qatil nahi raha


Mujeeb
sochon ke imtehan mein "Mujeeb" hum rahy
yeh sar to reh gya koi qatil nahi raha
Mujeeb sahab Assalam-o-Alaykum janaab ek baar phir baht khobsoorat kalaam se aapne mehfil ko roshan kiya hai aapki is gazal ka ek ek sher mujhe khud apne pe likha hua laga dil ko chu gaya likha aapka ese hi likhtey rahiye aur hamesha khush rahiye.....Ameen
Meri daad aapke liye kubool ho


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
5th June 2008, 01:40 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Aslam u Alaikum ,

Dosto , aik or dil se aye awaz ko likh ker laya hon ..................dua kerta hon app ko passand aye


shayad mein teri zaat mein shamil nahi raha
dil mein khaloos ankh mein kajal nahi raha

chup chap aa ker dekh to berpa qayamtien
baazi-e-ishq se mujhy kuch hasil nahi raha

usne andheri rat ki taqdeer bakhsh di
sorij hamary mad-e-muqabil nahi raha

derya bhi saath saath hai paani ki piyas bhi
jeeny ka ab yakeen jo kamil nahi raha

sochon ke imtehan mein "Mujeeb" hum rahy
yeh sar to reh gya koi qatil nahi raha


Mujeeb
Mujeeb bhai aap to bahut khoob likhtey ho bhai, phir etne din aapki kalam khamosh kyu thi......ab esko khamosh mat hone dena.....!

duao.n ke saath
aapki Baji


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
7th June 2008, 08:08 PM

Quote:
Originally Posted by rishi22722 View Post
Bhai Jab bhi likhte ho Gazab hi likhte ho...

Rishi

Mohterem Rishi Sahab

App ki bahut mehbaani , app ne apne keemti waqt se thoda sa waqt meri is koshish ko nawazish ... bahut bahut bahut Shukriya

Aise hi saath dety rahiye

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#6)
zamir
Registered User
zamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura about
 
zamir's Avatar
 
Offline
Posts: 176
Join Date: Mar 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
6th July 2008, 12:09 AM

sochon ke imtehan mein "Mujeeb" hum rahy
yeh sar to reh gya koi qatil nahi raha

salaam aaj tak waqt ki masrufiyat ki wajah se aap ke kalaam par nazar nahi daali
thi lekin ab hum aap ke har kalaam par gaur karenge kyunki

inmein bahot kuch hai jis se humein bhi seekhne ko milega
main aapko apni khaami batata hoon
main jab bhi kuch likhta hoon to bahot kam sochta hoon
bahot kam gaur karta hoon 5 se 7 min mein main apni gazal poori karta hoon

lekin aap ko pad kar lagta hai ki aap in sheron ko apna din apni raatein saunp chuke ho
aap ko pad kar ek baat to zaahir hoti aisa kahin mehsoos nahi hota hai ki aap ne koi bhi sher mechanically likha ho
ek ek lafz dil ki sada lagta hai
ho sake to mujhe maaf karna kyunki zara waqt ki kami ki wajah se main ne aap ke kalaam par gaur nahi kiya
lekin aaj se ek wada jab bhi hum SDC visit karenge to sab se pehle aap ke naksh ko dhoodenge

shukriya itne behtar kalamon ke liye
aaj se hum acche dost hue


tishna
  Send a message via Yahoo to zamir Send a message via AIM to zamir  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
6th July 2008, 08:19 PM

Quote:
Originally Posted by tishna View Post
sochon ke imtehan mein "Mujeeb" hum rahy
yeh sar to reh gya koi qatil nahi raha

salaam aaj tak waqt ki masrufiyat ki wajah se aap ke kalaam par nazar nahi daali
thi lekin ab hum aap ke har kalaam par gaur karenge kyunki

inmein bahot kuch hai jis se humein bhi seekhne ko milega
main aapko apni khaami batata hoon
main jab bhi kuch likhta hoon to bahot kam sochta hoon
bahot kam gaur karta hoon 5 se 7 min mein main apni gazal poori karta hoon

lekin aap ko pad kar lagta hai ki aap in sheron ko apna din apni raatein saunp chuke ho
aap ko pad kar ek baat to zaahir hoti aisa kahin mehsoos nahi hota hai ki aap ne koi bhi sher mechanically likha ho
ek ek lafz dil ki sada lagta hai
ho sake to mujhe maaf karna kyunki zara waqt ki kami ki wajah se main ne aap ke kalaam par gaur nahi kiya
lekin aaj se ek wada jab bhi hum SDC visit karenge to sab se pehle aap ke naksh ko dhoodenge

shukriya itne behtar kalamon ke liye
aaj se hum acche dost hue

appki is innayat ne mera likhna aur bhi khushnuma bana diya ... yakeen maaniye appke is jawab ne mera dil jeet liya ... app jese her pedhne waala ho to shayad ... likhne waale kabhi rok hi na paaien khud ko ...

app ki tareef ne mujhe baagh baagh ker diya ...

mujhe meri auqaat se bhi zyada alfazo se nawaza hai aapne , behad shukriya appka


Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#8)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
8th July 2008, 04:30 PM

janaab mujeeb saheb !

bahut hi behtareen ghazal chaspa ki yahaN aapne !

isse nazar karte waQt jane kyuN laga jaise pehle bhi mukhatib ho chuka huN !
khair
derya bhi saath saath hai paani ki piyas bhi
jeeny ka ab yakeen jo kamil nahi raha

sochon ke imtehan mein "Mujeeb" hum rahy
yeh sar to reh gya koi qatil nahi raha

inn ashaaroN ne dil me kuch khaas jagah bana li!
tareef Qabool ho!


andaaz
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
mere har pal mein ek tum hi shamil ho secret admirer Shayri-e-Ishq 16 28th June 2010 01:30 PM
Wo ehsas hi kya jis mein tum shamil Nahi naresh Shayri-e-Ishq 0 11th February 2010 07:58 PM
Un Aansuo Mein Shamil Hum Na Ho land_cruiser Shayri-e-Ishq 0 28th August 2006 10:57 PM
shayad mein use alwida kehduga ya shayad mein RO.PADUGA puneetgrover Shayri-e-Dard 5 25th January 2004 07:53 PM
SHAYAD use alwida kehduga ya shayad mein ro parunga!! puneetgrover Shayri-e-Sharaab 0 24th January 2004 08:57 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com