Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Hayya Mein Lipta Hua Gul-e-gulaab Dekha..!!
Old
  (#1)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Love Hayya Mein Lipta Hua Gul-e-gulaab Dekha..!! - 25th February 2015, 02:32 PM

Adaab... hazireen-e-meHfil-e-ishQ,
pesh-e-khidmat haiN kuch ishqiya "khayaal":-


anjuman-e-yaaraN meiN mahtaab dekha!
hayya meiN lipta hua gul-e-gulaab dekha..

anjuman-yaaraN : gathering of friends

fizaa mehak rahi thi dil-fareeb khushbu se!
khush-guluu ik darmiyaan-e-ahbaab dekha

khush-guluu : one with sweet voice
darmiyaan-e-ahbaab : in between friends

chaashni mohabbat ki ghul sii gayii jism meiN!
aankhoN meiN daal ke aankheiN jab janaab dekha

chaashni : flavour

un ke lams ne dunia meiN hii dikhlaayi jannat!
raat neend meiN kitna haseeN khwaab dekha

qissa-e-shab-e-milaap ka ehwaal mat poocho!
ik chaand se chehre ko apne liye betaab dekha


qissa-e-shab-e-milaap : story of the night of meeting

'parStaar' jaaN se haara ik saraapa-e-husn pe!
zindagi meiN na uss jesa koi shabaab dekha...


saraapa-e-husn : totally beautiful
shabaab : prime of life


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
25th February 2015, 02:59 PM

waaah...der se hi sahi par bahut khoobsurat tohfa diya hai aapne mahfil ko....
har ek shabd mohabbat ki chashni me dooba hua....bahut lutf aaya padkar...

chaashni mohabbat ki ghul sii gayii jism meiN!
aankhoN meiN daal ke aankheiN jab janaab dekha

chaashni : flavour

un ke lams ne dunia meiN hii dikhlaayi jannat!
raat neend meiN kitna haseeN khwaab dekha

qissa-e-shab-e-milaap ka ehwaal mat poocho!
ik chaand se chehre ko apne liye betaab dekha
Bahut khoob...dher sari dili daad kubool karein..
yoon mahfil sajate rahein..
aate rahein...
khush rahein...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
25th February 2015, 06:29 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Adaab... hazireen-e-meHfil-e-ishQ,
pesh-e-khidmat haiN kuch ishqiya "khayaal":-


anjuman-e-yaaraN meiN mahtaab dekha!
hayya meiN lipta hua gul-e-gulaab dekha..

anjuman-yaaraN : gathering of friends

fizaa mehak rahi thi dil-fareeb khushbu se!
khush-guluu ik darmiyaan-e-ahbaab dekha

khush-guluu : one with sweet voice
darmiyaan-e-ahbaab : in between friends

chaashni mohabbat ki ghul sii gayii jism meiN!
aankhoN meiN daal ke aankheiN jab janaab dekha

chaashni : flavour

un ke lams ne dunia meiN hii dikhlaayi jannat!
raat neend meiN kitna haseeN khwaab dekha

qissa-e-shab-e-milaap ka ehwaal mat poocho!
ik chaand se chehre ko apne liye betaab dekha


qissa-e-shab-e-milaap : story of the night of meeting

'parStaar' jaaN se haara ik saraapa-e-husn pe!
zindagi meiN na uss jesa koi shabaab dekha...


saraapa-e-husn : totally beautiful
shabaab : prime of life
Wah Hassan ji wah!

Ek baat to manni padegi ki shayri e ishq mein apko koi beat nahi kar sakta. You are excellent in writing romantic shayri.

Phir se ek baar subhaanallah..


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
25th February 2015, 08:03 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Adaab... hazireen-e-meHfil-e-ishQ,
pesh-e-khidmat haiN kuch ishqiya "khayaal":-


anjuman-e-yaaraN meiN mahtaab dekha!
hayya meiN lipta hua gul-e-gulaab dekha..

anjuman-yaaraN : gathering of friends

fizaa mehak rahi thi dil-fareeb khushbu se!
khush-guluu ik darmiyaan-e-ahbaab dekha

khush-guluu : one with sweet voice
darmiyaan-e-ahbaab : in between friends

chaashni mohabbat ki ghul sii gayii jism meiN!
aankhoN meiN daal ke aankheiN jab janaab dekha

chaashni : flavour

un ke lams ne dunia meiN hii dikhlaayi jannat!
raat neend meiN kitna haseeN khwaab dekha

qissa-e-shab-e-milaap ka ehwaal mat poocho!
ik chaand se chehre ko apne liye betaab dekha


qissa-e-shab-e-milaap : story of the night of meeting

'parStaar' jaaN se haara ik saraapa-e-husn pe!
zindagi meiN na uss jesa koi shabaab dekha...


saraapa-e-husn : totally beautiful
shabaab : prime of life
Wahhhh...wah wah..
Kya baat hai janaab.
Mohabbat ke ehsasaat se labrez yeh kalaam to jaise makhmoor he kiye jaata hai.
AankheiN band karo aur mehsoos karo, bas poochiye he mat.
Beshumaar daad.


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
25th February 2015, 09:09 PM

hasssan jee kamaal hee kamaal ka likha hai aapne.......reps deta hu....if possible...



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
25th February 2015, 10:31 PM

Waah Hasan bhai bahut kamal ka likha hai aapne, bus chandni aur chasni dono ghul gaye dilo dimaag pe .

Ama MiyaN kyuN mehroom rakhte ho humein itni pyari pyari ghazalon se...Umeed hai ki aap ki aur bhi ghazal perne ko milenge jald hi..

Tau aap ki agli peshkash ke intezar meiN..

Sanjay sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
26th February 2015, 09:53 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Adaab... hazireen-e-meHfil-e-ishQ,
pesh-e-khidmat haiN kuch ishqiya "khayaal":-


anjuman-e-yaaraN meiN mahtaab dekha!
hayya meiN lipta hua gul-e-gulaab dekha..

anjuman-yaaraN : gathering of friends

fizaa mehak rahi thi dil-fareeb khushbu se!
khush-guluu ik darmiyaan-e-ahbaab dekha

khush-guluu : one with sweet voice
darmiyaan-e-ahbaab : in between friends

chaashni mohabbat ki ghul sii gayii jism meiN!
aankhoN meiN daal ke aankheiN jab janaab dekha

chaashni : flavour

un ke lams ne dunia meiN hii dikhlaayi jannat!
raat neend meiN kitna haseeN khwaab dekha

qissa-e-shab-e-milaap ka ehwaal mat poocho!
ik chaand se chehre ko apne liye betaab dekha


qissa-e-shab-e-milaap : story of the night of meeting

'parStaar' jaaN se haara ik saraapa-e-husn pe!
zindagi meiN na uss jesa koi shabaab dekha...


saraapa-e-husn : totally beautiful
shabaab : prime of life

haseen khayal aur umdah peshkash hassan saahab........ waaahhhhhhh
nayaab peshkash e liye tahe dil se daad aur mubaarakbad aapko....

aatee rahiyegaa

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Sabhat khan
Registered User
Sabhat khan will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 122
Join Date: Feb 2015
Rep Power: 10
26th February 2015, 10:51 PM

BAhoot khoob janab,,,,, Aapki tasweer dikhrahi hae is shayr me,,
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 4th March 2015, 08:41 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
waaah...der se hi sahi par bahut khoobsurat tohfa diya hai aapne mahfil ko....
har ek shabd mohabbat ki chashni me dooba hua....bahut lutf aaya padkar...

chaashni mohabbat ki ghul sii gayii jism meiN!
aankhoN meiN daal ke aankheiN jab janaab dekha

chaashni : flavour

un ke lams ne dunia meiN hii dikhlaayi jannat!
raat neend meiN kitna haseeN khwaab dekha

qissa-e-shab-e-milaap ka ehwaal mat poocho!
ik chaand se chehre ko apne liye betaab dekha
Bahut khoob...dher sari dili daad kubool karein..
yoon mahfil sajate rahein..
aate rahein...
khush rahein...
Madhu jee..

Hausla afzaai aur had-darja pazeeraayi ke liye behad manoon-o-
mashkoor hooN!

saath dete rahiye ga..

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 13th March 2015, 11:03 AM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Wah Hassan ji wah!

Ek baat to manni padegi ki shayri e ishq mein apko koi beat nahi kar sakta. You are excellent in writing romantic shayri.

Phir se ek baar subhaanallah..
Sarika jee...

Itne baday khitaab ky liye teh-e-dil se zer-e-baar hooN!

aagy bhi aise hii saath kii umeed rahe gii...

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
tabaah
Registered User
tabaah has a spectacular aura abouttabaah has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 239
Join Date: Nov 2013
Rep Power: 12
13th March 2015, 08:17 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Adaab... hazireen-e-meHfil-e-ishQ,
pesh-e-khidmat haiN kuch ishqiya "khayaal":-


anjuman-e-yaaraN meiN mahtaab dekha!
hayya meiN lipta hua gul-e-gulaab dekha..

anjuman-yaaraN : gathering of friends

fizaa mehak rahi thi dil-fareeb khushbu se!
khush-guluu ik darmiyaan-e-ahbaab dekha

khush-guluu : one with sweet voice
darmiyaan-e-ahbaab : in between friends

chaashni mohabbat ki ghul sii gayii jism meiN!
aankhoN meiN daal ke aankheiN jab janaab dekha

chaashni : flavour

un ke lams ne dunia meiN hii dikhlaayi jannat!
raat neend meiN kitna haseeN khwaab dekha

qissa-e-shab-e-milaap ka ehwaal mat poocho!
ik chaand se chehre ko apne liye betaab dekha


qissa-e-shab-e-milaap : story of the night of meeting

'parStaar' jaaN se haara ik saraapa-e-husn pe!
zindagi meiN na uss jesa koi shabaab dekha...


saraapa-e-husn : totally beautiful
shabaab : prime of life
waah waaah Hassan bhai bahut khoooob bahut khoob dil sukun or kushi se jhum utha is peshkash ko padh ke, ek nayi kushboo ek nayi mehak k sath aaye ho aap mehfil me.. bahut khubsurat peshkash..


Mujse ab Shayriya nahi hoti,
mujhe Lafzo ne maar dala hai...nm
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 1st May 2015, 11:44 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Wahhhh...wah wah..
Kya baat hai janaab.
Mohabbat ke ehsasaat se labrez yeh kalaam to jaise makhmoor he kiye jaata hai.
AankheiN band karo aur mehsoos karo, bas poochiye he mat.
Beshumaar daad.
Sagar Aashna saahab...

Daad aur had darja pazeeraayi ke liye teh e dil sy mamnoon hoon!

Salamat Rahiye... Milte rahiye...


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
2nd May 2015, 08:07 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Adaab... hazireen-e-meHfil-e-ishQ,
pesh-e-khidmat haiN kuch ishqiya "khayaal":-


anjuman-e-yaaraN meiN mahtaab dekha!
hayya meiN lipta hua gul-e-gulaab dekha..

anjuman-yaaraN : gathering of friends

fizaa mehak rahi thi dil-fareeb khushbu se!
khush-guluu ik darmiyaan-e-ahbaab dekha

khush-guluu : one with sweet voice
darmiyaan-e-ahbaab : in between friends

chaashni mohabbat ki ghul sii gayii jism meiN!
aankhoN meiN daal ke aankheiN jab janaab dekha

chaashni : flavour

un ke lams ne dunia meiN hii dikhlaayi jannat!
raat neend meiN kitna haseeN khwaab dekha

qissa-e-shab-e-milaap ka ehwaal mat poocho!
ik chaand se chehre ko apne liye betaab dekha


qissa-e-shab-e-milaap : story of the night of meeting

'parStaar' jaaN se haara ik saraapa-e-husn pe!
zindagi meiN na uss jesa koi shabaab dekha...


saraapa-e-husn : totally beautiful
shabaab : prime of life
Aafreen se jyaad kya kahun har sher muqammal hua hai Janaab. Bahut umdaa khayaal bazm mein rakhe hai aapne...

anjuman-e-yaaraN meiN mahtaab dekha!
hayya meiN lipta hua gul-e-gulaab dekha..


Wah Gulaab bhi apna wajood soch kar has de...kis khoobi se hayya ko mahtaab par lapetaa hai aapne .... ghayal ho gaye hum to

fizaa mehak rahi thi dil-fareeb khushbu se!
khush-guluu ik darmiyaan-e-ahbaab dekha


muqarrar janaab, fizaa to aapne mehkaayi hai yeh sher padhkar...behat umdaa


chaashni mohabbat ki ghul sii gayii jism meiN!
aankhoN meiN daal ke aankheiN jab janaab dekha


Yeh sher to sach mein itni saadgi se qatl kar ke gaya hai ki hum chah kar bhi rok nahi paaye khud ko....aankhon aakhon mein nashaa sa chaa gaya, bahut khoob


un ke lams ne dunia meiN hii dikhlaayi jannat!
raat neend meiN kitna haseeN khwaab dekha

qissa-e-shab-e-milaap ka ehwaal mat poocho!
ik chaand se chehre ko apne liye betaab dekha


mujhe to khud is khwaab se baahar nahi aana hai mere bhai kyun is tarah sitam dhaa rahe hooN. Itni sanjeedgi se itni naazuk ghazal rakhoge to hum jaise log hosh mein kaha aa paayeinge...


'parStaar' jaaN se haara ik saraapa-e-husn pe!
zindagi meiN na uss jesa koi shabaab dekha...


Maqta to kya hua hai janaab. Bahut khoob. This is a masterpiece and hats off to you on writing such beautiful poetry..

likhte rahe, humhe nawaazte raheiN aur salaamat raheiN.



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#14)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
2nd May 2015, 03:22 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Adaab... hazireen-e-meHfil-e-ishQ,
pesh-e-khidmat haiN kuch ishqiya "khayaal":-


anjuman-e-yaaraN meiN mahtaab dekha!
hayya meiN lipta hua gul-e-gulaab dekha..

anjuman-yaaraN : gathering of friends

fizaa mehak rahi thi dil-fareeb khushbu se!
khush-guluu ik darmiyaan-e-ahbaab dekha

khush-guluu : one with sweet voice
darmiyaan-e-ahbaab : in between friends

chaashni mohabbat ki ghul sii gayii jism meiN!
aankhoN meiN daal ke aankheiN jab janaab dekha

chaashni : flavour

un ke lams ne dunia meiN hii dikhlaayi jannat!
raat neend meiN kitna haseeN khwaab dekha

qissa-e-shab-e-milaap ka ehwaal mat poocho!
ik chaand se chehre ko apne liye betaab dekha


qissa-e-shab-e-milaap : story of the night of meeting

'parStaar' jaaN se haara ik saraapa-e-husn pe!
zindagi meiN na uss jesa koi shabaab dekha...


saraapa-e-husn : totally beautiful
shabaab : prime of life


wahhh wahhhh...kya tareef ki hai aapne apne mehboob ki, bhai jara us mahtaab ke hame bhi darshan kara dijiye, HSN bhai....behad khoobsurat, ishq ki bulandiyoN ko choote ehsaas....accha lga aapko padna.

duaoN ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 4th May 2015, 11:09 AM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
hasssan jee kamaal hee kamaal ka likha hai aapne.......reps deta hu....if possible...
Arvind jee..

Adna sii koshish ko pasand karne ke liye bohat shukriyaa!

Regards,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
15th May 2015, 01:22 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Waah Hasan bhai bahut kamal ka likha hai aapne, bus chandni aur chasni dono ghul gaye dilo dimaag pe .

Ama MiyaN kyuN mehroom rakhte ho humein itni pyari pyari ghazalon se...Umeed hai ki aap ki aur bhi ghazal perne ko milenge jald hi..

Tau aap ki agli peshkash ke intezar meiN..

Sanjay sehgal
Sanjay jee..

Khaak alfaazoN kii pazeeraayi ky liye teh-e-dil se mashkoor hooN!

salamat rahen...

khush rahen...


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 18th May 2015, 04:00 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
haseen khayal aur umdah peshkash hassan saahab........ waaahhhhhhh
nayaab peshkash e liye tahe dil se daad aur mubaarakbad aapko....

aatee rahiyegaa

Shaad....
Shaad bhai ...

MohabbatoN se nawaazne ky liye teh-e-dil se mashkoor o manoon hooN!

salamat rahen..

milte rahen...


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 6th September 2015, 01:11 PM

Quote:
Originally Posted by Sabhat khan View Post
BAhoot khoob janab,,,,, Aapki tasweer dikhrahi hae is shayr me,,

Sabhat Khan saahab...

Daad aur had darja pazeeraayi ke liye teh e dil sy mamnoon hoon!

Salamat Rahiye...


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
6th September 2015, 01:38 PM

Waah, Bahut hi khoob, Hassan Ji...!

Lajawaab peshkash ke liye hamari taraf se bhi mubarakbaad...!

DuaaoN ke saath




Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#20)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
7th September 2015, 12:31 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Adaab... hazireen-e-meHfil-e-ishQ,
pesh-e-khidmat haiN kuch ishqiya "khayaal":-


anjuman-e-yaaraN meiN mahtaab dekha!
hayya meiN lipta hua gul-e-gulaab dekha..

anjuman-yaaraN : gathering of friends

fizaa mehak rahi thi dil-fareeb khushbu se!
khush-guluu ik darmiyaan-e-ahbaab dekha

khush-guluu : one with sweet voice
darmiyaan-e-ahbaab : in between friends

chaashni mohabbat ki ghul sii gayii jism meiN!
aankhoN meiN daal ke aankheiN jab janaab dekha

chaashni : flavour

un ke lams ne dunia meiN hii dikhlaayi jannat!
raat neend meiN kitna haseeN khwaab dekha

qissa-e-shab-e-milaap ka ehwaal mat poocho!
ik chaand se chehre ko apne liye betaab dekha


qissa-e-shab-e-milaap : story of the night of meeting

'parStaar' jaaN se haara ik saraapa-e-husn pe!
zindagi meiN na uss jesa koi shabaab dekha...


saraapa-e-husn : totally beautiful
shabaab : prime of life
"qissa-e-shab-e-milaap ka ehwaal mat poocho!
ik chaand se chehre ko apne liye betaab dekha"

waah janaab hassan ji...aap to bas ....bahut hi behtar kahne lage aap....
MohabbatoN meiN labrez waah...dili daad wasool paaiyega ....
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#21)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
7th September 2015, 03:12 PM

dilfareb ghazal kahi aap ne hasan saheb
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
7th September 2015, 09:59 PM

khoobsoorat ghazal hassan bhai......................................


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
30th October 2015, 03:42 PM

Quote:
Originally Posted by tabaah View Post
waah waaah Hassan bhai bahut khoooob bahut khoob dil sukun or kushi se jhum utha is peshkash ko padh ke, ek nayi kushboo ek nayi mehak k sath aaye ho aap mehfil me.. bahut khubsurat peshkash..
Tabaah saahab,

Pazeeraayi aur mohabbatoN se nawaazne ke liye dil se shukriya!

Khush rahiye,

Regards,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com