Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 4 votes, 5.00 average. Display Modes
Main Kisi Se Kuch Kehta Nahi...
Old
  (#1)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Thumbs up Main Kisi Se Kuch Kehta Nahi... - 19th January 2013, 01:40 PM

Main kisi se kuch kehta nahi,
Apna dard apne jazbaat khud hi sehleta hun,
Dekhta hun muskurakar kabhi use,
Kabhi apni kismet per ro leta hun,
Lekin main kisi se kuch kehta nahi,

Tanhaiyan bohot hai chalo apnata hun,
Mohabbat jo ki kabhi kabhi pachta-ta hun,
Hasta to har pal hun, har manzar sarhaata hun,
Main kuch apni hi soch mein ulajh jaata hun,
Lekin main kisi se kuch kehta nahi,

Na jaane kis saaz ki saza main pata hun,
Izhaare-Mohabbat mein ashq bahaata hun,
Kabhi baat karni chahun usse to jhijakta hun,
Hazaar baar ta-laa hun, phir talta hun,
Lekin main kisi se kuch kehta nahi,

Woh aksar saahil par jaaker baithna,
Akele sard mausam mein tujhe yaad karna,
Aankhon se aansun nikal aate hai, unpar hasna,
Kabhi tujhse hi has kar baatein karna, scohta hun,
Lekin main kisi se kuch kehta nahi,

Mere chehre par kuch alag se tassur hai aaj kal,
Ab sochta hun kisi se kuch baat karun,
Main is zaat-e-dard ko dil se nijaad karun,
Main muskuraun phir tujhse baat karun, Sochta hun…
Lekin 'Abrar' kisi se kuch kehta nahi …




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
19th January 2013, 01:49 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Main kisi se kuch kehta nahi,
Apna dard apne jazbaat khud hi sehleta hun,
Dekhta hun muskurakar kabhi use,
Kabhi apni kismet per ro leta hun,
Lekin main kisi se kuch kehta nahi,

Tanhaiyan bohot hai chalo apnata hun,
Mohabbat jo ki kabhi kabhi pachta-ta hun,
Hasta to har pal hun, har manzar sarhaata hun,
Main kuch apni hi soch mein ulajh jaata hun,
Lekin main kisi se kuch kehta nahi,

Na jaane kis saaz ki saza main pata hun,
Izhaare-Mohabbat mein ashq bahaata hun,
Kabhi baat karni chahun usse to jhijakta hun,
Hazaar baar ta-laa hun, phir talta hun,
Lekin main kisi se kuch kehta nahi,

Woh aksar saahil par jaaker baithna,
Akele sard mausam mein tujhe yaad karna,
Aankhon se aansun nikal aate hai, unpar hasna,
Kabhi tujhse hi has kar baatein karna, scohta hun,
Lekin main kisi se kuch kehta nahi,

Mere chehre par kuch alag se tassur hai aaj kal,
Ab sochta hun kisi se kuch baat karun,
Main is zaat-e-dard ko dil se nijaad karun,
Main muskuraun phir tujhse baat karun, Sochta hun…
Lekin 'Abrar' kisi se kuch kehta nahi …
koe woqt hun bhi aise hi thy sahab..
Ab jane kaise hain

Apni hi yaad aake rah gayee

Very nice
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#3)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
19th January 2013, 02:47 PM

nice creation.....straight from ur heart......



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
20th January 2013, 10:15 AM

Abraar bhaii:

namaste!

seedhe dil se nikli baat ... saadagee se bharii huii... !! sukooN milaa paDh kar... yuuNhi liKhate rahiye aage bhee... KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
20th January 2013, 06:08 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Main kisi se kuch kehta nahi,
Apna dard apne jazbaat khud hi sehleta hun,
Dekhta hun muskurakar kabhi use,
Kabhi apni kismet per ro leta hun,
Lekin main kisi se kuch kehta nahi,

Tanhaiyan bohot hai chalo apnata hun,
Mohabbat jo ki kabhi kabhi pachta-ta hun,
Hasta to har pal hun, har manzar sarhaata hun,
Main kuch apni hi soch mein ulajh jaata hun,
Lekin main kisi se kuch kehta nahi,

Na jaane kis saaz ki saza main pata hun,
Izhaare-Mohabbat mein ashq bahaata hun,
Kabhi baat karni chahun usse to jhijakta hun,
Hazaar baar ta-laa hun, phir talta hun,
Lekin main kisi se kuch kehta nahi,

Woh aksar saahil par jaaker baithna,
Akele sard mausam mein tujhe yaad karna,
Aankhon se aansun nikal aate hai, unpar hasna,
Kabhi tujhse hi has kar baatein karna, scohta hun,
Lekin main kisi se kuch kehta nahi,

Mere chehre par kuch alag se tassur hai aaj kal,
Ab sochta hun kisi se kuch baat karun,
Main is zaat-e-dard ko dil se nijaad karun,
Main muskuraun phir tujhse baat karun, Sochta hun…
Lekin 'Abrar' kisi se kuch kehta nahi …
WaaH ! Kyaa Khayaal HaiN ... BehtareeN Nazm Huii !

Dilee Mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
29th January 2013, 01:51 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
koe woqt hun bhi aise hi thy sahab..
Ab jane kaise hain

Apni hi yaad aake rah gayee

Very nice
Aadab,

Ab is par kya bole janaab? Aane ke liye shukriyah... yunhi saath dete rahe...

Duaon ke saath Ijazat...

Abrar.




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
29th January 2013, 01:52 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
nice creation.....straight from ur heart......
Bohot bohot shukriyah Aru ji... yunhi aate rahe...

Duaon ki darkhwast,

Abrar.




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
29th January 2013, 09:01 PM

Indeed good flow of thoughts, nice poem.
Sanjay sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
16th February 2013, 09:47 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Main kisi se kuch kehta nahi,
Apna dard apne jazbaat khud hi sehleta hun,
Dekhta hun muskurakar kabhi use,
Kabhi apni kismet per ro leta hun,
Lekin main kisi se kuch kehta nahi,

Tanhaiyan bohot hai chalo apnata hun,
Mohabbat jo ki kabhi kabhi pachta-ta hun,
Hasta to har pal hun, har manzar sarhaata hun,
Main kuch apni hi soch mein ulajh jaata hun,
Lekin main kisi se kuch kehta nahi,

Na jaane kis saaz ki saza main pata hun,
Izhaare-Mohabbat mein ashq bahaata hun,
Kabhi baat karni chahun usse to jhijakta hun,
Hazaar baar ta-laa hun, phir talta hun,
Lekin main kisi se kuch kehta nahi,

Woh aksar saahil par jaaker baithna,
Akele sard mausam mein tujhe yaad karna,
Aankhon se aansun nikal aate hai, unpar hasna,
Kabhi tujhse hi has kar baatein karna, scohta hun,
Lekin main kisi se kuch kehta nahi,

Mere chehre par kuch alag se tassur hai aaj kal,
Ab sochta hun kisi se kuch baat karun,
Main is zaat-e-dard ko dil se nijaad karun,
Main muskuraun phir tujhse baat karun, Sochta hun…
Lekin 'Abrar' kisi se kuch kehta nahi …

Bohat khoob Abrar sahab......................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
2nd June 2013, 06:58 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Abraar bhaii:

namaste!

seedhe dil se nikli baat ... saadagee se bharii huii... !! sukooN milaa paDh kar... yuuNhi liKhate rahiye aage bhee... KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval
Dhaval Bhaii,

Bohot shukriyaah, Dil ki baaton ko aksar ghazalon mein dhaal ne ki koshish karta hun par nazm ban kar hi rah jaati hai... Khair sabko pasand aayi aur baat ka matlab nikla wohi kaafi hai.. yunhi saath dete rahe aage bhi... koshish jaari hai...

Duaon ki Darkhwast,
Abrar.




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com