Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ajee naseeb hi apnaa dukhon ka hai daftar
Old
  (#1)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
ajee naseeb hi apnaa dukhon ka hai daftar - 14th November 2010, 04:52 AM

Udaa ke le gayee sar sar hamaare ret k aghar
ajee naseeb hi apnaa dukhon ka hai daftar


sar sar ..... bahot tez hawaa


Wo jis ki yaad me shab ke pahaad kaate hain
usee ki chaah me din bhi khaye hain nashtar

shab .... raat
nashtar ..... usturaa


Judaayi aap ki wallaah darde paiham hai
Gulon ko kaon kahe khaar bhi hain khaakastar


wallah ...... khudaa ki qasam
darde paiham ...... mustaqil dard
khaar ....... kaante
khaakastar .... raakh


Jo aap bose kaa waada Karen to ye haq hai
Karun dehn ko main apne buye gulaab se tar


bose ........... kiss
dehan ......... munh
buye gulaab ..... attar gulaab

Tumhaaree yaad bhi hai kaisee shash jehaat bani
Ki meree yaad ke tum hi akele ho mahwar


shash jehaat ........ 6 simt
mahwar ...... wo point jis pe chakkar lagayaa jaa rahaa ho


Abhi shabaab hai aa jaao warnah khatrah hai
Badal na jaaye kaheen maosamon ka ye tewar


shabaab ...... jawaanee
Tumhaare husn ne tohfe hazaar baante hain
Kisee ko dard ka tamghah kisee ko tegho tabar

tamgha ............. medal
tegho tabar .......... jangee saamaan

Dilo dimaagh hain ab tak usee ke saodaayi
Jalaa ke rakh diyaa jis ne mere bayaan ka par


bayaan .......... kalaam


Gunaah aap me apne badaa hi dilkash hai
Magar jhukaa na de Hassaas ye tumhaaraa sar


akheer me ek sher s d c ki jawaan dhadkanon ke naam

Tu aataa jaata hai marzi se apnee jab chaahe
Ye meraa dil hai ya hai ki tere baap ka ghar

Last edited by masoodhassas; 14th November 2010 at 05:06 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
14th November 2010, 07:49 AM

Masood Sahab ... Very Impressive Creation Indeed !

Tahe dil se daad hazir hai ...

Aise hi umdaa kalaamoN ke saath aate rahen aage bhi ... khush rahen ...

duaaon ke saath ...




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 14th November 2010, 12:17 PM

bahut khoob masood bhai impressive creation hai likhte rahen
duaon ke saath
radhe radhe


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
14th November 2010, 12:45 PM

Kya kahu aakhir main kahu to kya kahu................aapke kalam aapke sher riwayti khayalo se kitna hathkar hote hai........aapki soch ka paimana kitna oocha hai Masood saheb..........iska andaza lagana yaqeenan mere bas ki baat hai..............bohat mushkil me daal dete ho aap mere bhai.................bohat himmat jutani padti hai aapko daad dene ke liye hahahahahaah.......

Yeh sher haiiiiiiii kya kahu mere bhai bas jaan nikalte nikalte reh gayee samjho........

Jo aap bose kaa waada Karen to ye haq hai
Karun dehn ko main apne buye gulaab se tar



Allah aapko har buraiee har aib se mehfooz rakhe...AAMEEN

rep+++++


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#5)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
14th November 2010, 03:57 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Masood Sahab ... Very Impressive Creation Indeed !

Tahe dil se daad hazir hai ...

Aise hi umdaa kalaamoN ke saath aate rahen aage bhi ... khush rahen ...

duaaon ke saath ...
aadaab
bahot shukriyah saahab
aap aise hi doaaon ka silsila banaaye rakhen yahee hamaaree doz hai
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
14th November 2010, 03:58 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
bahut khoob masood bhai impressive creation hai likhte rahen
duaon ke saath
radhe radhe

aadaab
main tahe dil se aap ka shukr adaa karungaa ki aap ne meree ghazal ko padhaa aor use daad se bhi nawaazaa
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
14th November 2010, 06:16 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Kya kahu aakhir main kahu to kya kahu................aapke kalam aapke sher riwayti khayalo se kitna hathkar hote hai........aapki soch ka paimana kitna oocha hai Masood saheb..........iska andaza lagana yaqeenan mere bas ki baat hai..............bohat mushkil me daal dete ho aap mere bhai.................bohat himmat jutani padti hai aapko daad dene ke liye hahahahahaah.......

Yeh sher haiiiiiiii kya kahu mere bhai bas jaan nikalte nikalte reh gayee samjho........

Jo aap bose kaa waada Karen to ye haq hai
Karun dehn ko main apne buye gulaab se tar


Allah aapko har buraiee har aib se mehfooz rakhe...AAMEEN

rep+++++

aadaab
saajid bhai
kaise hain
mashallah jab aap qalam chalaate hain to kaagaz pe sunahre harfon ki maalaa bun dete hain aap ki pazeeraayi se dil ko mahmez miltee hai aap ke khiyaalaat jaan kar dil ko taraawat ka ehsaas ho taa hai
ek ghazal ka matla abhi abhi huwa hai main aap ki nazr karnaa chaahitaa hun agar ghazal mokammal ho gayee to inshalla use post bhi kar dungaa

main tere sabr ko is darjah aazmaaungaa
gire gaa tu hi magar main hi choT khaaungaa

main leke jaaungaa chaahat ko us moqaam talak
tere manaane se pahle hi maan jaaungaa

main aapka shukr guzaar hun ki aapne achhe lafzon me meree ghazal ko yaad kiyaa
haan magar baat to tab thee ki jab aap us pe tanqeedi nigaah daalte aor us ke oyoob ko bhi aashkaar karte taaki mujhe seekhne ke mazeed mawaaqe naseeb hote koshish karen ki kam az kam meree ghazlon pe bhar poor tanqeedi nigaah daalen
doaaon ke saath
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
14th November 2010, 06:38 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
Udaa ke le gayee sar sar hamaare ret k aghar
ajee naseeb hi apnaa dukhon ka hai daftar


sar sar ..... bahot tez hawaa


Wo jis ki yaad me shab ke pahaad kaate hain
usee ki chaah me din bhi khaye hain nashtar

shab .... raat
nashtar ..... usturaa


Judaayi aap ki wallaah darde paiham hai
Gulon ko kaon kahe khaar bhi hain khaakastar


wallah ...... khudaa ki qasam
darde paiham ...... mustaqil dard
khaar ....... kaante
khaakastar .... raakh


Jo aap bose kaa waada Karen to ye haq hai
Karun dehn ko main apne buye gulaab se tar


bose ........... kiss
dehan ......... munh
buye gulaab ..... attar gulaab

Tumhaaree yaad bhi hai kaisee shash jehaat bani
Ki meree yaad ke tum hi akele ho mahwar


shash jehaat ........ 6 simt
mahwar ...... wo point jis pe chakkar lagayaa jaa rahaa ho


Abhi shabaab hai aa jaao warnah khatrah hai
Badal na jaaye kaheen maosamon ka ye tewar


shabaab ...... jawaanee
Tumhaare husn ne tohfe hazaar baante hain
Kisee ko dard ka tamghah kisee ko tegho tabar

tamgha ............. medal
tegho tabar .......... jangee saamaan

Dilo dimaagh hain ab tak usee ke saodaayi
Jalaa ke rakh diyaa jis ne mere bayaan ka par


bayaan .......... kalaam


Gunaah aap me apne badaa hi dilkash hai
Magar jhukaa na de Hassaas ye tumhaaraa sar


akheer me ek sher s d c ki jawaan dhadkanon ke naam

Tu aataa jaata hai marzi se apnee jab chaahe
Ye meraa dil hai ya hai ki tere baap ka ghar
Jo aap bose kaa waada Karen to ye haq hai
Karun dehn ko main apne buye gulaab se tar


hmmmm
gulaab se gulaab takraayega
sahi hai...itr to free hai hi aapke paas.

bahut maza aaya ye kalaam sunkar.......

aap hazal wakai bahut acchi likhte hai
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
14th November 2010, 07:00 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
Jo aap bose kaa waada Karen to ye haq hai
Karun dehn ko main apne buye gulaab se tar

hmmmm
gulaab se gulaab takraayega
sahi hai...itr to free hai hi aapke paas.

bahut maza aaya ye kalaam sunkar.......

aap hazal wakai bahut acchi likhte hai
aadaab
kisee shair ka sher hai
khultaa kabhi kisee pe na mere dil ka maajrah
sheron ke intekhaab ne ruswaa kiyaa mujhe
beshtar hazraatne ,,bose ,, apne labon ko cabt kar diyaa hai baz hazraat sare mahfil kuchh chupe rusmaon ne p m se is ki pazeeraayi ki hai
allah aap ko barakaton se nawaaze aap ne to ghazal ko hazal ka tamgha de diyaa ab khudaa hi jaane ki qasdan aap ne kiyaa hai yaa sahwan ,, g ,, choot gayaa hai
bahar kaif donon hi sooraton me aap ka qalam moti ugulne me maahir nazar aa raha hai
main shukr guzaar hun aap ke kholoos ka
raha maslah ittr ka to janaab free me hon yaa daam dekar ,, is mobaarak maoqe pe kaon kambakht attr kiqeemat dekhtaa hai jab kaainaat ka mahwar nigaahon ke saamne ho
bahot shukriyah zidd bhai
doaaon ke saath
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
15th November 2010, 12:49 PM

Asslam-o-Alaikum…!
Janab Masood Hassaas Saheb!Abhi Abhi Aap Ki Ghazal Parhi…..Or Parh Kr Dil Khush Ho Gaya…..
Boht Mukaml Or Dil Chuu Lenay Walay Ashaar Kahay Aap Ne….

Judaayi aap ki wallaah darde paiham hai
Gulon ko kaon kahe khaar bhi hain khaakastar

Jo aap bose kaa waada Karen to ye haq hai
Karun dehn ko main apne buye gulaab se tar

Tumhaare husn ne tohfe hazaar baante hain
Kisee ko dard ka tamghah kisee ko tegho tabar

Gunaah aap me apne badaa hi dilkash hai
Magar jhukaa na de Hassaas ye tumhaaraa sar

Ye Ashaar Mere Khayal Me Jaan-e-Ghazal Hain…..Yunhi Likhtay rahen Or Hamen Apnay Hunar Se Mustafeed Farmatay Rahen

ALLAH AAP KO AASAANIAN BAKHSAY

Duaon Ka Talib:




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Smile 15th November 2010, 07:16 PM

masoodhassas saheb,

pehli dafa padhne ka mauqa mila hai aapko, yaqeen janiye ye akhari katai nahi hoga...bahut badhiya likha hai aapne...dil ko badi masarrat hui padh kar...

aur is khas sher ne to kai ehsaas taza kar diye...wah bahut khoob...

Jo aap bose kaa waada Karen to ye haq hai
Karun dehn ko main apne buye gulaab se tar


meri janib se daad qubuul kijiyega...


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#12)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
15th November 2010, 07:46 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
masoodhassas saheb,

pehli dafa padhne ka mauqa mila hai aapko, yaqeen janiye ye akhari katai nahi hoga...bahut badhiya likha hai aapne...dil ko badi masarrat hui padh kar...

aur is khas sher ne to kai ehsaas taza kar diye...wah bahut khoob...

Jo aap bose kaa waada Karen to ye haq hai
Karun dehn ko main apne buye gulaab se tar

meri janib se daad qubuul kijiyega...

aadaab
vikram bhai
main shukr guzaar hun aap ka ki aap ne apnaa qeemtee waqt nikaal kar meree ghazal ko padhaa us pe tabsera kiyaa dil ko sokoon milaa lagaa ki meree mehnat osool ho gayee hai
bas yun hi apnee doaan se nawazte rahen
mukhlis
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 16th November 2010, 12:18 AM

Udaa ke le gayee sar sar hamaare ret k aghar
ajee naseeb hi apnaa dukhon ka hai daftar
sar sar ..... bahot tez hawaa
wahhhhhhhhhhh.......... wahhhhhhhhhhhhhhh.......


Wo jis ki yaad me shab ke pahaad kaate hain
usee ki chaah me din bhi khaye hain nashtar
shab .... raat
nashtar ..... usturaa
awesome.......................


Judaayi aap ki wallaah darde paiham hai
Gulon ko kaon kahe khaar bhi hain khaakastar
wallah ...... khudaa ki qasam
darde paiham ...... mustaqil dard
khaar ....... kaante
khaakastar .... raakh
wahhhhhhhh.... kya baat !


Jo aap bose kaa waada Karen to ye haq hai
Karun dehn ko main apne buye gulaab se tar
bose ........... kiss
dehan ......... munh
buye gulaab ..... attar gulaab
oye hoye... mai mar java is sher pe.......


Tumhaaree yaad bhi hai kaisee shash jehaat bani
Ki meree yaad ke tum hi akele ho mahwar
shash jehaat ........ 6 simt
mahwar ...... wo point jis pe chakkar lagayaa jaa rahaa ho
bahut bahut khoob..........


Abhi shabaab hai aa jaao warnah khatrah hai
Badal na jaaye kaheen maosamon ka ye tewar
shabaab ...... jawaanee
MashaAllah..... bahut khoob...


Tumhaare husn ne tohfe hazaar baante hain
Kisee ko dard ka tamghah kisee ko tegho tabar
tamgha ............. medal
tegho tabar .......... jangee saamaan
very very impressive......


Dilo dimaagh hain ab tak usee ke saodaayi
Jalaa ke rakh diyaa jis ne mere bayaan ka par
bayaan .......... kalaam
wahhhhhhhhhhhhhhhhhhh...................


Gunaah aap me apne badaa hi dilkash hai
Magar jhukaa na de Hassaas ye tumhaaraa sar
SubhanAllah...................... wahhhhhhhhhhhhh...........


akheer me ek sher s d c ki jawaan dhadkanon ke naam

Tu aataa jaata hai marzi se apnee jab chaahe
Ye meraa dil hai ya hai ki tere baap ka ghar
wahhhhhhhhhhhh...... hahahahahaahahahah...


Hassas ji,

bahut bahut umdaa..... har sher ek se badhkar ek hai... is kaamiyaab koshish pe dil se daad hazir hai.... yuhi likhte rahiye aur hume apne ehsaason se ru ba ru karwate rahiye.... khush rahiye.....


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#14)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
16th November 2010, 04:17 AM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
Udaa ke le gayee sar sar hamaare ret k aghar
ajee naseeb hi apnaa dukhon ka hai daftar
sar sar ..... bahot tez hawaa
wahhhhhhhhhhh.......... wahhhhhhhhhhhhhhh.......


Wo jis ki yaad me shab ke pahaad kaate hain
usee ki chaah me din bhi khaye hain nashtar
shab .... raat
nashtar ..... usturaa
awesome.......................


Judaayi aap ki wallaah darde paiham hai
Gulon ko kaon kahe khaar bhi hain khaakastar
wallah ...... khudaa ki qasam
darde paiham ...... mustaqil dard
khaar ....... kaante
khaakastar .... raakh
wahhhhhhhh.... kya baat !


Jo aap bose kaa waada Karen to ye haq hai
Karun dehn ko main apne buye gulaab se tar
bose ........... kiss
dehan ......... munh
buye gulaab ..... attar gulaab
oye hoye... mai mar java is sher pe.......


Tumhaaree yaad bhi hai kaisee shash jehaat bani
Ki meree yaad ke tum hi akele ho mahwar
shash jehaat ........ 6 simt
mahwar ...... wo point jis pe chakkar lagayaa jaa rahaa ho
bahut bahut khoob..........


Abhi shabaab hai aa jaao warnah khatrah hai
Badal na jaaye kaheen maosamon ka ye tewar
shabaab ...... jawaanee
MashaAllah..... bahut khoob...


Tumhaare husn ne tohfe hazaar baante hain
Kisee ko dard ka tamghah kisee ko tegho tabar
tamgha ............. medal
tegho tabar .......... jangee saamaan
very very impressive......


Dilo dimaagh hain ab tak usee ke saodaayi
Jalaa ke rakh diyaa jis ne mere bayaan ka par
bayaan .......... kalaam
wahhhhhhhhhhhhhhhhhhh...................


Gunaah aap me apne badaa hi dilkash hai
Magar jhukaa na de Hassaas ye tumhaaraa sar
SubhanAllah...................... wahhhhhhhhhhhhh...........


akheer me ek sher s d c ki jawaan dhadkanon ke naam

Tu aataa jaata hai marzi se apnee jab chaahe
Ye meraa dil hai ya hai ki tere baap ka ghar
wahhhhhhhhhhhh...... hahahahahaahahahah...


Hassas ji,

bahut bahut umdaa..... har sher ek se badhkar ek hai... is kaamiyaab koshish pe dil se daad hazir hai.... yuhi likhte rahiye aur hume apne ehsaason se ru ba ru karwate rahiye.... khush rahiye.....

aadaab
janaab lamha saahibah
aap jis andaaz se dil khol kar daad detee hain us se khoon ki gardish me talaatum aa jaata hai uski kammiyat me ezaafah hojaata hai aap ke alfaaz aapki nek niyati ki daleel hain main aap ke kholoos ke laaeq thehraa yahee mere liye qaabile sad iftekhaar hai
aap ne ghazal ko daad ke zaryah raonaq bakhshee main aap ka sameem e qalb se shukr guzaar hun
yun hi himmat badhaati rahen allah aap ko mazeed se mazeed nawaaze
doa go
masood hassaas

Last edited by masoodhassas; 16th November 2010 at 04:19 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
16th November 2010, 05:49 AM

masood bhai aadab ,,


Wahhhhhhhhhhhhhh ,, kya hi khoob ghazal kahi hai sahab ,,,matle ne der tak ruk rakha bhai ,, khoob matla kaha hai ... ghazal kya hai ghazab hai sahab ... kya khoob mazamin laaye hain ..wahhhhhhh ..

Jo aap bose kaa waada Karen to ye haq hai
Karun dehn ko main apne buye gulaab se tar



is sher me apne adeeb hone ki dalil di hai ..adab ki inteha hai ye .. yaqeenan ahesas ko is tarhan afazo.N ka jama pahenana ye bus ap hi kishaqsiyat ka hissa hai sahab ...allah kare ap issi tarhan ghazal sara hote rahen aur hum mustafeed hote rahen.. apki ghazal sar se paa tak lajawab hai ......apki murassa ghazal pe dad o mubarak hazir hai khubool karen ..allah apko hamesha khush rakhe ..

talib e ilm

qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
16th November 2010, 05:56 AM

Quote:
Originally Posted by abdulqadeert View Post
masood bhai aadab ,,


Wahhhhhhhhhhhhhh ,, kya hi khoob ghazal kahi hai sahab ,,,matle ne der tak ruk rakha bhai ,, khoob matla kaha hai ... ghazal kya hai ghazab hai sahab ... kya khoob mazamin laaye hain ..wahhhhhhh ..

Jo aap bose kaa waada Karen to ye haq hai
Karun dehn ko main apne buye gulaab se tar


is sher me apne adeeb hone ki dalil di hai ..adab ki inteha hai ye .. yaqeenan ahesas ko is tarhan afazo.N ka jama pahenana ye bus ap hi kishaqsiyat ka hissa hai sahab ...allah kare ap issi tarhan ghazal sara hote rahen aur hum mustafeed hote rahen.. apki ghazal sar se paa tak lajawab hai ......apki murassa ghazal pe dad o mubarak hazir hai khubool karen ..allah apko hamesha khush rakhe ..

talib e ilm

qadeertoopchi
aadaab qadeer bhai
aap jaise mukhlis doston ka acar hai ki main bhi tuk bandee kar letaa hun ye aor baat ki aap hazraat use fan ka naam dete hain
maza to jab aaye ki koi meree ghaltiyon ki bhi nishaandehee kare
main aap ke kholoos ka tahe dil se shukr guzaar hun
allah aap ko mazeed nawaaze aameen
doa go
masood hassaas
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com